Facebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare: Aaj Ham Bat Karenge- Facebook Par Feelings/Activity Share Kaise Kare, Facebook Par Live Chat Kaise Karte Hai? Facebook Par Photos (Images), Upload Kaise Kare. Matlab Ki Facebook Kaise Use Karte Hai Puri Jankari Hindi Me Apko Issi Post Par Mil Jayenge.

Previous Post Me Hamne Jaana Tha – Facebook Post Par Like Comments and Friends (Request) Kaise Badhaye – (Without Any Software)Issi Farah Apna Facebook Page Kaise Banaye. Page Bana ke Bad Like Ke Liye One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Kare. Aur Facebook Friend Request Jiyada Aa Rahe Hai, Toh One Click Me Friend Request Accept Karne Ki Jankari Yaha Hai.
Dosto Facebook ek Bhut hi Popular Social Media Site Me Se Ek hai. FB par aap jo chahe status me dalke sabhi friends ko bata sakte hai. Photo upload kar sakte hai.
Aur Feelings/Activity bhi share kar sakte hai. Jaise agar ap movie, video dekh rahe hai. toh feelings share kar sakte hai watching movies. Issi Tarah Live Chat Bhi Kar Payenge.
Toh aiye step by step jante hai: Fb Par Feelings, Live Chat, And Photos Update Kaise Karte hain.
Facebook Par Feelings, Live Chat, And Photos Upload (Update) Kaise Kare?
Dosto FB par feelings, live chat, photos (images) upload karna bhut hi simple hai, Niche diye gaye step ko follow karne asani se aap kar sakte hai.
#1. Facebook Feelings/Activities Share Kaise Kare:
Step 1. Login Your Account: Sabse pehle facebook me jake, FB account Username or Password dalke login Kare.
Step 2: Login ho gaye hai toh home page ke More option me click kare.
Step 3: Ab apke samne Update Staus page aagaye hai, toh Add feelings or Activity par click karna hai.
Step 4: What are you doing? page me, bhut sare option hai jaise feelings, watching, reading, music, drinking, eating, playing, traveling, etc. apko jaise status dena hai inme se kisi ek ko choose kare.
Step 5: Agar aap movie watching kar rahe hai, toh jo movie ap dekh rahe hai woh search kare. phir us movie par click karke select kare.
Step 6: Ab apke samne status box aa aajayega, agar apko kuch liukhna hai jaise movie kaise lag raha hai, Wagaira Kuch Bhi, Uske Bad Post par click kare.
Step 8: All Done! Apke feelings share ho chuka hai. Apke profile me jake dekh sakte hai.
- Issi Tarah Aap Facebook Feelings/Activities Share Kar Sakte Hain.
#2. Facebook Par Live Chat Kaise Kare:
- Sabse Pehle FB account login Kare.
- Login hone ke bad Status writing ki jagah par click kare.
- Ab niche Go Live hai, Us par click kare.
- Pop Up par Allow kare.
- Done! Now Aap Facebook Par Live Ho Chuke Hai.
#3. Facebook Par Images (Photos) Upload Kaise Kare:
Step 1: First Facebook Me, Jake Username or Password Dalke Sign in Kare.
Step 2: Login ho gaye hai toh home page ke niche Photo par click kare.
Step 3: Ab Apko Yaha Kuch 3 Option Milenge.
- Capture: (Directly Photo Capture Karne Ke Liye),
- Images: Yaha Click Karne Se Apke Device Me Rakhe Sare Photos Show Honge.
- Files: Ka Matlab Hai Yaha Click Karne Se Apke Device Memory Me Jitna Bhi Files (Folder) Hai Woh Yaha Files Wayse Show Hoga.
#3. Facebook Par Status Update Kaise Kare:
- Facebook Account Login kare.
- Sign in ho gaye hai toh, Home Page me sabse pehle Jo gape writing white space hai. us par click kare.
- Ab apke mind me Jo chal rahi hai (Matlab FB par apke sabhi (All) friends ko Jo bhi bolna chahte hai likhe type kare.
- Writing Complete Ho Gaye Hai Toh Post Par Click Kare.
- Done! Apke Status Upload Ho Gaye Hai.
Read More: Facebook Related Useful Tips & Tricks
- Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips
- Deleted Facebook Messages Recover Kaise Kare.
- FB Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika.
- Facebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide
- FB Business Page Kaise Banaye – Full Guide.
- Facebook Account Deactivate Kaise Kare – Full Guide.
- Fb Par Year In Review Video Kaise Banaye.
- Facebook Account (ID) Delete Kaise Kare Permanently.
- Facebook Creator Kya Hai (What Is Facebook Creator In Hindi)?
Conclusion
“Facebook Feelings, Live Chat And Photos Update Kaise Kare” Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Aap Asani Me Facebook Feelings/Activities, Live Chat, Aur Photos Status Upload Karke Apke Friends Ke Sath Share Kar Payenge.
Toh Ab FB Par Aap Bhi Reading, music, drinking, eating, playing, ya phir kahi traveling kar rahe hai. toh apke sabhi (All) Facebook friends ko share kare.
- Join our social community- Facebook Page | Facebook Group | Twitter | Pinterest | LinkedIn |
Published on: Mar 15, 2017, at 11:30
Update on: Dec 04, 2019, at 1:16 PM
Wow… Yr…. Very helpful post…
Keep it up guys…
Helpful Post For New Facebook User..
Thank You & Keep Visiting
Thanks And Share Your Facebook Friends.. Ho Sakta Hai Apke Ek Share Ke Wajahse Apke Kisi Friends Ka Help Ho Jaye.. Visit Karte Rahe Latest Update Milte Rahega..
Nice Post
So, one needs to be able to respond to all of them with the same quality to be an effective support agent. One needs to possess the capability of working under pressure and handling all the customers patiently.
No doubt internet helps you expand your reach far beyond your local area but if your site has a live chat function, even customer far away from your physical location can contact you instantly and make inquiries or arrange purchases.