One-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare

One-Click Me Sabhi (All) Facebook Friend Request Accept Kaise Kare (How to Accept All Friend Request on Facebook at Once in Mobile): 

Agar Facebook Par Apke Friend Request Bhut Aaya Hai. Aur Aap Chahte Ho Sabhi Friend Request Ko Ek Click Me Accept Kaise Kare? To Aap Sahi Jagah Par Aaye Ho.

one-click-accept-all-fb-friend-request-hindi
How To Accept All Facebook Friend Requests At Once in Hindi

Aaj Ham Baat Karenge- Facebook Par Send Kiye Gaye Sabhi Friends Requests Ko Ek Sath Me Accept Kaise Karte Hai. Aur Isko Aap Computer/Android Mobile Se Ek Click Me All Fb Friend Requests Accept Kar Sakte Hai.

Kabhi Ayse Hota Hai. Kuch Din Fb Me Online Nahi Rahne Se Hamare Pass Bhut Sare Friend Request Aa Jata Hai. Ya Phir Regularly Fb Istemal (Use) Karne Se Daily 20-30+ Request Aate Rahte Hai.

Man Lijiye Apke Pass 300, 500 Ya 1000+ Friends Requests Aa Gaye Hai. Or Aap Sabhi Friends Ko Accept Karna Chahte Hai. Toh Apko Ek-Ek Karke Accept Karne Me Bhut Time Lag Jayega.

Toh Dosto Agar Aap Chahte Hai. Jitna Bhi Friends Request Aaye Hai. Sabko Ek Sath Accept Kare, Toh Aap Bilkul Kar Sakte Hai. Aiye Jante Hai How To Accept All Facebook Friend Request In One Click In Hindi:

One-Click Me Sabhi Friend Request Accept Kaise Kare (Accept All Facebook Friend Request)

Basically Facebook Apko Directly Ye Features Provide Nahi Karte Hai. Iske Liye Hame Tricks Ki Jaruraat Hai. Aur Haam Usi Facebook Tricks Ke Bare Me Janenge. Aur Aap Is Trick Ko Computer/Android Phone Dono Me Se Kar Sakte Hai.

Actually Ye Trick One Click All Facebook Friends Request Accept Chrome Browser Extension Toolkit For Facebook Se Karna Hota Hai.

Jaise Hamne Previews Post Me Jana Tha- Facebook Page Like Ke Liye Sabhi Friends Ko Ek Sath Invite Kaise Send Kare, Same Uss Type Ke Hai. Agar Aap Nahi Padhe Hai. Toh Link Me Jake Padh Sakte Hai. Aur Sabhi Friends Ko One Click Me Invite Send Kar Sakte Hai.

Toh Chale Sabse Pehle Ham Requirements Jan Lete Hai Ki One Click Me Friend Request Ko Accept Karne Ke Liye Hame Kya Kya Lagega.

Requirements Of Accept All Friend Requests At Once:

  1. Chrome Browser.
  2. Toolkit For Facebook chrome extension.




Computer/Laptop: Steps To Accept All FB Friend Requests:

Facebook Par Sabhi Friend Request Ko Ek Click Me Accept Kaise Kare

  1. All Friend Request Ko Ek Sath Accept Karne Ke Liye Sabse Pehle Aap Chrome Browser Install Karke, Open Kare.
  2. Ab Facebook Social Toolkit Chrome Extension Install Kare.
  3. Facebook Account Login Kare.
  4. Now Pending Request Page Me Jaye: https://www.facebook.com/reqs.php.
  5. Ab Browser Ki Top Right Corner Me Toolkit For Facebook Chrome Extension Icon Par Click Kare.
  6. Extension Menu Option Me Accept All Friend Requests at Once Select Kare.
  7. Now Accept All Button Par Click Kare.
  8. Few Seconds Wait, Kare.
  9. Done! You’re All Facebook Pending Friend Request Successfully Accept Ho Chuka Hai.




Agar Apke Pass Computer Nahi Hai Toh Niche Wala Method Ko Follow Karke Android Phone Se All Friend Request Ko Accept Kare.

Steps To Accept All Friend Request On Android Mobile In Hindi:

1. Android Mobile Se All Friend Request Ko Ek Sath Accept Karne Ke Liye Sabse Pehle Mobile Me Puffin App Download Kare.

2. Download Ho Gaye Hai Toh, Puffin Browser Open Kare.

3. Puffin Ke Menu Me Jake Settings Me Click Kare.

4. Ab Website Preference Par Click Karke, Request Desktop Site Par Ok Kare.

5. Back Puffin Ke Menu Me Jaye, Phir Add Bookmark Par Click Kare.

6. Ab Name Ki Jagah Accept All Friend, Requests Dale.

7. Location Ki Jaga Par Niche Diye Gaye JavaScript Code Ko Copy Karke Paste Kare.

8. Ab Facebook Account Login Kare. Aur Request Page Me Jaye, https://www.facebook.com/reqs.php

9. Now Puffin Menu Me Save Kya Hua Bookmark Par Click Kare.

10. Now Kuch Seconds Wait Kare.

Done! Apke Sabhi Facebook Pending Friend Request Accept Ho Jayega.

Accept all Fb friend requests Javascript code 2020

1
2
3
4
5
6
var confirmBtns = document.getElementsByTagName('button');
for (var i = 0; i < confirmBtns.length; i++) {
    if (confirmBtns[i].innerHTML == "Confirm") {
        confirmBtns[i].click();
    }
}

 

Facebook Related Articles:

Conclusion

Is Article (One-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare) Me Bataye Gaye Steps Ko Aap Computer Aur Android Mobile Dono Se Apke Pending Friend Request Ko One-Click Me Accept Kare.

Aapko Toh Pata Hi Hai. Friends Request Accept Karna Kitna Boring Kam Hota Hai. Sirf Accept Confirm Button Par Click & Click Karte Rahna Padhta Hai. To Abse Ye Trick Ka Istemal Kare Aur Boring Kam Se Chutkara Payen.

Mujhe Ummid Hai “How To Accept All Friend Request In Android Mobile In Hindi Apko Pasand Aaya Hoga. Agar Koy Sawal Hai. Toh Comment kar Ke Bata Sakte Hai. Aur Han Apne Friends Ke Sath Abhi Share Kare

Social Community Join Kare: TwitterFacebook Page | Pinterest | LinkedIn | Facebook Group |

Published on: Mar 7, 2017, at 11:00
Update on: Dec 04, 2019, at 7:20 PM
पिछला लेखFacebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare
अगला लेखDeleted Facebook Messages Recover Kaise Kare [Detailed Guide]
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

4 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें