Facebook Year in Review 2020 Video Kaise Banaye

Facebook Year in Review 2020 Video Kaise Banaye (How to Create Year in Review Facebook): Agar Aap Soch Rahe Hai Ke Facebook Par Year In Review Video Create Kaise Kare (Kaise Banaye) Toh Aap Sahi Jagah Par Aaye Hai. Ye Post Me Un Dosto Ke Liye Likh Raha Hu.

Jo Facebook Par New Hai Ya Phir Facebook Par Jiyada Time Span Nahi Karte Hai. Phir Bhi Kisi Friends Ka Facebook Year In Review 2020 Ka Video Dekh Ke Soch Ta Hai. Ke Ye Kaise Banate Hai Wagaira Wagaira.

Facebook-year-in-review-video-2020
Facebook Year in Review Video Kaise Banaye 2020

Toh Dosto Sabse Pahle Me Apko Bata Du Ke Ye Jo Year In Review Wala Video Koy Apne Se Create Nahi Karta. Actually Review Video Facebook Ke Taraf Se Hi Sabko Banake Deta Hai. Ar Han Ye Video Dekhne Me Kafi Achche Hai.

Agar Ap Kisike Video Dekhe Hai, Toh Apko Pata Hi Hoga Kaisa Lagta Hai. Matlab Impress Karne Wala Video Hai. Toh Chale Sabse Pehle Facebook Year in Review Ka Matlab Kya Hota Hai Jante Hai.

Facebook Year in Review Kya Hai (Facebook Year Review)?

Iska Matlab Hai, Previews Year Ka Kuch Photos Ko Collect Karke Facebook Se Apko Ek Video Create Karke Deta Hai. Aur Isme Apke Sirf 10 Photos Aur Status Ko Leke Ye Video Banaya Jata Hai.

Agar Ap Chahenge To Jo Apke 10 Photo Ke Video Banaya Hai Usko Replaces (Edit) Bhi Kar Sakte Hai.

Basically Apke Yaadgar Images Ke Liye Facebook Ke Taraf Se Apko 2019 Ka Kuch Images Ka Video Banake Dega. Facebook Yearinreview Video Dekhne Me Bhi Kafi Acche Hota Hai.

So Aap Jarur Banaye Aur Facebook Par Post Kare. Aiye Ab Jante Hai: Facebook Year in Review Video Kaise Create Karte Hai (How to make facebook year in review video 2020).

Facebook Year in Review Video Kaise Banaye 2020

Dosto Facebook Par Year In Review 2020 Video Create Karna Bhut Hi Aasan & Simple Hai Apko Bas Step By Step Mere Sath Chalna Hai.




Step 1. Login Facebook Account:

Sabse Pahle Ap Apna Id Aur Fb Password Dalke Facebook Account Login Kare.

Step 2. Go to Memories:

Facebook ID Login Ho Giya Hai. To Aap Yaha Facebook Memories Par Click Kare.
Ya Phir Agar Aap Kisi Ka Video Dekhe Hai. To Uske Video Ke Niche Watch Yours Likha Hai. Usspar Click Kare. Baki Same Process Hai Niche Step Dekhe.

Step 3. Edit or Share Video:

Link Par Click Karte Hi Apke Samne kuch is Tarah Ke Page Open Hoke Aayega Niche Screenshot Ke Sath Follow Kare.
facebook par year in review 2016 video kaise banaye [SolutionInHindi]
Edit: Agar Aap Facebook Year In Review Video Ko Edit (Replace) Karna Chahte Hai. To Yaha Edit Video Par Click Karte Hi Apke Samne Is Tarah Ke Page Aayenge.
facebook par year in review 2016 video ko edit (replace) kare
  1. Edit Karne ke liye sabse pahle Replace This Post Par Click Kare.
  2. Pop Up Page Aayega Yaha Jo Image Ko Replace karna Chahte Hai Usko Choose Karke Done Kar Dene Se Apke Photo Replace ho Jayega.

Share: Agar Ap Yaha Share Video Par Click Karenge Toh Apke Samne Ek Pop Up Open Hoke Aayega Kuch Iss Tarah.

facebook par year in review 2016 video Ko post kare
Apko Yaha Post Par Click Kar Denge Toh Ye Video Published ho Jayega.

Lijiye Ab Apka Facebook Year In Review 2020 Create Hoke Successfully Published Bhi Ho Gaya Hai.

Issi Tarah Aap Facebook Year In Review 2020 Video Make Karke Apne Friends Ke Sath Share Kar Sakte Hain.

More Facebook Tips and Tricks:

  1. Facebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide
  2. FB Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika.
  3. Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare.
  4. Poke क्या है और कैसे Use करे?
  5. Facebook Account (ID) Delete Kaise Kare Permanently
  6. FB Business Page Kaise Banaye – Full Guide.
  7. Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips.
  8. Fb Auto Liker App Se Unlimited Likes Kaise Badhaye [100% Working].
  9. Facebook Account Deactivate Kaise Kare – Full Guide.
  10. FB For Creator Kya Hai (What Is Facebook Creator In Hindi)?
  11. Facebook Account Safe Kaise Rakhe [Top 5 Secret Tips 2020]
  12. One-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare.
  13. Facebook Par Like Kaise Badhaye Mobile Se – Full Guide
  14. Fb Page Like Ke Liye Sabhi Friends Ko One Click Invite Kaise Kare.
  15. Facebook Password Change Kaise Kare – [Detailed Guide]

Conclusion

Is Article Me Facebook Year in Review Video Kaise Create Kare Step by Step Guide with Screenshot Ke Sath Details Me Bataye Gaye Hai. Agar Apko Fb Year in Review 2020 Video Create Karna Hai. To Is Article Bataye Gaye Steps Ko Acche Se Follow Kare.

Facebook Year in Review Ek Accha Feature Hai. Jisse Hamare Memories Ko Aur Bhi Yaadgar Banate Hai. Isme Aap 10 Images Aur Status Post Ko Bhi Attach Karke Video Make Kar Sakte Hai.

Mujhe Ummid Hai Apko Ye Feature Accha Laga Hoga. Agar Apko Year in Review Video Banane Me Koi Problem Ho Rahi Hai. To Hamare Facebook Page Par message Kare. Fb Group Join Kare. Aur Is Article Ko Facebook Par Abi Share Kare.

Published on: Dec 10, 2016, at 20:59
Update on: Dec 06, 2019 at 10:30 AM

पिछला लेखFacebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide
अगला लेखFacebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

4 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें