Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare

Facebook New Feature: Facebook Slideshow Video Kaise Banaye (Create) Kare: Jee-Haan Dosto Aaj Ham Janenge Facebook Slideshow Kya Hai? Aur Photos Ko Facebook Slideshow Video Create Kaise Kare?. Is Post Se Aapko Slideshow Video Feature Ki Puri Jankari Hindi Me Mil Jayenge.

Dosto Slideshow Facebook New Feature Hai. Jo Latest Facebook Me Add Kya Gaye Hai. Or Ye Kafi Maze dar Hai. Yedi Aap Ads Video Create Karna Chahte Hai. Toh Apke Liye Bhut Hi Helpful Hoga.

facebook-slideshow-video-banaye-create-kare
Facebook Par Slideshow Video Kaise Banaye (Create) Kare

Kyu Ki Slideshow Ke Madad Se Bhut Hi Easily Aap Photos (Images) Ko Video Me Convert Karke. Apke Sabhi (All) Friends Ke Sath Slideshow Video Facebook Timeline Me Share Kar Sakte Hai.

Agar Aap Video Editing Ya  YouTube Me Video Upload Karte Hai. Toh Apne Slideshow Ke Name Pehle Sune Honge. Kyu Ki Slideshow Feature YouTube Me Bhi Diye Gaye Hai. Or Iska Fayde Bhi Bhut Sare Utha Rahe Hai.

Toh Chaliye Facebook Slideshow Video Maker Ke Bare Me Jante Hai.

Facebook Slideshow Video Maker Kya Hai?

Dosto Facebook Slideshow Video Ka Matlab Hota Hai. Bhut Saare (Multiple) Images Ko Ek Video Clip Me Convert Karke Video Make Karna.

Slideshow Ke Madad Se Aap Kisi Photos Ko Video Me Badal Sakte Hai. Matlab Apke Kuch Photos Ko Select Karke Ek Video Clip (Album) Create Kar Sakte Hai. Facebook Slideshow Feature Se Aap Music Bhi Set Kar Sakte Hai.

Waise Slideshow Video Editor App (Software) Apko Paly Store Me Bhut Mil Jayega. Facebook Me Slideshow Feature Is Liye Diye Gaye Hai. Taki Facebook Use Ko Smartphones Me Other Koy Video Editor App (Software) Slideshow Video Maker Ke Liye Install Karna Na Padhe.

Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare:

Dosto FB Se Slideshow Video Create Karna Bhut Hi Easy hai. Apko bas Niche Diye Gaye Step Ko Follow karna Hai.




Steps to Create Facebook Slideshow Video:

  1. Sabse Pehle Facebook App Open Kare. Agar Apke Mobile Me Facebook Browser Nhi Hai, Toh Yaha Facebook Par Click Karke Install kare.
  2. Facebook App Open Kar Liye Hai, Toh Apke Facebook Account Login Kare.
  3. Now Uper What’s on your mind? (Status) Writing Karne Ki Place (Jagah) Me Click Kare.
  4. Click Karte Hi Apke Samne Niche Kuch Option Hoga Jaise- Photo/Video, Go Live, Check-In, Feeling/Activity, Yaha Slideshow Par Click Kare.
  5. Slideshow Par Click Karne Ke Bad ADD PHOTOS Par Click Kare.
  6. Ab Apke Samne Apke Photo Gallery Open Hoga, Kam Se Kam (At Least) 3 Photos Select Kare.
  7. MUSIC Ki Option Par Click Karke Music Choose Kare.
  8. Ab TITLE Par Click Karke Video Ki Title (Name) Kuch Bhi De Sakte Hai.
  9. Title Dene Ke Bad Upper Right Side Me NEXT Par Click Kare.
  10. Next Par Click Karte Hi Slideshow Video Create Hona Start Ho Jayega.
  11. Slideshow Video Create Ho Gaye Hai Toh POST Par Click Kare.
  12. All Done! Fb Par Slideshow Video Successfully Create Hoke Published Ho Chuka Hai.

Note: Agar Apke Facebook App Me Slideshow Show Nahi Kar Rahe Hai. Toh Facebook App Ko Update Kare. Kyu Ki Slideshow Recently Add Kiye Gaye Feature Hai.

More Facebook Related Useful Articles:

Conclusion

Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare. Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Aap Facebook Slideshow Video Create Kar Sakte Hai.

Dosto Agar Aap Mobile Se Viva Video Editor App Ke Madad Se Video Editing Ya Slideshow Video Create Karte Hai. Ya Editing Me Interesting Rakhte Hai. Toh Slideshow Create Kare Aur Apne Doston Ke Sath Share Kare Aur Hamare FB Page Like Kare.

Agar Apko Facebook Slideshow Video Create Karne Ka Tarika. Accha Laga Hai Toh Abhi Is Post Ko Facebook Par Share Kare. Aur Agar Koi Sawal Hai, To Niche Comments Karke Puch Sakte Hai.

Join Our Social Community:  TwitterFacebook Group | LinkedIn | Pinterest |

Published on: Mar 24, 2017, at 01:30
Update on: Dec 04, 2019, at 03:55 PM

पिछला लेखFacebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare
अगला लेखOne-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

11 टिप्पणी

  1. Hi. I see that you don’t update your website too often. I know that writing
    posts is boring and time consuming. But did you know that
    there is a tool that allows you to create new posts using existing content
    (from article directories or other websites from your
    niche)? And it does it very well. The new articles are unique and pass the copyscape test.

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें