Flipkart Se Online Shopping Kaise Kare Ghar Baithe – (Full Guide)

Today Ham Janenge– Flipkart Se Online Shopping Kaise KareSolution In HindiOnline Payments Kaise Karte HaiOnline Shopping Kaise Karte Hai Internet Se Mobile/Computer Dwara. Online Shopping Kaise Kare Ghar Baithe.

flipkart se online shopping kaise kare ghar baithe - www.solutioninhindi.com
Dosto Abhi Ke Jamane Me Ghar Baithe Internet Se Shopping Karna Bhut Hi Aasan Ho Gaye Hai, Dosto Flipkart Se Abhi Lagbhag Har Cheze (Saman) Mil Jati Hai,Matlab Kuch Bhi Kharid Sakte Hai. Flipkart Se Bhut Hi Saste Me Apko Mil Jayegi.

Jo Apke Local Area Me Ye sab Saman Ki Kimat Dugni Hogi, Kyu Ki Jyadatar Locality Area Me Flipkart Online Shopping Ya Other Shopping Company Se Pehle Samn Kharid Ta Hai, Phir Bech Ta Hai, Agar Ap Apke Local Area Me Shop Open Kiye Hai toh, Flipkart Se Saman Kharid Ke Sales Karne Se Apke Business Ka Munafa Dugni Kar Sakte Hai, Kyu Ki Flipkart Par Offer Discount Coupons Ye Sab Chalta Rahta Hai, Itna Hi Nhi Har Ek Festive Time Me Flipkart Par Saste Kimaat Par Apko Saman Mil Jayegi,


New Internet User Online Payments Kaise Karte Hai Puri Jankari Nhi Rahta Hai, Ya Phir Payments Karne Se Darta Hai, So Agar Aapke Bhi Issi Type Ke Problems Hai, Toh Aap Online Shopping Kaise Karte Hai Flipkart Se, Iss Post Ko End Tak Carefully Read Kare, Age Kabhi Bhi Online Shopping Payments Karne Se Koy Counfusion Nhi Rahegi.

About Flipkart Online Shopping Company:

Flipkart is an electronic commerce company, Iska headquarter Bangalore, Karnataka, India Me Hai, Flipkart Ko 2007 Me Founded Kya Gaye Hai. Jiska Founder Hai Sachin Bansal and Binny Bansal.
Dosto Flipkart Ek Popular Online Shopping Company Hai, Jaha Hame Sab Kuch Saste Me Saman Deti Hai Or Flipkart Ke Saman Apke Adress Par Mil Jayegi, Matlab Aagar Aap Internet Se Mobile Ya Computer Dwara Shopping Karenge, Toh Apke Ghar Me Saman Poch Jayega, Apko Shopping Mall Ya Kisi Local Area Ke Shop Me Jake Price Leke Jhagar Ne Ki Koy Jaruraat Nhi Padegi.

Flipkart Se Online Shopping Karne Ki Fayde:

  1. Ghar Baithe Net Se Saman Kharid sakte Hai.
  2. Saman Kharid Ne Ke liye Kisi Shop Ya Mall Me Jane Ki Jaruraat Nhi Padegi.
  3. Agar Kahi Jane Hi Na Padhe Toh Time Ki Bachat Bhi hota Hai.
  4. Flipkart Se Shopping Karne Ke Bad Agar Saman Kharap Nikla Toh Aap Use 30 Din Ke Ander Wapas (Return) Kar Sakte Hai.
  5. Badhi Quality, Apne Hisab Se Price (Rs) Ya Maan Pasand Saman Kharid Ne Ke Liye Har Dukan Par Bhatakna Nhi Padega, Flipkart Par Har Trah Ki Saman Apko Mil Jayegi.
  6. Flipkart Hame Cash On Delivery Features Provide Karti Hai.

Flipkart Se Online Shopping Karne Ke Liye Requirements:

Flipkart Se Online Shopping Kaise Kare Ghar Baithe?

Aaj Ham 2 Tarika Janenge Flipkart Se Online Shopping Karne Ke Liye,
  1. Mobile Se Flipkart Online Shopping Kaise Kare.
  2. Computer/Laptop (Pc) Dwara Flipkart Se Online Shopping Kaise Karte Hai.

Mobile Me Flipkart Se Online Shopping Kaise Kare?

Toh Dosto Mobile Phone Se Online shopping Karna Bhut Hi Simple hai,  Uske Liye Niche Ki Step-Ko Follow Kare:

Step-1

Sabse Pehle Ap Mobile Me Flipkart App Download Kare, Yaha Flipkart Par Clik Karke Install Karne Se 20-30% Discount Offer Milega.

Step-2

Install Ho Gaye Hai Toh, Flipkart App Open Karke Mobile No Dalke Sign up Par Click Kare.
sign up a flipkart account - www.solutioninhindi.com

Step-3

Ab Apke Pass Flipkart Se Message Aayega, Jis No Se Aap Signup Kiye Hai, Message Me 6 Digit Ka Code Hai, Woh Code Dalke, Done Par Click Kare.
enter flipkart otp code

Step-4

Flipkart Account Secure Rakhne Ke Liye Password Set Kare. Phir Done Par Click Kare.
set anew password on flipkart account

Step-5

Lijiye Apke Flipkart Par Account Create Ho Chuka Hai,

Step-6

Ab Apko Jo Saman Karidna Hai, Uper Ki Search Bar Par Search Kare Ya Phir Left Side Ke Menu Se Category Choose Kare Jis Category Ke Items Apko Leni Hai.

Step-7

Ab Apko Jo Item Leni Hai Us Par Click Karke Saman Ki Details Dekhe, Products Pasand Aye, Our Sopping Karna Chahte Hai, Toh BUY NOW Par Click Kare. Or Agar Bad Me Kharid Na Hai, Toh ADD TO CART Par Click Kare.
click on buy now for shopping flipkart products

Step-8

Ab Apko Yaha Address Dena Hai, Jis Address Par Aap Saman Recive Karna Chahte Hai. Address Dalke Save Par Click Kare.
add a new address on flipkart payments

Step-9

Now Jo Address Details Save Kiye Hai Ek Bar Thik se Check Karle, Kahi Koy Mistake He Ke Nhi,
Koy Mistake Nhi Hya Hai Toh Continue Par Click Kare.

Step-10

 Ab Apke Samne Payments Method Page Open Hoke Aayega Kuch Iss Tarah-
choose payments mood on flipkart product buy

  1. Kisi Ek Payments Method Ko Choose Kare. (Cash On Delivery Kar Sakte Hai)
  2. Finally, Continue Par Click Karne Se Apke Shopping Complete Ho Jayegi. 

Laptop/Computer Me Flipkart Se Online Shopping Kaise Kare:

Computer Se Online Shopping Karna Bhi Bhut Aasan Hai, Upar Me Jo Requirements Diye Gaye Hai Aagar Apke Pass Hai Toh Age Ki Step Follow Kare:

Step-1

Sabse Pahle Aap Niche Ki Search Bar Me Click Kare, Jo Aap Flipkart Se Shopping Karna Chahte Hai Search Kare, Like Mobile, Tablet, Computer, Laptop, T-Shirt, Etc. Kuch Bhi Seach Kar Sakte Hai Jo Aap Lena Chahte Hai.

Step-2

Ab Jo Item Pasand Aye Us Par Click Kare, Me Ye Loptop Lunga, Aap Dekh Sakte Hai Kitna Offer Milraha Hai.

Ye Laptop Mujhe Bhut Acha Laga Agar Apko Bhi Lena Hai Toh Ya buy btn 3 0b867813 Click Karke Le Sakte hai. Same Offer Apko Bhi Mil Jayega.

Step-3

Saman Ko Kharid Ne Ke Liye BUY NOW Par Click Kare.
click on buy now button

Step-4

Buy Now Par Click Karte Hi Apke Samne Kuch Iss Tarah Ke Page Aayega.
login flipkart account for buy now
  • Mobile No Ya Email I’d Dale.
  • Continue Par Click Kare.
Step-5
Ab Apke Email/Mobile No Par 6 Digit Ka OTP Aagaye Hai Toh OTP Dale, Phir Password Create Karne Ke Liye Set Password/Confirm Password Me Apke Pasand Ka Passwod Dale, Dono Jagah Me Same Password Honi Chahiye. Phir Continue Par Click Kare.
create new flipkart password - www.solutioninhindi.com
Step-6
add a delivery address on flipkart online shopping
Saman Recive Karne Ke Liye Apke Delivery Address Dalke, SAVE & CONTINUE Par Click Kare.

Step-7

Save & Continue Par Click Karte Hi Apke Samne Order Summary Page Khulke Aayega Yaha Gmail I’d Deke Continue Par Click Kare.
click on continue button to buy flipkart items
Step-8
Continue Par Click Karte Hi Apke Samne PAYMENT METHOD Ki Page Ayegi-
choose a payments method flipkart product buy
  1. Payment Karne Ke Liye Isme Se Kisi Ek Option Ko Choose Kare.
  2. Image Me Jo Letters Show Ho Rahi Hai Oh Charactors Enter Kare.
  3. Ab Confirm Order Par Click Karte Hi Apke Shopping Process Sucessed Ho Jayegi.

Ye Bhi Padhe:

I Hope Ab Apko Jangaye Hi Honge Flipkart Se Online Shopping Kaise Karte Hai, Phir Bhi Agar Kisi Step Me Apko Samajh Me Nhi Aye, Ya Phir Online Shopping Related Koy Bhi Question (Sawal) Hai Toh Comments Karke Jarur Bataye,
Agar Apke ComputerMobileEarn MoneySocial MediaFacebookYouTubeWhatsAap, & Internet Related Bhi Koy Sawal Hai Toh Hame Jarur Batay, Or HanApke Ye Post Kaise Laga Apke Feedback Comments Me Jarur De Or www.solutioninhindi.com Ke Sath Update Rahne Ke Liye Subscribe Kare. And Other Social Site Link Niche Hai.
Facebook Group | Google+ | Twitter | LinkedIn | Facebook Page | Pinterest | Delicious |
पिछला लेखNFC Kya Hai Mobile Me NFC कैसे Use करे In Hindi
अगला लेखWhatsApp Par Fake Blank Empty Message Send Kaise Kare – (Secret Tricks)
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

15 टिप्पणी

  1. This is a very nice article. If you like to save money on anything or want some deals then go to the links given below Express 2016 Black Friday deals & sales Naqad is one of the best sites to find discount deals, voucher codes and bargains in UK & USA. naqad.com display real discount deals, vouchers & coupons. online shopping site is an online portal for the online where you can freely enjoy a variety of different deals, vouchers, discounts, offer…

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें