Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare (Full Guide)

Hi Friends, Aap sabhi ko Solution In Hindi par swagat hai. Today ham janenge Android Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare.

Aap ye post padh rahe iska Matlab hai ke aap apne mobile ko Root kar liye hi honge, Our agar aap abhi tak Android phone ko root nhi kiye hai toh koy baat nhi, Aap ye post Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare ko read karke phone ko root kar sakte hai. Ye PC method hai.
android-mobile-ko-root-karne-ke-baad-kya-kare-(www.solutioninhindi.com)
Agar apke pass Computer/Laptop nhi hai toh Aap Android Mobile Ko Root Kaise Kare Without PC is article me details se bataya Giya hai.  Iske madad se Kisi Bhi Android Mobile Ko One Click Me Root Kare Bina PC Ke.

So der nhi karke pahle aap apne android phone ko root karle, Phir ye post ko age read kare. Kyu ki agar aap Root nhi kiye hai toh, Ye article apke liye nhi hai, Phir bhi ap Knowledge ke liye padh sakte hai. How To Customize Android After Root In Hindi

 

  • Actually mere ek friend (Perwez Alam) Ne Ye post-Karne ke liye Requirement kya hai, Ke What To Do After Rooting Android Mobile In Hindi. Toh Chale Jante Hai Root Karne Ke Baad Kiya Kare.

 

“After Root” Related Question:-

 

 

Android Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare (How To Customize Android After Root )

Niche diye gaye step by step follow karke aap apne android phone ko customize kare.

 No1. Check Root: 

Sabse pahle aap check karle ke apke android mobile root Succeeded hya hai ke nhi, Jaise ki haam android mobile ke full features use (Istemaal) karne ke liye- Mobile ko root karte hai, Par kabhi kabhi aysa ho jate hai ke 100% root complete ho jane ke baad bhi hamare mobile root nhi hote,

Our ham samajh lete hai ke hamare mobile rooted ho chuka hai, Or koy Rooted mobile app download karke Jab Install karte hai tab hame Root Granted nhi dete hai, So sabse pahle aap check karle ke mobile root success (100%) hya hai ke nhi. Root check karna bhut hi asan hai, Niche dekhe.

 

 Mobile Root Kaise Check Kare 

1. Sabse Pahle Download Root Checker.
2. Ab Root Checker Open Kare.
3.  Disclaimer Agree Kare.
4.  Ab Verify Root Par Ok Kare.
verify-root-www.solutioninhindi.com
5. Congratulations! Root access is properly installed on this device! (Agar ayse show ho raha hai toh apke mobile root ho chuka hai)
root-properly-install-www.solutioninhindi.com
6.  Sorry! Root access is not properly install on this device! (Agar ayse show ho raha hai toh apke mobile root nhi hya hai)
root-not-install-www.solutioninhindi.com

 

 No.2 Battery Life: 

Mobile jab jiyada processing karte hai toh mobile battery bhut hi jaldi khatam ho jate hai, Agar aap mobile ko root karte hai,Toh apke mobile battery life increase kar sakte hai, ye feature rooted mobile me hi work karte hai, Rooted andriod phone ke battery optimize kar na bhut hi simple hai,
 
Agar apke mobile root ho chuka hai toh ab apko apke battery life optimize bhi kar lena chahiye, kyu ki abhi old mobile ke battery problems hona aam baat ho giya hai, Our agar apke mobile me bhi charge nhi tikta toh aap jarur optomize karte rahe. 


Rooted Mobile Battery Life  Kaise Badhaye (Rooted Mobile Battery Optimize Kaise Kare)

 Niche step follow karke ap apke Rooted android mobile battery life asani se badhaye.

1.  Sabse Pahle Install Kingo SuperBattery.
2.  Install Ho Giya Hai Toh Kingo Battery Open Kare.
3.  Ab Optimize Par Ok Kare.
increase-rooted-mobile-battery-life-www.solutioninhindi.com
4.  Ab Apke Jitne Bhi Backgroud App Processing Kar Raha Tha Sabko Stop Kar Diya.
5.  Done Ab Apke Battery Life Increase (Optimize) Ho Giya Hai.


 No.3 Delete Bloatware: 



Bloatware Kya Hai? Dosto delete bloatware ka matlab hota hai- pahle se smartphone me install unwanted apps jo delete nhi hota hai without root ke, toh woh sabhi unwanted apps, bloatware ko cleanup kar sakte hai. Bloatware ko delete karne ke liye “Uninstall Mater” apps se asani se kar sakte hai. Isse apke mobile performance speed up hogi. So mobile root karne ke baad bloatware ko apne mobile se jarur delete kare.

Root Mobile Se Bloatware Kaise Delete Kare. Woh main Next post details se kar dunga. So Abhi Subscribe Kare Taki Update Email Par Mil Jaye

 No.4 RAM Badhaye: 


Jee han dosto jaise ki main pichle post me bataya tha, Mobile ko root karne ke baad ram bhi badhaya ja sakta hai, agar apke mobile ram kam hai toh aap asani se rooted mobile ke ram space increase kar sakte hai. Actually kam ram wale mobile me hanging problem bhut hoti hai. Agar apke mobile hang mar raha hai toh aap rooted mobile ke ram space badhaye,  kyu ki ram expanded karne se apke mobile ke samta badh jayega. Our hanging problems se chutkara bhi mil jayega. RAM Increase karne ke liye niche diye gaye link me jaye.
Rooted Android Mobile Ki RAM Space Kaise Badhaye



 No.5 Install CWM: 


Dosto CWM ka full form hota hai- Clockwork mod Recovery. Our ye custom recovery software hai, Iske madad se aape device par preinstalls apps ko backup kar sakte hai. iske liye apko pc ke jarurat nhi hogi, Rooted mobile se CWM Recovery asani se use kar sakte hai. CWM Recovery Kya Hai Or Kaise Kare. Next Post Me Details Se Bataunga. So Aap www.solutioninhindi.com ko Subscribe karle taki apko email par upadte mil jaye.



 No.6 Flash Custom ROMs: 

Flash Custom ROMs ye android mobile ke common process hota hai, jiske madad se haam apne rooted mobile me defult look ko custom new look me asani se change kar sakte hai. Custom rom mobile ke interface hota hai. Our issi features ke liye bhut sare android user apne mobile ko root karte hai. So ab ap bhi kar sakte hai, Next post me leke ayenge Rooted Mobile Ke Liye Top 10 Free Custom ROM. Our Rooted Mobile Ke Custom ROM Kaise Change Kare.


 No.7 Increase Internal Memory: 


Bhut sare ayse mobile hai jiske internal memory bhut hi kam rahte hai. Our bade apps jaise Whtsapp, Facebook, wagaira support hi nhi karta, Ye problem old mobile use ko hote hai kyu ki pahle badhiya badhiya set me bhi Internal memory kam dete the. Itna hi nhi iske wajahse apke mobile bhut slow work karte hai. So agar apke mobile me bhi ayse kuch problems hai toh ab apke Rooted Mobile Ke Internal Memory Increase Karle. Iske bare me ham age janenge.

 No.8 Upgrade Android Version: 


Agar apke android mobile version kam hai toh aap Rooted mobile se android version asani se increase kar sakte hai. jaise- kitkat, lollipop, marshmallow, wagaira. Basically non-rooted mobile ko upgrade karne ke liye hame wait karna padhta hai, Jab hame company dwara milega tabhi android version ko upgrade kar sakte hai. Lekin rooted mobile me kisi ka wait nhi, jab chahe tab upgrade kare. Version update karne ke liye ye post padhe: – Android Version Update Kaise Kare.




  No.9 Screen Size Change Kare: 


Jee haan dosto rooted mobile se Screen Size badi asina se change karke apne maan mutabik coustomize kar sakte hai. Basically ye problem small screen wale mobile use ke hote hai, leking mobile root karne se screen size ko chota (small) ya bada kar sakte hai. Rooted Mobile Ke Screen Size Kaise Change Kare.

 

 No.10 Cut Any Wifi Connection: 


Agar aap kisi ka wifi use kar rahe hai, Our apke tarah hi koy other persion same wifi use kar rahe hoh aap other persion ke wifi cut (disconnect) kar sakte hai. Basically Agar ek hi Wifi mejiya connect hota hai toh, Net connection slow (dhimi) par jate hai tab aap other sabhi ko same wifi se disconnect karke sirf aap hi ue kar sakte hai. toh dosto kiya kahte ho, hai na damal karne wala feature. Rooted Mobile Se Kaise kisi ka wifi cut kar sakte woh ham age janenge.


 No.11 Device ID Change Kare: 


Dosto device id matlab IP Adress hota hai, agar aap chahte hai aap internet par unknown (Bina phchan) ke rahenge toh aap rooted mobile se ye features ko asani se istemaat kar sakte hai. agar aap IP adress change karte hai toh apke Location, ya internet par ap kya kya searchkarte hai woh sab apke IP Adress se pata lag jate hai.  IP Adress se Hacker ko pata lagate hai. hacker ke liye yehi point hota hai ke khud ka pahchan hide karke rakhta hai, Isliye hacker ko pakar na kafi muskil ho jata hai. Rooted Mobile Se Device ID Kaise Change Kare. age detais se janenge.


Our Bhi Bhut Kuch Customiz Kar Sakte Hai Jaise Ki – Internal Apps Ko SD Card Me Transfer Kar sakte Hai,  Font Size Ko Customize Kar Sakte hai. HD Game Play (Khel) sakte Hai, etc. ek ek karke age sabke bare me janenge.`

 Ye Bhi Padhe: 

 

  • I Hope Apko Ye Post Se Kafi Madad Mili Hogi, Agar Faydemand Raha Toh Apne Freinds Ke Sath Social Media Par Jarur Share Kare, Taki Apke Friends Ko Bhi Pata Chale Ke Android Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Karna Chahiye – Solution In Hindi Ko Subscribe Kare, Or Other Social Media Ke Liye Niche Diye Gaye Link Par jake Follow, Like Kare –
Facebook Page | Google+ | Twitter | Facebook Group | LinkedIn | Pinterest | Deliciouse |
पिछला लेखMobile Ko Root Kaise Kare Without PC – (Full Guide)
अगला लेखGoogle Kya Hai? Google Ki Puri Jankari Hindi Me
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

42 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें