RAM Kaise Badhaye Without Root (100% Working)

Android Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root & With Root: Jee Han Dosto Aaj ham baat karenge “RAM Kaise Badhaye Without Root & Rooted Phone Ki RAM Kaise Badhaye”.

Iske bare me ap ko is article se complete guide mil Jaye gi. Jisse apke android mobile ki ram badi asani ke sath increase kar sakte hai.

Agar aap soch rahe hai, Smartphones ki RAM increase karna possible nhi hai, toh aap bilkul galat hai.

Kyu ki abhi technology ayse develop kar rahe hai, Jiske bare me haam soch bhi nhi sakte hai, Badi badi technology companies ne har roj kuch na kuch anokha karte hi jaa rahe hai.

ram kaise badhaye
Mobile ki RAM Kaise Badhaye without root/with root

So many smartphones ke RAM kam hai Jaise- 512MB ya 1GB. Or Internal Memory bhi bhut kam ate hai.

Toh kam RAM & Memory, wale mobile ke problem ye hai, kuch application install karne ke bad mobile hang ho jata hai, Matlab mobile performance thik se kam nahi karta hai.

Aur new user sochte hai, Mobile kharab ho giya hai. Lekin aysa kuch nhi hai, asal (Real) me hamare mobile RAM Kam hone ke wajahse hang Jaise problems ate hai.

Aur hang se bach ne ke liye ek hi Solution hai, Mobile RAM Space ko khali clean up rakhna hoga. jisse hamare mobile speed thik rahe.

Toh chaliye sabse Pehle ham Mobile RAM Kiya Hai iske bare me janlete hai. What Is RAM In Hindi?

RAM Kya Hai (What is RAM)?

Dosto RAM ka full form hota hai- Random Access Memory. mobile ho ya pc sabke ander RAM hote hai, Aur ye mobile ke bhut hi important hissa hai.




RAM ke wajhse hamare mobile Speed thik rahte hai, Lekin jab ham mobile me apps install karte hai. Toh hamare mobile ki RAM space bharte jata hai, Aur Jab ram space kam ho jate hai. Mobile hang marna start kar deta hai.

Ab apko andaza lag giya hi hoga mobile me RAM ki kaise value hai. RAM or Processor ke bare me details se ek artical main bhut jald hi karunga. Jisse apko mobile ya pc lene ke time me kafi helpful rahega.

Toh chale jante hai Android Mobile Ki RAM Space Kaise Increase Karte Hai Without Root.

RAM Kaise Badhaye Without Root (Increase RAM Without Root In Hindi)?

Ram Increase Karna Bhut Hi Asan Hai, Wayse Me Apko Aaj Do Tarika (Method) Batane Wala Hu, Jisse Aap Easily Apke Android Mobile Ke RAM Badha Sakte Hai. Jaise Ki Me Pahle Bataya Tha Ke Without Root Ke Mobile RAM Kaise Increase Kare.

Aur Rooted Mobile Ki RAM Kaise Increase Karte Hai. Toh Chale 1st Method Bina Root Ke RAM badhane ka Tarika jante hai-

Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root:




  1. Sabse Pehle Aap RAM Control Extreme Pro App Ko Download Kare.
  2. Ab Play Store Se RAR App Ko Install Kare.
  3. Now RAR App Me RAM Control Extreme Pro Ko Select Karke Open Kare.
  4. Download RAM Control App Install Karke Open Kare.
  5. Open  Ho Gaya Hai Toh Settings Me Click Kare.
  6. Ab RAM Boosting Levels Option Par Ok Kare, Phir Super eXtreme Ko Select Kare.
  7. Auto RAM Boost Frequency Par Ok Kare, Phir Per 30 Mins Choose Kare.
  8. Now Auto RAM Boost Level Par Click Karke, Super eXtreme Select Kare.
  9. Last Option Notify Auto RAM Boost Par Tick (✔) Laga de.
  10. Now Task Killer Par Ok Kare. Phir Kill Button Me Ok Kare.
  11. Back RAM Booster Par Click Karke, START Par Ok Kare.
  12. Pop Up Notification Me Bhi Start Par Click Karde.
  13. Done! Apke Mobile Me RAM Booster Start Ho Chuka Hai.
  14. Per 30 Mins Ke Baad Automatically RAM Boost Ho Jayega.

➨ Download Free RAM Control Extreme Pro App.

Download RAR App

  • Screenshot Here.
ram kaise badhaye without root in hindi
Download RAR And Install RAM Control Extreme Pro App.
open ram control extreme
Click On RAM Control Extrem Settings,  Then Click On RAM Boosting Levels.
mobile ki ram kaise badhaye without root
Auto Booster Level Frequency And Choose The 30 Mins.
auto booster levels
Auto Booster Level, Then Select Super Extreme.
click on notify auto ram boost
Click On Notify Auto RAM Boost.
ram control extreme pro
Now Select The Task Killer, Then Click Kill Button
mobile ram ko clean kaise kare
Click START Button.

Rooted Phone ki RAM Kaise Badhaye (Increase Phone RAM With Root)

Rooted Mobile Ki RAM Space Increase Karna Bhut hi Simple Hai, Agar Aap Root Nhi Kiye Hai Toh Root Kya Hai Or Kaise Kare Full Guide Is Link Par Jake Root Karle.
  • Actually Ye Pc Method Hai, Agar Apke Pass Pc Nhi Hai.
Toh Mobile Ko Root Kaise Kare Without PC Ye Post Padhe. Iske Madad Se Kisi Bhi Mobile Ko One Click Me Root Kar Sakte Hai. Root Karne Ke Baad Kya Kare Uski Jankari.
Agar Apke Mobile Rooted Hai. Toh Niche Dye Gaye Step-Ko Follow Kare.
  • Dosto Kisi Bhi Mobile Ke RAM Expanded Karne Ke Liye Sabse Pehle Hame Janna Hai, Ke Jo Mobile Me Ham RAM Expanded Karna Chahte Hai. Woh Mobile Me RAM Expanded Hogi Bhi Ya Nhi.

Toh Chale Pehle phone ki ram kaise check kare? jan Lete Hai.

Mobile Me RAM Expanded Kaise Check Kare:

  1. Sabse Pehle Play Store Se Memory Check And Swap File Check App Install Kare.
  2. Install Ho Gaye Hai Toh Open Kare.
  3. Ab Niche Roehsoft RAM Expander Test Par Click Kare.
  4. Memory Card Ko Choose Kare.
  5. Ab Niche Tab For Result Par Ok Kare.
  6. Congratulation! Message Ata Hai Toh Apke Mobile Me RAM Expanded Ho Jayegi.
phone ki ram kaise check kare
Toh Chale Ab Ham Janlete Hai Rooted Mobile Ki RAM Space Increase Karne Ke Liye Kya Kya Jaruraat Hai.

Root Mobile Ki RAM Increase Karne Ke Liye Requirements:

  1. Rooted Android Mobile.
  2. One Memory Card. (Kamse Kam 4GB Or Fast Bhi Honi Chahiye)
  3. Roehsoft RAM Expander (SWAP) Software.
  • Play Store Se Install Kare ROEHSOFT RAM Expander App. Ye Free Ka Nhi Hai, Agar Apko Free Me Chahiye Toh Is Link Par Jake Download Kare – Download Free ROEHSOFT RAM Expander SWAP 3.51 APK.
  • Aur Memory Card Ko Backup Jarur Karle, Kyu Ki Swap File Create Karne Se Memory Format Ho Sakte Hai.

Rooted Mobile Ka RAM Kaise Badhaye (With Root Tricks):

  1. ROEHSOFT RAM Expander App Download Kare,
  2. Download Ho Gaye Hai Toh Install Karke Open Kare.
  3. Ab Niche Optimal Value Par Click Kare.
  4. Now SwpFile Me Click Kare, Kitne GB Increase Karni Hai, Choose Kare.
  5. Swap Active Par Ok Kare.
  6. Ab Swapfile Create Honi Start Ho Jayegi. Wait for a Moments.
  7. Create Ho Gaye Hai Toh Ab Right Side Me Autorun Par Click Kare.
  8. Done! Mobile RAM Increase Ho Chuki Hai.
rooted phone ki ram kaise badhaye

 Note:   

Apke Mobile Ke Hisab Se Swapfile Me RAM MB Choose Kare. Jiyada GB Badhane se Apke Mobile Unstable Ho Sakta Hai.

Swap File Ke Option Me Aap Soch Samajh Ke MB Choose Kare. (1024 MB = 1GB) Mere Hisab Se 1-2GB Tak  Hi Increase Kare. Our Ye Virtual Memory Hota Hai.

Apko Mobile RAM Me Dikhai Nhi Dega, Total RAM Dekhne Ke Liye RAM Expander Me Jana Hoga.

 Conclusion: RAM Badhane Ka Tarika

Kisi bhi phone ka ram increase karna possible hai chahe woh rooted phone ho ya na ho. par agar apka phone root kiya hua nahi hai toh rooted phone jaise RAM increase nahi hoga.

I Hope Ke Ab Aap Jan Gaye Honge “Mobile Ka RAM Kaise Badhaye” Koy Dikkat Nhi Ayega RAM Increase Karne Me.

Read More Mobile tips and tricks:

Agar Kisi Step Me Apko Samajh me Na Aye Toh Comment Karke Bataye. www.solutioninhindi.com Ko Subscribe Kare. Other Social Media Ke Liye Niche Ki Link Me Jaye.

 
पिछला लेखMobile Ko Jaldi Charge Kaise Kare [Battery Fast Charging Tips]
अगला लेखस्पैम क्या है और Spam के प्रकार
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

18 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें