Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare [Battery Fast Charging Tips]

Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare (Mobile battery fast charging tips in Hindi): Aaj Ham Leke Aaye Hai, Android Phones Ke Battery Fast Charge Karne Ki Solution. Yedi Aap Smart Phones Ka Kide Hai. Toh Aap Ye Post Ko Bhut Dhyan Se Read Kare.

Aajke Post mein Mobile Battery Jaldi Fast Charge Kaise Kare? Yani Mobile ko jaldi charge kaise kare? iske bare mein puri jankari apko yaha milega.

Abhi ke time mein 70% smart phones user Internet se connected rahta hai ya phir Game se jude rahte hai. Agar aap bhi ye do chijo se jude rahte hai.

Apko pata hi hoga ke apke Android Mobile Phone ke Battery kitne ghante chalte hai. Chalo me hi bata deta hu, Mobile ko lagatar use karne se, Apke mobile battery life 2-3 Ghante Highest chalta hai.

mobile ko jaldi charge kaise kare
Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare [Battery Fast Charging Tips]
Basically jab ham ghar me rahte hai. Toh mobile charging ka problems nhi aate hai. Lekin jab ham ghar se bahar kahi jate hai, Tab hamare Mobile Phone ki Battery Charging problems start ho jate hai. Jaise ki maan lijiye;
Apko kahi kisi kam se jana hai or apke mobile battery Low warning de diya hai tab aap apke mobile ko fast (jaldi) charge kaise kar sakte hai?

Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare [Battery Fast Charging Tips]

Agar mobile charge 10-15% rah jata hai toh Full charge karne me kitna time lagjata hai woh toh aap jante hi honge. soch rahe honge ke apke kam dam wale mobile hai isliye jo so problems lage rahte hai.




Toh Aap bilkul galat soch rahe hai. Kyu ki charging problems lagbag sabhi mobile me hota hai. Abhi toh kuch mobile bhi available hai jo apke 30-40 minutes ke ander full charge ho jate hai.

Kheer me apko aysi top 5 tips bataunga ke aap usko follow karke apke mobile ko jaldi charge kar sakte hai. Toh aiye “Kisi bhi android mobile ko jaldi (fast) charge kaise kare?” details me jante hain;

Mobile Battery Fast Charging Tips in Hindi

Mobile Phone Jaldi Fast Charge Karna Bhut Aasan Hai Bas Apko Niche Diye Gaye Tips Ko Charging Ke Time Dhyan Deke Use Karna Hai:



#Tips 1: Charging Time Flight/Airplane Mode On Kare

Jee bilkul aap sahi padhe hai flight mode Enable karne se  hamare mobile me processing sabh cellula calls ke Signals Disable ho jate hai.
Aur Signals band hone par apke mobile me na koy call, messages ana band ho jate hai. Jisse apke mobile charging time me koy disturbance nhi hota hai. So jarur charging ke time apke mobile Airplane mode active jarur kare.
mobile fast charging kare

#Tips 2: Charging Time Power/Switch Off Kare

Charging Time me power/switch off isliye karte hai ke apke mobile me bhut kuch chije ander hi ander processing karte rahte hai, Chahe aap khud karo ya na karo.
Agar apko bhut jald or thikne wala charging chahiye toh ye tips sabse importent hai. so ye tips apko jarur use karke dekhna chahiye.
mobile fast charge ke liye power off kare

#Tips 3: Charging Ke Time Original Charger Use Kare

Dosto agar aap jo so charger me apke mobile ko charging me use karte hai toh aaj se hi stop (band) kar dijiye. Jo Aap Mobile use karrahe hai uska hi original charger me charge kare. jaise agar aap samsung mobile use kaarahe hai toh samsung ke original charger se hi apke mobile ko charging kare.
Agar apka samsung ke mobile hai or other kisi third-party companies ke charger se charge karenge toh apke mobile battery ko ander hi ander damage kar dete hai like smoking & alcohol.
mobile battery ko fast charge kare

#Tips 4: Charging Time Mobile Use Na Kare

Basically mobile phone ke jo kida hota hai uske liye ye common problems hai. Jaise ki charge me lagake mobile Game khelna, Internet  use karna, Music, Video etc karte rahte hai.
Actually ye aadat bhut hi galat hai. Apke mobile overheat ho jata hai, Our apke battery backup kam kardeta hai. Itna hi nahi ayse habit se apka phone Explode ho sakte hai.
mobile fast charging tips in Hindi

#Tips 5: Week Me Kamse Kam 2 Time Full Charge Kare

Actually kuch dosto ko full charge na karni ki aadat hoti hai, Our ye adat hamare mobile ke backup ko khatam kar dete hai. khas karke jo friends mobile addicted hote hai woh kuch percentage (%) charge hone ke bad mobile ko charge se hata lete hai.
Toh me us dosto ko suggest karunga ke aysa na kare. week me kamse kam 2-3 bar full charge jarur karliya kare. Sochiye agar aap week me thik se nhi khayenge toh aapka kya hal ho sakta hai. Same wohi chij hai, backup Jaruri hai. Mai apko itna hi bata sakta hu ke mobile charging ke time koy activity’s na kare.
Dosto Ye 5 Tips Agar Aap Try Karenge Toh Confirm Hai Apke Mobile Battery Jald Charge Hoga OR Battery Life Bhi Badega. Jitna Normal Time Me Hota Tha Usse Bhut Pahle Hi Apke Mobile Me Full Charge Ho Jayega.
  • Agar Aap Ek Sath Me Bhut Apps Use Karte Hai Toh Charging Me Dene Se Pahle Backgrounds Apps Remove Kare. Or Time By Time Old Install Apps Ko Cached Clear Jarur Kare. Isse Apke RAM Space Badega Or Battery Life Bhi.
  • Charging Ke Time Mobile Data, Bluetooth, Wifi, Kabi Bhi Open Na Rakkhe Isse Apke Battery Me Effect Parte Hai.
  • Agar Aap Laptop/Computer Me USB Ke Through Charge Karte Hai Toh Aaj Hi Band Kardo. Kyuki USB Se Jitna Power Milta Hai Utna Kafi Nhi Hota Hai Jitna Apke Mobile Ko Chahiye.
I Hope Ye Post “Mobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare [Mobile Battery Fast Charging Tips]” Apko Pasand Aya Hoga. So Plz Apne Friends & Family Ke Sath Jarur Share Kare. Our www.SolutionInHindi.com Ke Sath Update Rahne Ke Liye E-mail  Subscribe Kare.
Last Update: 03/05/2020
पिछला लेखBitcoin Kya Hai [What is Bitcoin in Hindi]
अगला लेखRAM Kaise Badhaye Without Root (100% Working)
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

8 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें