Youtube Par Video Upload Kaise Kare – Full Guide

Hi Friends, Aajke post hai Youtube Par Video Upload Kaise Kare: Uski Puri Jankari In Hindi.
Pichle post me bataya tha ke YouTube Channel Kaise Banaye. Agar ap abhi tak channel nhi banaye hai toh pahle banale phir ye post padhe, kyu ki agar apko youtube par video upload karna hai toh pahle khud ke channel banane honge.

Agar aap create kar liye hai toh YouTube Par Video Upload Kaise Karte Hai Jane Ke Liye is post ko read karte rahe.
youtube par video upload kaise kare in hindi
Dosto abhi YouTube sabse achchi way hai apna Talent Duniya ko dikhane ke liye ya phir Aasani se Paise Kamane Ke Liye. agar ap Online Paise Kamane chahte hai toh mere baat maniye or aaj hi Youtube par Video Upload kare Aur www.SolutionInHindi.com ko SUBSCRIBE Kare, Taki Latest update apne E-mail par mil jaye.

 

Kheer Aaj me mai apko bataunga ki YouTube Par Video Upload Karne Ka Sahi Tarika Kya Hai, Actually bhut se dosto ko ye pata nhi hota ke youtube par video upload karne ke liye kya kya karna padhta hai. toh chale jante hai video ko youtube par upload kaise karte hai. How to upload youtube videos in hindi.

 

YouTube Par Video Upload Kaise Kare

 
Dosto YouTube Par Video Upload Karna bhut hi aasan hai apko bas mere sath Step ko Follow karte rahna hai.

Step-1

Sabse Pehle ap www.youtube.com Browser me search kare ya phir yaha YouTube par click karke Directly jaa sakte hai.

Step-2

Ab Right Side me Sign In hai yahase Apke E-mail Id Login kare. samajh me nhi aye toh niche sreenshoot dekhe.
youtube par video upload karne ke liye login kare

Our agar Apke pass Gmail Id nhi hai toh yaha click karke Google Par Gmail Account Banaye.

 Note:   Solution In Hindi YouTube Channel Ko SUBSCRIBE Jarur Kare, Link – https://www.youtube.com/solutionhindime

Step-3

Gmail Id Sign In ho giya hai to upload par click kare.
youtube par video upload kaise kare uski jankari
Upload par click karte hi apke samne Channel List Aayega Jo Aapne Banaye hai.
Yaha apko us Channel ko Select karna hai jis par apko Video Upload karna hai.
jis channel par video upload karna hai usko select kare

 

 

 

Step-4

select karke ok par click karne ke bad apke samne ek aysi windows open hoke ayega.
youtube par video upload karne ka tarika

  1.  Yaha Click karke apke Computer me rakhe Video ko select karke upload kar sakte hai, ya phir Mouse se video ko utha ke yaha past karenge to video upload hona start ho jayega.
  2. Agar apke koy bhi Video Google+ par hai toh yahase Directly upload kar sakte hai.
  3. Agar ap chahte hai ke me apne Fans ke sath Live rahu toh ap yahase apne Webcam ke madad se Video banakar daal sakte hai.
  4. Apke photo Slide show video karna chahte hai toh yahase kar sakte hai.
  5. Agar aap pahle ek se ek video upload karke rakkhe hai toh yahase us video ko edit kar sakte hai.

Is Step Me kisi No. par agar Samajh me nahi aye toh Comment Karke bata sakte hai.

 

Step-5

Upload Video ko select karte hi apke samne kuch is tarah ke page open hoke aayega niche screenshoot dekhe.
youtube par video upload karne ka sahi tarika kya hai

  1. Yaha video upload processing dikha yega. Matlab Kitne percent upload hya.
  2. Aap jo Video upload karrahe ho uska Title yaha dena ha, matlab video ka naam jo rakhna hai yaha dale.
  3. Description me Video ke bare me 2-4 line likhe. (Video ke under kya hai)
  4. Yaha ap video ke tags daal sakte hai, jo topic par video hai.
  5. Yaha se aap set kar sakte hai ye jo video aap upload karrahe hai oh private rahe ya sabhi ko dikhane chahte hai, agar ap World ko dikhana chahte hai toh Public Kare or agar Private rakhna chahte hai toh Private select kare.
  6. Yahase koy Message add karna chahte video ke sath toh de sakte hai.
  7.  Video Thumbnails video start hone se pahle yaha select pic dikhta hai. matlab hai ke yahase aap video ke ander jo unique Screen hai oh set kar sakte hai take Visitor ko Attractive lage or samajh ne me asani ho.
  8. yaha se Playlist Create Kar sakte ho, playlist ka matlab hai agar apke ek hi topic par bhut sare video hai toh un sare video ko ek hi playlist me add kar sakte ho. Ex: Apko Mobile Trick Ke bare me 10 video upload karna hai toh aap Playlist me  Mobile Trick naam se create kar sakte ho. Is ka fayda hai visitor ko dhund ne me asani hogi. Our apke channel ko bhi pasand karega.
  9. Video Manager me click karke jo video  upload kar rahe ho us video ko dekh sakte hai.
  10. Agar apko ek se jiya video ek bar me upload karni hai toh yaha click karke kar sakte hai.
  11. Sabhi Details bhar diye hai toh Publish par Click karte hi apke video upload jo jayega.
Toh Dosto YouTube Par Video Upload Ka Tarika Woh Aap Jangye. Jaise Me Bataya tha ek ek karke YouTube se Paisa kaise kamaye woh bataunga. To agar aap abhi bhi www.SolutionInHindi.com ke sath nahi jude hai toh yaha diye gaye link me jake jud sakte hai.
  • I Hope ke Youtube par video kaise dale in hindi ye jankari apke liye helpful rahega, agar helpful raha toh apne Friends ke sath Social Media me jarur Share kare. Aur kahi samajh me nhi aye toh jarur comment kare. Yedi computer, mobile, earn money, social media, internet kisi tarah ki question hai toh comment karke bata sakte hai.

Ye Bhi Padhe:

Thanks & Take Care..
पिछला लेखYoutube Channel Kaise Banaye – Step By Step Guide
अगला लेखGoogle Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare (Full Guide)
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

10 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें