Facebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare

Facebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare: Aaj Ham Bat Karenge- Facebook Par Feelings/Activity Share Kaise Kare, Facebook Par Live Chat Kaise Karte Hai? Facebook Par Photos (Images), Upload Kaise Kare. Matlab Ki Facebook Kaise Use Karte Hai Puri Jankari Hindi Me Apko Issi Post Par Mil Jayenge.

facebook-feelings-live-chat-photos-update-kare
Facebook Par Feelings, Live Chat, And Photos Update Kaise Kare

Previous Post Me Hamne Jaana Tha – Facebook Post Par Like Comments and Friends (Request) Kaise Badhaye – (Without Any Software)Issi Farah Apna Facebook Page Kaise Banaye.  Page Bana ke Bad Like Ke Liye One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Kare. Aur Facebook Friend Request Jiyada Aa Rahe Hai, Toh One Click Me Friend Request Accept Karne Ki Jankari Yaha Hai.

Dosto Facebook ek Bhut hi Popular Social Media Site Me Se Ek hai. FB par aap jo chahe status me dalke sabhi friends ko bata sakte hai. Photo upload kar sakte hai.

Aur Feelings/Activity bhi share kar sakte hai. Jaise agar ap movie, video dekh rahe hai. toh feelings share kar sakte hai watching movies. Issi Tarah Live Chat Bhi Kar Payenge.

Toh aiye step by step jante hai: Fb Par Feelings, Live Chat, And Photos Update Kaise Karte hain.

Facebook Par Feelings, Live Chat, And Photos Upload (Update) Kaise Kare?

Dosto FB par feelings, live chat, photos (images) upload karna bhut hi simple hai, Niche diye gaye step ko follow karne asani se aap kar sakte hai.




#1. Facebook Feelings/Activities Share Kaise Kare:

Step 1. Login Your Account: Sabse pehle facebook me jake, FB account Username or Password dalke login Kare.

Step 2:  Login ho gaye hai toh home page ke More option me click kare.

click on facebook status more option-www.solutioninhindi.com

Step 3: Ab apke samne Update Staus page aagaye hai, toh Add feelings or Activity par click karna hai.

facebook update status click on add feeling or activity-www.solutioninhindi.com

Step 4: What are you doing? page me, bhut sare option hai jaise feelings, watching, reading, music, drinking, eating, playing, traveling, etc. apko jaise status dena hai inme se kisi ek ko choose kare.
facebook what are you doing? click any one option-www.solutioninhindi.com

Step 5: Agar aap movie watching kar rahe hai, toh jo movie ap dekh rahe hai woh search kare. phir us movie par click karke select kare.

facebook watching movie mane search then click on movie-www.solutioninhindi.com

Step 6: Ab apke samne status box aa aajayega, agar apko kuch liukhna hai jaise movie kaise lag raha hai, Wagaira Kuch Bhi, Uske Bad Post par click kare.

feelings or activitiy post on facebook-www.solutioninhindi.com

Step 8: All Done! Apke feelings share ho chuka hai. Apke profile me jake dekh sakte hai.

  • Issi Tarah Aap Facebook Feelings/Activities Share Kar Sakte Hain.

#2. Facebook Par Live Chat Kaise Kare:

  1. Sabse Pehle FB account login Kare.
  2. Login hone ke bad Status writing ki jagah par click kare.
  3. Ab niche Go Live hai, Us par click kare.
  4. Pop Up par Allow kare.
  5. Done! Now Aap Facebook Par Live Ho Chuke Hai.




#3. Facebook Par Images (Photos) Upload Kaise Kare:

Step 1: First Facebook Me, Jake Username or Password Dalke Sign in Kare.

  1. Don’t Miss: Facebook Account Safe Kaise Rakhe [Top 5 Secret Tips 2020]

Step 2: Login ho gaye hai toh home page ke niche Photo par click kare.

how to upload a photo on facebook-www.solutioninhindi.com

Step 3: Ab Apko Yaha Kuch 3 Option Milenge.

  1. Capture: (Directly Photo Capture Karne Ke Liye),
  2. Images: Yaha Click Karne Se Apke Device Me Rakhe Sare Photos Show Honge.
  3. Files: Ka Matlab Hai Yaha Click Karne Se Apke Device Memory Me Jitna Bhi Files (Folder) Hai Woh Yaha Files Wayse Show Hoga.
Kisi Ek Option Me Click Kare, Phir Jis Photo Ko Upload Karna Hai Us Par Click Kare.
Photo Select Kar Liye Hai Toh Preview Par Click Kare.

choose upload facebook photo then click on preview--www.solutioninhindi.com

  • Issi Tarah Aap Facebook Par Photos Upload Kar Sakte Hain.

#3. Facebook Par Status Update Kaise Kare:

Dosto Fb Par Status Update Karna Bhut Hi Simple Hai Or Ye Lagbhag Sabko Pata Hai. But Kuch New Friends Hai Jo Facebook Par New Hai, Or Confused Ho Jate Hai Ke Status Update Kaise Karte Hai? Kheer Agar Apko Bhi Nhi Pata, Toh Chale Jante Hai Step By Step:
  1. Facebook Account Login kare.
  2. Sign in ho gaye hai toh, Home Page me sabse pehle Jo gape writing white space hai. us par click kare.
  3. Ab apke mind me Jo chal rahi hai (Matlab FB par apke sabhi (All) friends ko Jo bhi bolna chahte hai likhe type kare.
  4. Writing Complete Ho Gaye Hai Toh Post Par Click Kare.
  5. Done! Apke Status Upload Ho Gaye Hai.

Read More: Facebook Related Useful Tips & Tricks

Conclusion

Facebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare” Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Aap Asani Me Facebook Feelings/Activities, Live Chat, Aur Photos Status Upload Karke Apke Friends Ke Sath Share Kar Payenge.

Toh Ab FB Par Aap Bhi Reading, music, drinking, eating, playing, ya phir kahi traveling kar rahe hai. toh apke sabhi (All) Facebook friends ko share kare.

Agar Apko Kisi Step Me Samajh me nhi Aaye. to Comments Box Me Jake Bataye, Aur Apne Friends Ke Sath Iss Post Ko Share Kare.
Facebook Related Useful Tips and Tricks Ki Puri Jankari Hindi Me Sikhte Rahe Aur Dusre Ko Bhi Sikhate Rahe.

 

Published on: Mar 15, 2017, at 11:30
Update on: Dec 04, 2019, at 1:16 PM

पिछला लेखFacebook Account Safe Kaise Rakhe [Top 5 Secret Tips 2020]
अगला लेखFacebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

7 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें