Developer Options Kya Hai? Aur Enable Kaise Kare [Full Guide]

Developer Options Kya Hai? Aur Android Mobile Me Developer Option Kaise Enable Kare? Jee-Haan Friends Aaj Ham Baat Karenge Developer Options Ke Bare Me. Jaise Ki Ham Sab Jante Hai Android Mobile Kitne Tezi Se Badh Rahe Hai. Abhi Lagbhag Har Ek Person Ke Pass Smartphones Mil Jate Hai.

developer options enable kaise kare
Android Developer Options in Hindi

Apne Kabhi Device Settings Me Jake Note Bhi Kiye Honge. Agar Apke Mobile Me Pehle Se Developer Options Enable Hai Toh. Android Mobile/Tablet Me Hidden Feature Hai Jo Common Smartphone Users Ko Pata Nahi Hota Hai. Ya Phir Developer Options Ke Bare Me Sahi Se Information Nhi Hota Hai.

Developer Options Kya Hai? Aur Enable Kaise Kare [Full Guide]

Agar Aap Nahi Jante Ho “Developer Options Kya Hota Hai And Developer Options Enable Kaise Kare. Ya Phir Apke Smartphones Me Developer Options Pehle Se Enable Hai. Aur Aap Iske Bare Me Nahi Jante Ho. To Aap Is Post Ko Carefully Read Karte Rahe. Kyu Ki Smartphones Me Developer Options Bhut Hi Helpful Feature Hai. Jo Har Ek Android User Ko Iske Bare Me Pata Hona Chahiye. To Chale Jante Hai What Is Developer Options in Hindi?




 

Developer Options Kya Hai (What is Developer Options in Hindi)?

Dosto Developer Options Android Phone Ki Hidden Feature Hai. Jiske Bare Me Sabhi Smartphone User Nhi Jante. Developer Option Ko Mobile User Ki Extra Requirement Ke Liye Design Kiye Gaye Hai. Jiske Madad Se Aap Bhut Kuch Easily Kar Sakte Hai. Developer Options Se Apke Android Mobile Ki Performance Ko Improve Kar Sakte Hai.

developer options kya hai hindi
Developer Options Kya Hai (What is Developer Options in Hindi)?

Mobile Look Bhi Changes Kar Sakte Hai. Aur Bhi Bhut Kuch Ayse Feature Hai, Jo Aap Developer Option Ko Enable Karne Ke Baad Hi Used Kar Sakte Hai. Kyu Ki Ye Feature Android Mobile Ki Advance Settings Aur Feature Hai. Yah Options Specially Developers Ke Liye Banaye Gaye Hai. Jisse Application/Software Ki Testing Wagaira Kar Paye.

Phir Bhi Agar Apke Ander Se Question Aa Rahi Hai. Developer Options Kyu Use Kare. Toh Is Post Main Apko Thoda Bhut Idea Laga Deta Hu Ke Aap Developer Se Kya Kya Kar Sakte Hai.

 

Developer Options Enable Karke Kya Kar Sakte Hai:

Friends Actually Developer Options Me Bhut Sare Features Aur Tricks Hai. Par Apke Mobile Version Par Depend Karta Hai. Ke Apke Device Me Kya Kya Changes Kiya Ja Sakta Hai. Same Root Ki Tarah Hota Hai. Mobile Root Kya Hai Kaise Kare Uski Jankari Yaha Hai. So Niche Diye Gaye Kuch Points Hai. Jisse Apko Idea Hoga Ke Developer Options Ko Enable Karke Kar Sakte Ho.

  • Developer Options Ko Enable Karke Apke Phone Ki Performance Ko Bohat Fast Kar Sakta Hai.
  • Background Me Chalne Wale Application Ko Manage Kar Sakta Hai.
  • Maximum 4 Apps Ko Background Me Run Kar Sakta hai.
  • Apke Phone Screen Par CPU Details Dekh Sakte Hai.
  • Android Mobile Ki Activity Delete Kar Sakte Hai.
  • Mobile Fast Charging Aur Charging Ke Time Mobile Display On Rakh Sakte Hai.

Also Read, Mobile Me Recycle Bin Features Kaise Add Kare.

Aur Bhi Bhut Sare Features Hai. Jo Aap Non-Rooted Phone Se Kar Sakte Hai. Details Me Janne Ke Liye Hidden Android Developer Options Tips & Tricks Ko Pade. To Chaliye Jante Hai. How to get developer options on Android Phone/Tablet In Hindi.

 

Android Mobile Me Developer Options Ko Enable Kaise Kare?

Friends developer option ko enable karna bohat hi easy hai. Aap sirf niche diye gaye Steps ko follow kare:




Step1: Sabse Pehle Device Settings Me Enter Kare.

Step2: Setting Me Aagaye Hai Toh About Phone Par Click Kare.
enable-developer-options-click-about-phone-www.solutioninhindi.com

 

Step3:  Ab About Phone Me Build number Find Kare.
enable-developer-options-find-build-number-www.solutioninhindi.com

 

Step4: Ab Build number Par 7 Times Click Kare. Display Me You Are Now Developer! Show Hogi.
screenshot-of-enable-you-are-now-developer!-www.solutioninhindi.com
Done!  the Developer options will be Successfully unlocked and available.
Ab Developer Options Apko Main Settings Me Mil Jayenge. Kuch Iss Tarah:
screenshot of enable developer option - www.solutioninhindi.com

 

Popular Post:

 

Conclusion: Developer Options Kya Hai? Aur Developer Enable Kaise Kare

Developer Options Ek Aysa Feature Hai. Jiske Madad Se Ham Phone Me Custom Changes Kar Sakte Hai. Yeh Ek Hidden Feature Hota Hai. Jo Sabhi Android Phone Me Pehle Se Hi Hota Hai. Hame Sirf Isko Enable Karna Parta Hai. Kafi Sare Tricks Hote Hai. Jo Developer Options Ko Enable Karne Ke Baad Ham Android Phone Se Hi Kar Payenge.

Upper Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Kiye Ho. To Apke Phone Me Developer Option Successfully Enable (ON) Ho Gaye Hai. Check Karne Ke Liye Phone Ki Settings Me Jake Check Kare.

Ummid Karta Hu, Is Article (Android Mobile Me Developer Options Kya Hai? Developer Options Enable (ON) Kaise Kare)? Puri Jankari Hindi Me Sikhne Ko Mil Gaye Honge. Kisi Step Me Ya Phir Developer Options Related Koy Bhi Question (Sawal) Hai Toh Comments Kar Sakte Hai.

Ye Bhi Padhe:

Latest Update Pane Ke Liye Hamare Sath Jude – FB Group | LinkedIn | Twitter | Pinterest |

Published on: Mar 27, 2017 @ 13:40

Update on: Sep 4, 2019 @ 21:30

पिछला लेखDelete Message Kaise Recover Kare (Delete Message Wapas Laye)
अगला लेखVoter ID Electors Verification Programme (EVP) क्या है?
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

6 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें