Google Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare (Full Guide)

Google Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare (Full Guide)

google drive kya hai or kaise use kare (full guide) - www.solutioninhindi.com

Hi Friends, Aap Sabhi Ko www.SolutionInHindi.com Par Swagat Hai.
Dosto Aaj Ham Baat Karenge Google Drive Kya Hai Or Google Drive Kaise Use Karte Hai.
Our Jis Friends Ka Question Hai Ke Internet Par Apna Documents, Photo, Video Kaise Rakhte Hai.
Toh aap bilkul sahi jagah par hai. Google Drive ke madad se aap apne Importent file, photo, documents, video, mp3 etc kuch bhi 15GB Storage tak dal sakte ho bilkul free me. Our iske madad se aap kabi bhi kahi bhi apne important documents, image nikal sakte hai.
Jaise maan lijiye aap kisi kam ke liye gaye hai or waha apka koy Documents ke jarurat padh gaye or apke pass nhi hai, gharme me chod diye hai. Toh manualy hota ye hai hame oh kam karne me late ho jate hai ya phir oh kam late ke wajah se nhi kar pate.
Agar aysa koy Accident apke sath hya hai. toh aap Google Drive Kya Hai Or Google Drive Kaise Use Kare (Full Guide) – Solution In Hindi is post ko acche se read kare. Kuch friends important documents Pendrive me leke ghumte hai. Lekin pen drive me rakhne se safe nhi rahta kyu ki Computer/Laptop me Virus ke wajah se pen drive kharap ho jate hai.
Toh aap agar Drive Par Importent Documents, File, Photo wagaira Upload karke rakhenge toh Delete hone ki koy gunjayes hi nhi rahega jab jak ap khud delete nhi karenge.
Kheer Aaj ham janenge – Google Drive Kya Hai?  Google Drive Use Karne Se Fayda Kya Hai? Google Drive Download Kaise Kare? Google Drive Use Kaise Kare?

Google Drive Kya Hai – Solution In Hindi

Dosto Google Drive Internet ki bhut Importent Service hai. Our bhut Safe Free Online Storage me se ek hai. Jo apko 15GB Space provide karte hai, Jo Normal use ke liye kafi hai. Google Drive 24 April 2012 ko launch kiya giya hai. Our ye Google ka hi Service hai. Isliye ispar pura Trust kar sakte hai. Duniya ke kisi bhi kone se Use and Share kar sakte hai. Google Drive File Storege ke sath sath Microsoft Office wale sabhi Features Jaise – Docs, Sheets, Slides, Etc Provide Karte hai. Badi Companies me lagbhag sabhi me Google par hi office work karte hai, kyu ki ye file google drive par hi rahte hai. Adhik jankari Ke Liye Google Drive Par Click Kare.

Google Drive Use Karne Se Fayda Kya Hai

Dosto Google Drive use karne se fayda hai ke ye Google ka hi service he toh darne ki koy jaruran nhi hai aap ispar apne importent Documents wagaira safe upload karke jarurat padhne par kahi se bhi nikal sakte hai. Ispar rakhi files aasani se kisi ke sath sharing kar sakenge. google drive mobile, tab, computer etc me download karke aasani se istemal (use) kar sakte hai.

Google Drive Download Kaise Kare – Solution In Hindi

  • Pc Me Download and Install Karne Ke Liye Niche Ki step Follow Kare

 

Step-1

Dosto Google Drive Pc Me Download Karne Ke Liye – Download For Pc Par Click Kare. Click Karne Ke Bad Kuch Is Tarah Ki Sreen Aayega.
google drive download for pc - solution in hindi
Get Drive Everywhere Ke Thoda Niche Hi Download For Pc Likha Hai Uspar Click Kare

Step-2

Click karte hi apke samne google drive terms of service ke ek new pop-up page open hoga
google drive download karne ke liye accept install par click kare -solution in hindi
Google Drive ke kya kya terms hai padhna chahte hai toh padh sakte ho ya phir Accept and Install par click kare. install par click karte hi download hona start ho jayega.

  • Google Drive Download For Mobile

Android Mobile Me Download Karne Ke Liye – Download Par Click Karke Download Kar Sakte Hai.

Google Drive Use Kaise Kare – Solution In Hindi

How To Use Google Drive Dosto Gogle Drive Use Karna bhut aasan hai diye gaye step ko sahi se follow kare.

Step-1

Sabse pahle aap ko Gmail ID ke Jarurat hai agar apke pas gmail id nhi hai toh yaha se Gmail Accout Banaye

Step-2

Ab Aap Yaha Google Drive Par Click Kare. Uske bad apke samne kuch istarah ke page open hoke aayega.
google drive use karne ke liye go to google drive par click kare
Yaha Apko Sirf Go To Google Drive Par Click kare.

Step-3

Agar apke gmail account apke computer/mobile me login hai toh google drive open ho jayega or agar sign in nhi hai toh go to par click karke apke gmail id login kare.
google drive ke liye apke gamail id sign in kare.

Step-4

Gmail id Sign in ho giya hai toh apke samne kuch istarah ke page ayega.
google drive use kaise kare jane hindi me - www.solutioninhindi.com

  1. My Drive Par Click Kare.
  2. Agar Apko New Folder Create Karna Hai Toh New Folder Par Ok Kare Uske Bad Folder Name Dalke Apne Documents Us Folder Par Rakh Sakte Hai.
  3. Directly Koy Documents, Photo Etc Upload Karna Chahte Hai Toh Aap Upload Files Par Click karke Kar Sakte Hai.
  4. Upload Folder Se Aapke Computer/Mobile Par Pura Rakhe Folder Ko Ek Sath Upload Karke Rakh Sakte Hai.
  5. More Par Click Karke Google Forms, Drawings, Maps, Sites Online Banake Save (Upload) Kar Sakenge.

Step-5

Google Drive File Storege Ke Sath Sath Google Ke Khudi Apps Use Karke Aap Files Create Kar Sakte Hai-
google drive me google apps use kaise kare - solutioninhindi
Google Docs – Aap Agar Text, Letters, Formatting Ke Kam Karrahe Hai Yahase Kar Sakte Hai. Same Microsoft Word Me Jaise Karte Hai.
Google Sheets – Data Ya Information, Graphs, Charts Repots Matlab MS Excel Jaise Kam Aap Isse Kar Sakte Hai.
Google Slides – Powerpoint Jaise Kam Iske Madad Se Aasani Se Kar Sakte Hai. Jaise – Slides Show Wagaira.

 

Step-6

Google Drive Me Our Kya Kya Features Hai Oh Jane.
google drive me kya use kar sakte hai jane - www.solutioninhindi.com

 

  1. Shared With Me – Yahase Aap Pata Kar Sakte Hai Apke Sath Kon Kiya Share Kiya Hai.
  2. Recent – Ka Matlab Aabhi Aap Kiya Upload Kiye Hai Oh Yahase Sekh Sakte Hai.
  3. Google Photos –  Apke Google+ Account Par Jitna Photos Upload Kiya Giya Hai Or Aap Kab Kis Tarak Ko Apke Gmail Me Photos Upload Kiya Hai Oh Yahase Dekh Sakte Hai. Yedi Aapke Gmail Account Website Par Hai Toh Wo Website Par Jitna Bhi Photos Hoga Yaha Oh Show Karega.
  4.  Starred – Iska Matlab Hai Importent Agar Aap Kisi Uploaded Documents, Photo Etc Par Stared Kar Ke Rakhenge Toh Yaha Click Karke Sirf Wo Files Yaha Show Hoga.
  5. Trash – Ye Feature Bhi Google Drive Ke Bhut Acche Hai Isse Agar Aap Kisi Photos Etc Ko Delete Kar Dete Hai Toh Oh Successfully Remove Nhi Hota. Delete File Trash Me Rah Jate Hai. Jabtak Aap Trash Se Wo Delete File Remove Nhi Karte.
  6. Dackup – Agar Aap WhatsAap Se Backup Karke Rakhte Hai Toh Wo Sare WhatsAap Backups File Apko Yahase Mil Jayega. (Matlab Google Drive Ke Kuch Bhi Bina Kam Ki Cheej Nhi Hai)

Google Drive Par Upload Photo, Documents Link Share, Delete, Add Star Etc Kaise Kare

Yedi Aap Chahte Hai Ke Google Drive Upload Documents Photos – View, Share, Shareable Link, Add To My Drive, Add Star, Rename, View Details, Manage Versions, Make A Copy, Download, Remove Kaise kare.
Aap Jiss Documents ya photos ke ye sab janna chahte hai us par right click kare.
google drive par upload photo link star remove download kaise kare - www.solutioninhindi.com
  1. Preview – Yahase Aap Documents ya photo ko dekh sakte hai.
  2. Share – Isse aapke friends ko uske email ya name deke usko directly share kar sakte hai.
  3. Get Shareable Link – Yedi  aap upload documents ke link chahte hai kisi ko share karne ke liye toh yaha click karke apke documents ke link paa sakte hai, uske bad us link ko share kar sakte hai.
  4. Add To My Drive – yaha click karke my drive par documents save kar sakte hai.
  5. Add Star (Importent) – Yahase jo importent documents hai usko add star par rakh sakte hai.
  6. Rename – Iske matlab toh apko pata hi hoga isse file ke name change kar sakte hai.
  7. View Details – Yaha click karke Documents ke bare mai details jan sakte hai.
  8. Manage Versions –  Yahase Documents ko manage kar sakte hai.
  9. Make A Copy – Isse Upload document ko copy karke kahi past kar sakte hai.
  10. Download – Iska matlab toh jante hi hai isse file ko download kar sakte hai.
  11. Remove – Yaha click karke us documents ko delete kar sakte hai.

I Hope Ke Aapko Google Drive Ke Bare Mai Complete Guide Mil Giya Hoga. Mujhe Pata Hai Aap Iss Post Ko Read Karte Hi Apne Fiends Ke Sath Social Media Par Jarur Share Karenge..!

Agar Aap www.SolutionInHindi.com Ke Latest Update Apne E-Mail Par Pana Chahte Hai Toh Subscribe Kare. And Social Media Par Jude Rahna Chahte Hai Toh Niche Diye Gaye Link Se Jud Sakte Hai | Facebook Page | Google + Page | Twitter | LinkedIn | Facebook Group | Delicious |
Thanks & Take Care.
पिछला लेखYoutube Par Video Upload Kaise Kare – Full Guide
अगला लेखAndroid Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare (Full Guide)
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

16 टिप्पणी

  1. आपने अपनी वैबसाइट पर काफी मेहनत की है। आपने हमारी काफी मदद की इस पोस्ट के माध्यम से हमे उम्मीद है की आप आगे भी ऐसी ही जानकारी भरी पोस्ट लिखते रहेंगे। जिससे बहुत से लोगो को फायदा होगा।

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें