Mobile FRP Lock Kaise Tode (Unlock) Kare [Top 3 Easy Method]

Mobile FRP Lock Protection Ko Unlock Kaise Kare (FRP Lock Kaise Tode): Dosto Factory Reset Protection Features sabhi mobile me Available nhi hai. Ye sirf badi Company wale mobile me FRP Lock available hai. Our ye New Type ke Security Locked System hai. and iska Developer hai Google. Latest Mobile Me FRP Lock Protection diye jate hai jaise – Samsung, Sony, HTC etc.. Today ham baat karenge Mobile FRP Lock Protection Ko Unlock Kaise Kare. Iss Post (FRP Lock Kaise Tode) ke Madad Se Samsung, HTC, Sony, Micromax, Lenovo, Vivo, Oppo, Etc. Jitne Bhi Mobile me FRP lock Protection Features Available hai. Sabhi Smartphone ko unlock kar sakte hai.




Yedi aapke Question Hai How To Bypass Samsung FRP Lock In Hindi, Ya phir How Can I Remove FRP Lock From Samsung, HTC, Sony, Etc. (Factory Reset Protection Lock Ko Unlock Kaise Kare) Toh aap is post ko suru se lekar akhir tak badi dhyan se padhe. FRP Lock Protection Ko Kaise Tode.

mobile frp lock protection ko unlock kaise kare
Mobile FRP Lock Kaise Tode (Unlock) Kare [Top 3 Easy Method]
FRP Protection Features isliye diye gaye hai. taki Device Owner ke data safe rahe. Aur iss features se bhut use khush bhi hai. Lekin FRP lock me bhi ek problem hai. Kyu ki Jab aap FRP Protection mobile me hard reset karte hai. Tab Device Reboot Hone ke baad Lock ho jate hai. Aiye Samsung j2 Ka FRP Lock Kaise Tode (Samsung j2 FRP lock Kaise Khole) details me jante hai.

 

Mobile FRP Lock Kaise Tode Ya Unlock Kare – [Top 3 Easy Method]

Agar haam Samsung mobile me FRP protection ke baat karenge toh purane  Samsung Note 3, Galaxy S3, S4  me ye features nhi diye gaye hai. Lekin Samsung Galaxy J7, J5, Note 5, S6 Edge, S7 Edge Me FRP Lock Protection features diya giya hai. Toh chale sabse pahle jante hai FRP Lock Kya Hota Hai.

Related Article’s:

FRP Lock Protection Kya Hai ( Google FRP Lock in Hindi)

Dosto FRP Lock Ka Full FormFactory Reset Protection” Hota Hai. Mobile me FRP Lock Google Account Se Lagaya Jata Hai.  Aur Jab Aap  Device ko Hard Reset Karte Ho. To Phone Reboot Hone ke Baad Hamare Mobile Me FRP Lock Activate Ho Jata Hai.

Aur iska key (Unlock Password) Hai Google Account. Matlab aap jab tak Sahi (Correct) Google Account Se Login Nahi Karenge tab tak FRP Lock apke mobile me Laga Rahega. Isko Use karne ka ek hi advantage hai. Aur woh hai Apke device ko full secured Rakhta hai.

Lekin bhut user jo hai oh google account ke password bhut jate hai. Aur abhi toh password bhut na aam baat ho giya hai. Agar Factory Reset Protection Lock ko bypass nhi kar pate hai. To Aap bhut badi Problem Me Fas Jate Ho.  FRP lock kaise hota hai. Niche Screenshot Dekhe.

samsung frp lock kaise tode unlock kare

Agar aap bhi apke Google Account ke Password bhul gaye hai? kya aap janna chahte hai Sony, HTC, Samsung FRP Lock Unlock Kaise Kare (Unlock FRP Lock Protection In Hindi)?. How To Unlock Factory Reset Protection Lock-In Hindi. Toh aap sahi jagah par aaye hai.

 

 

Mobile FRP Lock Kaise Tode (Factory Reset Protection) Unlock Kaise Kare

Dosto Factory Reset Protection Bypass karne ke liye me aap loko 3 Method Bataunga. Step by step follows karte rahe:

 #Method No-1 

Bypass FRP Lock Protection Ko Unlock Karne Ke Liye Kya Hona Chahiye (Requirements)

  1. Laptop/Computer.
  2. FRP Locked Device.
  3. OTG Cable Or Adaptor.
  4. FRP Bypass Application (Software)

 

  • Dosto Yedi FRP Lock Ko Bypass Karne Ke Liye Upar Ke Requirements Me Apke Pass Sab kuch Available Hai Toh Chale Jante Hai, Sony, HTC, Samsung Mobile Ko Bypass Karne Ka Sahi Tarika.

Step By Step Guide To Bypass FRP Lock Protection On Samsung j2 And Other Mobile Phones.




  1.  Download Fastunlocker FRP Bypass Tool.
  2. Ab Download File Ko Pendrive/Memory Card Me Copy Karlo.
  3. Mobile Phone Ko Switch On Karo.
  4. Pendrive Ko OTG Cable Ke Through Mobile Me Connect Karlo.
  5. Ab File Manager Prompt Hoga.
  6. Copy Kiya FRP Bypass APK Ko Install Kare.
  7. Install Karte Hi Automatically Mobile Setting Show Hoga.
  8. Device Setting Me Jake Mobile  Factory Reset Mare.
  9. Reset Hona Start Ho Jayega.
  10. Ab Apke Mobile Phone Normally Reboot Hoga.
  • Congrats Apke Mobile Me FRP Lock Protection, Bypass Unlock Ho Chuka Hai.

Note:

Mobile Factory Reset Karne Se Apke Device Ke Sabhi Data Khatam (Delete) Ho Jayenge. Jaise – Google Account, Downloaded Apps, System Appa, Videos, Music, Photos, Etc. SIM Card Ko Insert Karle.

 #Method No-2 

Samsung Factory Reset Protection (FRP) Bypass Requirements:

  1. Laptop/Computer.
  2. OTG Cable.
  3. Samsung FRP Bypass Tool.

Step By Step Guide: Samsung j2 Ka FRP Lock Kaise Tode (Khole)?

 


  1. First Download Samsung FRE Bypass APK.
  2. Download Kiye File Ko Pendrive/Memory Card Me Copy Kare.
  3. Pendrive Ko OTG Cable Se Mobile Me Connect Kare.
  4. Device Ko USB Ke Sath Connect Karte Hi Ek Popup Open Hoga, Our File Manager Show Honge.
  5. Ab File Manager Me Rakhi Samsung FRP Bypass APK Ko Install Karo.
  6. Device Setting Open Kare.
  7. Backup And Reset Option.
  8. Ab Factory Data Reset Kare.
  9. Kuch Der Wait Kare Mobile Device Normally Reboot Ho Jayega.
  • Congrats Apke Mobile Phone FRP Lock Protection, Bypass Unlock Ho Chuka Hai.

Note: Mobile Factory Data Reset Karne Se Apke Device Ke All Data Delete Ho Jayenge. SIM Card Ko Insert Karle.

 #Method No-3 

Bypass FRP Lock: Unlock Any Samsung Galaxy, Google Account Verification Without OTG

#1. First Download SideSyne APK.
 
#2. SideSyne Apke Computer/Laptop Me RUN Kare.
 
#3. Mobile Phone Ko USB Ke Through Pc Ke Sath Connect Kare.
#4. Ab Apke Samne Ek Popup Page Show Hoga Chrome Select Karke Open Kare.
 
#5. Chrome Open Ho Gaya Hai Toh URL Bar Me Niche Diye Gaye URL Ko Type Kare.
https://goo.gl/iao0ya
#6. Ab Bypass Google Account Lock APK Download Kare.
 
#7. Download Ho Gaya Hai Toh Back Samsung Apps Open Kare.
 
#8. Samsung Apps Me Search Kareke EX File Explorer Download Kare.

frp lock ko unlock kaise kare

#9.  Install Hone ke Baad EX File Explorer Ko Open kare.
#10.  Ab Download Folder Me Jake Bypass App APK Ko Install Kare.
#11. Now Device Ke Setting Open Kare.
#12. Factory Data Reset Me Click Karke Device Ko Reset Karde.
#13. Ab Kuch Der Wait Kare, Factory Data Reset Hone Me Thoda Time Lag Sakte Hai.
😍 Enjoy Ab Apke FRP Lock Successfully Unlock Ho Giya Hai.

Popular Post:

Conclusion: FRP Lock Kaise Tode

Is Article Me Bataye Gaye 3 Method Se Aap Kisi Bhi Smartphones Ka FRP Lock Ko Unlock Kar Sakte Ho. Yani Aap in Method Ko Apply Karke, Samsung j2 Ka FRP Lock Tode Sakte hain.

◾ I Hope “Mobile FRP Lock Ko Kaise Tode” Apke Liye Helpful Rahega. Agar Faydemand Raha. To Comment Me Apke Feedback De. Our Agar Apko Kisi Step Me Samajh Me Nhi Aye. To Aap Sidha Comment Box Me Jake Apke Problems Bataye.

Aur Ha Apne Friends Ke Sath Social Media Par Share Karna Na Bhule. www.SolutionInHindi.com Ke Sath Update Rahne Ke liye Email Subscribe Kare. And Other Social Media Ke Sath Jude Rahne Ke Liye Niche Diye Gaye Link Me Jake Kar Sakte Hai.

पिछला लेखFacebook Page Like Ke Liye All Friends Ko One Click Invite Kaise Kare
अगला लेखOppo Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode Unlock Kare
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

35 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें