Facebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide

How to set a single name on facebook on android: Kya Aap Janna Chahte Ho Apke “Facebook Account Par Single Name Kaise Set Kare” Jisse Apke Id Dikhne Me Bakion Se Unique Lage? Agar Apka Jawab “Han” Hai. To Aap Is Post Ko Carefully Read Kare.

Aaj is Facebook Tricks me Janenge Facebook ID Me Single Naam kaise Set karte hai. Facebook Kitna Popular Social Site Hai Yeh Batane Ka Jaruraat Nahi Hai Kyunki Aajke Samai Me Har Ek Baikti Regular Facebook Istemal Karta Hai. Aur Ek Post Karte Hi Fb Post Par 100-500 Like, Comments Aata Hai.

Agar Aap Bhi Chahte Ho Apka Post Par bhi Bhut Sare Like, Comments Aaye. To Fb Par Like Kaise Badhaye Ye Tricks Used Kare.

Kya hai na dosto, kuch Logon ke Facebook Account par Single Name Set Karte Hue Dekhke, Apne facebook Account ke Setting me jate hai. Aur apna Naam bhi Change karne ki koshis karte hai. par is me ham safal nhi ho pate.

facebook-single name-kaise-set-kare
Facebook Account Par Single Name Kaise Set Kare

Agar Aap kabhi aise kiye honge Aur Fb Par Single Name Laga nahi paye hai. toh Aiye Step by Step Jante Hai. Facebook Par Single Name Kaise Rakhe. Isse Pehle Ham Jan Lete Hai Fb Single Name Rakhne Se Kya Hoga.

Facebook Account Par Single Name Rakhne Ka Fayde?

  • Agar Apko Name Bhut Bada Hai, Jo Yaad Rakhne Me logon Ko Problem Hota Hai. To Aap Iss tricks Ke Madad Se Apka Nick Name Rakh Payenge.
  • Single Name Rakhne se Apka Account Dekhne Me Baki Facebook Users Se Unique Aur Attractive Lagta Hai.
  • Apke Account search Karke Dhund Ne Me Asani Hoga.
  • Facebook Par Koi Bhi Apko Asani Me Tag Kar Payega.
  • Agar Apko Facebook Par Privacy Chahye. Jisse Apka Real Name Koi Na Jane. To Aap Iss Trick Ke Madad se Apka Last Name Remove Ya Hide Rakh Sakte Hain.

Ummid Karta Hun Apko Single Name Rakhne Ka Benefits Samjh Me Aagaya Hoga Aur Interested Hai, Single Name Ka Facebook Account Banane Me To Aiye Ab Step By Step jante Hai. How to Set How to set one (Single) name on facebook in Hindi.

Facebook Par Single Name Kaise Set Kare (Set Single Name on Fb)

Facebook Account Par Single Name Set Karna Bhut Hi Asan Hai. Isse Apke Last Name Removed Kar Sakte Hai. Ya Jo Name Aap FB Id Me Set Karna Chahenge, Woh Single Word Me Sirf Rakhenge. Iske Liye Niche Bataye Gaye Step By Step Follow Kare:

Step 1. Open Facebook on Phone:

Agar Aap Facebook Desktop Version Me Use kare rahe hai. toh Sab se pahle Mobile Version Kare. Mobile Version karne ke liye Yaha mbasic.facebook.com Par Click Kare.




Step 2. Log in Facebook account:

Ab aap ke Facebook Account Ko Login kare.

login-facebook-account

Step 3. Select Tamil Language:

Ab Language Page me Visit karke Directly Jane Ke Liye Yaha mbasic.facebook.com/language.php Par Click Kare. Aur Language Ki List Me Se “Tamil” Select Kare.

Tamil-language-Select-Kare

Step 4. Tab Facebook Account Settings:

Agar aap Tamil Language Jante hai to thik hai. Warna sahi se Follow Kare.
  1. Dosto Ab aap Setting Page me Jane Ke Liya Yaha mbasic.facebook.com/settings/account Click Karke Directly Settings Me Jaye.
  2. Ab Apke Name Ke Side me Edit Option, Tamil Me Likha hai uspar Click kare.

single-name-ke-liye-langugae

Step 5. Enter Single Name:

Yaha Apko Name Dena Hai. Jo Aap Rakhna Chahte Hai.

fb-single-name-set-kare

  1. Ab Yaha jo Naam rakhna chahte hai, oh 1st Box (First Name) ke under dale Or Baki Box  Blank Hi Rakkhe.
  2. Ab One (single) Name enter Kar Diye Hain. To Changes Par Ok karde.

Step 6. Enter Password:

facebook-single-name-account-banaye

  1. Yaha Ap apna Facebook Password dale.
  2. Password Dene Ke Bad Done Karde.

Toh Dosto Lijiye, Ab Aapke Facebook Account Par Single Name successfully Set Ho Chuka Hai.

Note: Ab phirse Ap apna Language Change Karle. Language Change karne ke liye Yaha Facebook Language Par Click Kare.

Ye Tha Sabse Asan Bina Kisi Software Ke Facebook Par Single Naam Rakhne Ka Tarika.

Popular Facebook Post:

Conclusion: Facebook Single Name Tricks

Is Facebook Tutorial Me Hamne Sikha “Facebook Par Single Name Kaise Set Kare” Ya Fb Par Single Name ID Kaise Banaye. Puri Jankari Hindi Me. Dosto aab Time Aagiya hai, Facebook me Impressive or Genius Person Banne Ka. To Is Trick Ka Fayda Udhao Aur Enjoy Karo! 🙂

Agar Apka Koi Sawal Hai Ya Single Name Rakhne Set Karne Me Koi Problem Ho Rahi Hai. To Directly Hamare Facebook Page Par Abhi Message Kare.

Mujhe Ummid Hai, Apko Ye Facebook Tricks Bhut Mast Laga Hoga. So Apne Friends Ke sath Abhi Facebook Par Share Kare.

Aur Hamare Sath Connected Rahne Ke Liye Subscribe Kare. Aur Other Social Community Bhi Join Kare: Facebook Group | Twitter | LinkedIn| Pinterest |

Published on: Nov 9, 2016, at 13:59
Update on: Dec 05, 2019, at 10: 57 PM

पिछला लेखFacebook Account (ID) Delete Kaise Kare Permanently
अगला लेखFacebook Year in Review 2020 Video Kaise Banaye
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

7 टिप्पणी

  1. आपने अपनी वैबसाइट पर काफी मेहनत की है। आपने हमारी काफी मदद की इस पोस्ट के माध्यम से हमे उम्मीद है की आप आगे भी ऐसी ही जानकारी भरी पोस्ट लिखते रहेंगे। जिससे बहुत से लोगो को फायदा होगा।

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें