Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika

Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Kaise Kare (Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika): Jee Han Dosto Aaj Ham Leke Aaye Hai. Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika. Jisse or Apke Kisi Bhi Friends ko Birthday Wish Karne Ke Liye Aur Tension Nahi Rahega.

Aap Soo Rahe Honge, Aur Apke Chahne Wale Ko Aap Sabse Pahle Birthday Wish Kar Denge.
To Hai Na Kamal Ke Trick.

Actually Kya Hota Hai, Hamare Chahne Wale Ko Agar Aap Usko Birthday Wish Karna Bhul Jate Hai. To Bhut Badi Problems Me Padh Jate Hai.

Yaar Sach Baat Toh Ye Hai Ke Abhi Ke Jamane Me Kisi Ke Birthday Yaad Rakhna Bhut Muskil Ho Giya Hai. Par Chahne Wale Friends Thodi Na Mante Hai.

Aur Apke Dimagh Me Ye Sawal Bhi Ata Hoga Yaar Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Kaise Kare Wagira Wagaira.

facebook friends ko automatic birthday wish kaise kare
Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Kaise Kare

Toh Aaj Aap Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika Sikhke. Age Se Kisi Bhi Facebook Friends Ko Birthday Wish Karne Ka Tension Se Chutkara Payenge. Aurr Sath Me Apke Chahne Wale Ko Khus & Impress Bhi Karenge.

Ye Tarika Bhut Hi Aasan Hai. Bas Apko Ek Site Me Setting Karni Hogi. Site Ka Name Hai BirthDayFB (Birthday Pilot). Aiye Iske Bare Me Pehle Janlete Hai.

BirthDayFB Kya Hai?

Dosto BirthDayFb Ek Website Hai. Jo Bilkul Hi Safe Hai. Or Iska 2 Future Hai- Birthday Message & Wall Post Automatic Send Kar Sakte hai. Aur Issi Ke Madad Se Aap Apke Friends Ko Auto Birthday Wish Kar Payenge. Actually Ye Website Isiliye Banaye Gaye Hai.

Aur Ye Site BirthDayFb Apke Na Facebook Password Chahega or Nahi Access Karega. Ye Bas Apke Email ID Or Birthday Date ko Access Karta Hai.

Aur Me Bhi Isi Website Ke Madad Se Bhut Dinose Sabhi Friends Ko Automatic Birthday Wish Karta Hu.

  • To Chaliye Ab Ham Janenge Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wall Post Ya Message Wish Kaise Kare.

Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika

Dosto Facebook Friends Ko Automatic Birthday Message Ya Wall Post Karna Bhut Hi Asan & Simple Hai. Apko Sirf Step By Step Follow Kare:




Step 1. Log in your facebook

Sabse Pahle Ap Apna Facebook Account Id Aur FB Password Dalke Login Kare.

Step 2. Go to BirthdayFb.com

Ab Aap Birthdayfb.com Me Click Kare Ya Phir URL Me Birthdayfb.com Search Kare.
 
facebook friends ko auto birthday wish karne ke liye birthdayfb.com search kare

Step 3. Connect with Facebook

Birthdayfb Me Aagaye Hai Toh Ab Apke Samne Istarh Ke Page Aayega, Niche Screenshot Dekhe.
facebook friends ko automatic birthday wish karne ke liye fb se connect kare
Ab Aap Connect With Facebook Par Click Kare.

Step 4. Give Permission

Connect With Facebook Par Click Kardiye Hai Toh Yaha Apke Samne Permission Page Ayega Usme Apka Permission Mangega Ke Ap Birthdayfb Ke Sath Facebook Ko Connect Karna Chahte Hai. Niche Screenshot Dekhe.
facebook friends ko auto birthday wish karne ke liye permission de

Step 5. Select Friend

Permission De Diye Hai toh Ab Apko Yaha Friends Select Karke Ok Par Click Kardena Hai.
facebook friends ko auto birthday wish karne ke liye ok kare

Step 5. Go to Fb upcoming event

Ok Par Click Karte hi Apke Facebook Login Ho Jayega Or Kuch Is Tarah Ke Page Aayega.
auto birthday ke liye import ke page aayega

Step 6. Copy link address

Facebook Upcoming Events Me Click Karne Ke Baad Thoda Niche Kare Or Dekhe Upcoming Events Ke Niche Birthdays Hai. Niche Screenshot Dekhe.
facebook friends ko auto birthday wish karke liye birthday link copy kare
 
Birthdays Par Right Click Kare Phir Copy Links Address Par Click Kare.

Step 7. Import Friends

Links Copy Kar Liye Hai Toh Wapas Birthdayfb Page Me Aye Or Oh Code De.
Facebook Friends Ko Auto Birthday Wish Karne Ke Liye Apna Country Choose Kare
  1. Yaha Copy Kiya Hya Code Ko Past Kare.
  2. Code Dene Ke Bad Import Friends Par Click Kare

Step 8. Choose Country

Ap Apko Apke Country Choose Karne Ke Bad Save Me Click Kar Dena Hai.
Facebook Friends Ko Auto Birthday Wish Karne Ke Liye Apna Country Choose Kare

Step 9. Start birthdayPilot!

Country Save Karliye Hai Or Friends Import Successful Ho Giya Hai Toh Ab Apko Setting Karni Hai.
Facebook Friends Ko Auto Birthday Wish Karne Ke Liye Details Dale
  1. Yaha Jo Wall Post Me Message Dena Chahte Hai Oh Type Kare.
  2. Time Set Kare (Actually India Ke Time Mention Nahi Hai, Isliye 5:00 Set Karle).
  3. Daily Option Chune.
  4. Yaha Midnight Kare, Ap So Rahe Honge Or Yaha Automatically Birthday Message & Wall Post Ho Jayega.
  5. Yaha Email ID De.

Step 10. Schedule Post

Ap Apke Samne Kuch Iss Tarah Ke Page Ayega-
auto birthday wish karne ke liye schedule post kare
Ab Apko Automatic SMS Ya Wall Post Jo Karna He Yahase Kar Sakte Hai
Exmple–  Agar Apko Wall Post Karna Hai Toh Schedule Post Par Click Karna Hai Phir Save & Schedule Par Ok Kar Dena Hai

Step 11. Verify Gmail account

Ab Ap Or Ek New Tab Open Kar Gamil, Email  Jo Bhi ID Diye Usko Verify Kare.
Auto Birhtday Wish Pilot Se Email Ko Verify Kare
Birthdayfb Se Apko Verification Link Send Karega Apke Email Par Oh Link Me Click Karke Verify Karlena Hai.

Step 12. Set up Complete!

To Lijiye Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika Successfully Setting Set up Complete Ho Gaya Hai.

More Useful Articles:

  1. Fb Page Like Ke Liye Sabhi Friends Ko One Click Invite Kaise Kare.
  2. Facebook Account (ID) Delete Kaise Kare Permanently
  3. FB For Creator Kya Hai (What Is Facebook Creator In Hindi)?
  4. Facebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide
  5. Fb Par Like Kaise Badhaye Mobile Se – Full Guide
  6. Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare.
  7. Poke क्या है और कैसे Use करे?
  8. Facebook Business Page Kaise Banaye – Full Guide.
  9. Fb Auto Liker App Se Unlimited Likes Kaise Badhaye [100% Working].
  10. Facebook Account Deactivate Kaise Kare – Full Guide.
  11. One-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare.
  12. Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips.
  13. Fb Password Change Kaise Kare – [Detailed Guide]
  14. Facebook Account Safe Kaise Rakhe [Top 5 Secret Tips 2020].

Conclusion

Agar Apke Fb Friends 1000 Se Jiyada Hai. To Apko Is Trick ko Jarur Istemal Kare. Is Article Me Hamne Sikha “Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika” Jisse Aap Kisi Ko Asani Me Automatic Birthday Wish Kar Payenge.

I Hope Ke Ye Facebook Trick Apke Liye Bhut Helpful Rahega. Agar Faidamand Raha To Social Media Me Apne Friends Ke Sath Jarur Share Kare.

Agar Kahi Problems Aaye Toh Jarur Comment Karke Bataye. Our Hamare Sath Facebook Par Jude Rahne Ke Liye Facebook Page Like Kare. And Twitter Follow Kare.

Published on: Dec 8, 2016, at 12:54
Update on: Dec 06, 2019, at 2:55 PM

पिछला लेखFacebook Year in Review 2020 Video Kaise Banaye
अगला लेखFacebook Page Kaise Banaye [Step by Step Guide]
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

6 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें