Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode

Pattern Lock Kaise Tode: Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode. How to Unlock Pattern Lock in Hindi. Pin Lock Kaise Tode. Mobile Ka Pattern Lock Kaise Khole.  Pattern Lock Kaise Tode in Hindi. 

Today Ham Baat Karenge – Android Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode (Unlock) Kare. Jee-Han Agar Apke Mobile Me Pin, Pattern Ya Password Lock Lagake Bhul Gaye Ho. Aur Chahte Ho Mobile Pin, Password, Pattern Lock Kaise Khole.

Toh Aap Sahi Jagah Par Aaye Hai. Kyu Ki Pattern Lock Todne Ka Tarika Kya Hai. Sabse Easy Method Me, Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode Without Pc (Computer/laptop). Iske Bare Janenge.
Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode

Related Article’s:

Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode – How to Unlock Pattern Lock in Hindi

Dosto Agar Apke Question Hai. ‘Mobile Ka Pattern Lock Bhul Jane Par Kya Kare?’. Toh Aap Iss Post Ko End Tak Acchi Tarah Se Read Karte Rahe. Abhi Mobile Password, Pattern Ho. Ya Pin Bhul Na Aam Baat Ho Chuka Hai.
Aur Jab Ham Password Bhul Jate Hai. Tab Bhut Tension Me Padh Jate Hai. Agar Age se Phone lock Bhul Jaye. Toh Ghabrane Ki Koy Baat Nahi Hai. Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke. Asani Se Kisi Bhi Android Phone Ka Password, Pin, Pattern Lock Tod Sakte Ho.



Mobile Ka Pattern Lock Kab Aur Kyu Tode?

Friends, Mobile Device Me Security Features Iss Liye Diye Gaye Hai. Taki Hamare Mobile Me Rakhe Personal Data Ko. Dusre Se Safe Rakh Paye. Android Mobile Me Lock 3-4 Tarah Ki Hoti Hai. Jaise – (Pattern, Pin, Security Question, Face & Finger Lock)
Kisi Mobile Ke Pattern Lock Ayse Hote Hai. Ke 5 Time Se Adhik Wrong Password Enter Karne Par. Old Pattern Se Mobile Unlock Nahi Hota Hai, Iss Liye Backup Pin Password Feature Bhi Rahta Hai.
Agar Aap Galti Se Adhik Wrong Password Dalenge. Toh PIN Password Dalke Again Unlock Kar Sakte Hai.
Aur Security Question Bhi Rakh Sakte Ho. Jisse Forgot Karne Se Apko Questions Puche Jayenge. Yedi Correct Answare Diye. Toh Apke Phone Unlock Ho Jayega. Agar Aap Backup Pin Password Set Nhi Karte Hai. Toh Ek Hi Option Apke Liye Bachte Hai Hard Rest Karna Hoga.

Hard Rest Kya Hai?

Iska Matlab Hota Hai. Agar Apke Mobile Ko Hard Rest Karte Hai. Toh Apke Mobile Ke Sabhi Data Jo Pahle Se Phone Me Tha. Sabhi Data Khatam (Delete) Ho Jata Hai. Aur Aysa Karne Se Mobile Phone New Jaise Bana Deta Hai.
Yedi High-Quality Keyword Password Laga ke Rakhte Ho. Toh Hame Backup Pin Ya Security Questions Ka Option Nahi Milta Hai. Tab Apko Pattern Lock Manually Unlock Karna Hoga. Jo Ki Age Issi Ke Bare Me Janenge. Toh Chale Jante Hai- ‘Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode’. How to Unlock Any Android Phone in Hindi.



Mobile Ka Pattern Lock Todne Se Pehle In Baton Ka Dhyan Me Rakhe:

 1.  Pattern Lock Ko Unlock Karne Se Pahle, Apke Mobile Kamse Kam 60% Charge Hona Chahiye.

 2.  Memory Card Aur SIM Card Insert Karle.

 3.  Internal Memory Full Backup Kare. Install Application Ko Bhi Backup Kare Agar Important Hai Toh. (Kyu Ki Mobile Hard Reset Karne Se Device Ki Sabhi Data Delete Ho Sakta Hai).

 4.  Complete Hard Reset Hone Tak Or Reboot Hone Me Thodi Time Lag Sakte Hai. Tab Tak Phone Ched Khani Na Kare. Ayse Karne Se Apke Mobile Kharab Ya Permanently Dead Ho Sakte Hai. Aur Is Process Ko Own Risk Par Kare.

Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode | Unlock Pattern Lock in Hindi

Mobile Phone Lock Ko Bypass Karna Bhut Hi Simple Hai. Upper Bataye Gaye Information Ko Acchi Tarah Se Padh Liye Hai. Toh Ab ‘Mobile Ka Pattern Lock‘ Todne ka Tarika Jane Ke Liye follow these steps:



 Step1:  Sabse Pehle Aap Mobile Ko Switch Off Kare.

 Step2:  Ab Volume Up Key + Power On/Off Key + Home Key Ko Ek Sath Press Kare. (10-15 Second Ke Liye)

 Note:  Agar Apke Mobile Me Home Key Nahi Hai Toh Sirf Volume Up Key + Power KeyPress Kare. Aur Power Button ‘OK‘ Karne Ke Liye Use Hota Hai. Aur Volume Up (+) or Down  (-) Key Scroll Up & Down Karne Ke Liye Use Karna Hai.

 

 Step3:  Ab Apke Samne Android System Recovery Mode Open Hoke Aayega. Yaha Apko Volume Down Key Se Niche Karke Power KeSe “Wipe Data/Factory Reset” Par OK Kare.  Kuch Is Tarah Niche Screenshot Dekho.

mobile ka pattern lock kaise tode

 Step4:  Wipe Data/Factory Reset Par Click Kar Diye Hai. Yaha Bhi Same Volume Down Key Se Niche Karke “Yes – Delete All User Data” Select Kare. Phir Power Key Se OK Kare.

pattern lock kaise tode in hindi

 Step5:  Ab Data Wipe Complete Hone Tak Kuch Seconds Wait Kare.

Pattern, pin lock kaise tode
Data wipe Complete Hote hi Phone Automatically Reboot Hona Start ho Jayega.

 Note:  Agar Apke System Automatic Reboot Nhi Hua. Toh Reboot System Now Par Power Button Se OK Karke. Reboot Kare, Kuch Iss Tarah.

mobile ka pattern lock kaise khole
Done! Apke Mobile Ka Pattern Lock Successfully Unlock Ho Chuka Hai.
Toh Dosto Hai Na Kitna Simple Method. Ab Aap Koy Bhi Android Mobile Ka Security, Pin, Pattern Lock Ko. Is Article Ke Madad Se Sirf 2 Minutes Me Khol Sakte Ho.

Conclusion: Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode – Remove Pattern Lock in Hindi

Ummid Karta Hu “Kisi Bhi Mobile Ka Pattern Lock Kaise Tode” Apke Liye Helpful Raha Hoga. Agar Apko Kisi Step Me Samajh me Na Aye. Toh Directly Aap Solution In Hindi Fb Page Par Problems Send Kare. Ya Niche Comment Box Me Jake Question Kar Sakte Hai.
MicromaxLGLavaOppoVivo, Samsung Mobile ka Pattern Lock Unlock Kaise Kare? Matlab Is Method Ko Follow Karke. Kisi Bhi Android Mobile Lock Ko Asani Se Khol Sakte Ho. Aur Start Karne Se Pehle, Kam Se Kam 60-70% Battery Charge Jarur Karle. Aur Phone Ki Data Backup Karna Na Bhule.
Agar Apke Questions Hai. Pattern lock bhul jane par kya kare? Password Lock Kaise Tode. Ya Pin Lock Kaise Tode? Toh Aap Is Post Ki Madad Se Kisi Bhi Mobile Ka Lock Unlock Kar Sakte Ho.
Article Kaise Laga Apna Feedback Dena Na Maat Bhule Aur Apke Friends Ke Sath Social Media Me Share Jarur Kare. Aur Issi Tarah Phone Security Ke Bare Me Jankari Ke Liye Avi SUBSCRIBE Kare.
Solution In Hindi Ke Sath Update Rahne Ke Liye. Hamare Social Pages Ko Follow Jarur Kare- Facebook Group | Google+ | Twitter | LinkedIn | Facebook Page | Pinterest |
Friends ComputerMobileEarn MoneySocial MediaFacebookYouTubeWhatsAppTechnology News & Internet Ki Puri Jankari Hindi Me Sikhte Rahe Or Dusre Ko Bhi Sikhate Rahe.
पिछला लेखAirtel FREE Caller Tune Activate Kaise Kare
अगला लेखVivo V9 Ka Pattern Lock Kaise Tode (Unlock) Kare
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

47 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें