Olx Ek Aysi Website Hai Jiske Madad Se Aap Asani Se Apke Purane (Old) Saman (Products) Jaise – Mobile, Car, Bike, Homes, Etc Sell Kar Sakte Hai. Olx Par Sab Kuch Bikta Hai. Basically Hamare Pass Koy Bhi Saman Purani Ho Jane Ke Baad Istemaal (Use) Karne Ki Maan Nhi Karta. Our Ham Sochte Hai Kaise Old Saman Ko Sale Kare Wagaira,

Lekin Abhi Aysa Ho Giya Hai Ke 50% Se Bhi Jiyada Log Koy Kisi Se Maatlab Nhi Rakhta. Sabke sab Apne Kam Me Busy Rahte Hai. Yaar Kuch Sale Karne ke liye Hamare Jan Pahchan Jiyada Hona Chahiye. Lekin Kabhi Kabhi Jaan Pehchan Hone Par Bhi Hamare Saman Jhatse Bech Nhi Pate. Toh Hota Ye Hai Woh Old Saman Hamare Pass Pade Rahke Khatam Ho Jate Hai. Agar Apke Sath Bhi Aysa Kuch Hai Toh Olx Par Old Products Sell Kaise Kare – Solution In Hindi Iss Article Ko Dhayan Se Padhte Rahe. Kyu Ki Olx Se Aap Apke Nearest City Par Asani Se Koy Bhi Old Saman Ko Internet Se Jaldi Sell Kar Sakte Hai. Olx Pe Bechna Hai Toh Chale Jante Hai What Is Olx In Hindi.
Olx Kya Hai
Basically Ye Free Advertising Company Hai. Jis Par Ham Apne Products Sells Karne Ke Liye Free Advertise Kar Sakte Hai. Olx Ke Founder Hai – Fabrice Grinda And Alec Oxenford, Ye Dono Milkar Banaye Hai. Olx Ka Headquarters Hai New York City.
- I Hope Ke Aap Olx Ke Bare Me Jan Gaye Honge, (Olx Hindi) Adhik Janne Ke Liye Olx Wiki Par Click kare. Toh chale jante hai (ओलक्स) Olx me apna purane saman kaise sell karte hai.
- Computer Me WhatsaApp Kaise Chalaye – Solution In Hindi.
- Mobile Me Recycle Bin Features Kaise Add Kare – Solution In Hindi.
- Android Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare (Full Guide)
- Mobile Battery Jaldi Fast Charge Kaise Kare Top 5 Tips.
- Command Prompt Kya Hai Or Kaise Use Karte Hai – Solution In Hindi.
Olx Par Old Products Sell Kaise Kare
#Computer Se Olx Par Free Me Ad Submit Kare:-
Step-1
Step-2
Step-3
- Apko Jo Product Sell Karna Hai Uska Title (Name) Dale (70 Characters Ke Ander Hi Hona Chahiye)
- Product Ke Category Choose Kare. (Mobile Hai Toh Mobile Or Agar Category Me Apke Sell Product Ke Name Nhi Hai Toh Other Kare.)
- Yaha Price Dale. (Product Ke Dam Kitna Chahte Hai Oh Dale)
- Description Dale. (Exple: Agar Apko Mobile Sell Karni Hai Toh Mobile Name, Model, Ram, Storage, Warranty Ye Sab Dale Taki Kharidne Wale Ko Samajh Ne Me Aasani Ho)
- Sell Karne Wale Product Ke Photos Upload Kare (Note: Original Photos Dalna Hoga. Internet Se Download Wagaira Nhi Chalega.)
- Apke Name Dale.
- Mobile Number De Jo Apke Pass Available Hai. (Kyu Ki Yaha Jo No Add Karenge Oh Number Par Verication Karega. Or Koy Coustomer Apko Message Ya Call Karega Toh Yaha Diye Gaye No Me Hi Aayega.)
- Yaha Apke City Name Dale.
- Apke Locality Dale (Nearest Place)
- Uper Diye Gaye Sabhi Open Ko Check Kare Sab Thik Dale Hai Ke Nahi. Agar Sab Sahi Hai Toh Finally Submit Par Click kare.
Step-4
Step-5
- View Ad Par Click Karenge Toh Jo Post Kiye Oh Dekh Payenge.
- Share On Facebook Par Click Karke Share Kar Sakte Hai.
- Computer Me Olx Ad Post Kaise Karte Hai. (Computer Me Olx Kaise Use Kare) Oh Jangaye Ab Mobile Se Olx Par Ad Post kaise Karte Hai Oh Janenge.
- Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare.
- How To Recover Deleted Messages On Facebook In Hindi.
- Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika.
- Facebook Post Par Like Comments and Friends (Request) Kaise Badhaye – (Without Any Software)
- Facebook Account Me Single Name Kaise Rakhe.
#Mobile Se Olx Par Free Me Ad Submit Kare:-
Step-1
Download Olx
Step-2
Step-3
Step-4
- Select Location Par Click kare.
- Ab Apko Apke City Ke Name Likhke Search Karke Add Kare.
Step-5
- Ab Aap Sell Ki Button Par Click Kare.
- Sell Ki Button par Click karte hi apke mobile Camera On ho jayega. Ab jo saman sell karne ke liye rakhe hai uske 3-4 Photo Click karke Upload Photo par click kare.
Step-6
- Yaha Apko Jo Saman Sell Kar Rahe Hai Uska Kimaat (Rs) Kitna Chahte Hai Dalke Set Price Par Click kare.
- Sell Products Ke Category Choose Kare.
Step-7
Product Category Select Kar Liye hai toh ab apko Description Dena Hai. Example Niche Screenshot Ke Sath Samjhe.
- Choose Category: Jo Aap pahle hi Choose kiye the. (Agar Nhi Kiye Hai Toh Yaha Click karke Karle)
- Price: Agar Aap Sell Product Ke Price (Rs) Nhi Diye Hai Ya Phir Change (Edit) Karni Hai Toh Yaha Click Karke Kar Sakte Hai.
- Description: Ye Option Bhut Hi Important Hai. Yaha Apko Saman Ke Bare Me Batana Hai. (Example: Agar Aap Mobile Sell Kar Rahe Hai Toh – Mobile Ke Model, RAM, Storage, Camera Etc. Kuch Iss Tarah Apko Description Dena Hai.)
- Uper Me Sab Kuch Dal Diye Hai Toh Ab Aap POST YOUR AD Par Ok Kare.
Step-8
- Mobile Number Verification Karne Ke Liye No Dale.
- No Daal Diye Hai Toh GET OTP par click kare.
- Kuch Der Wait Kare, Yedi Aap Jo No Apke Mobile Me Abhi Laga Hya Hai Toh Automatically Code Aajayenge. Nhi Toh Message Check Kare Phir 4 Digit Ka Code Hoga Usko Yaha Dale.
- Code Aa Jane Par Verify Par Click Kare.
Note:-
- Agar Verification Code Nhi Aa Rahe Hai Toh RESEND CODE Par Ok Karke Kuch Der Wait Kare.
- Yedi Phir Bhi Nhi Aaye Toh GIVE A MISSED CALL TO VERIFY Par Click Karke Verify Kar Sakte Hai.
Step-9
Ye Bhi Padhe:-
- Email Account Kaise Banate Hai (SolutionInHindi)
- Google Par Gmail Account Kaise Banaye.
- Google Plus Account Kaise Banate Hai.
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye [Complete Guide]
- Twitter Kaise Use kare – Step By Step
- Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye -(SolutionInHindi)
- Apna Facebook Page Kaise Banaye.
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare.
- Facebook Group | Google+ | Facebook Page| Twitter | Pinterest | LinkedIn | Delicious |
Olx Pe Bech De Rahe And SolutionInHindi par Visit Karte Rahe. Agli Post Me Bataunga Quikr par Old Products Sell Kaise Kare. and (Olx Se Paise Kaise Kamaye)
Thank You…
Thank you amir Onick denir old mobile bachir chol Ami kastomir pachhena Akhon olx debo ..
nice
Nice Bro Mara Bohut Help keya ha aur agya vi Help Karna Bhi Jo viebolu app s mara Help Karna Thanks
Olx Best Place Hai Old Samand Ko Sell Karne Ke Liye. Aap Ad Submit Kare Dekhenge Customer Ane Lagenge..
Supra í ½í±í ½í±í ½í±í ½í±í ½í±í ½í±í ½í±í ½í±. App koak bate puch na that Mara ka dost that mara ko bolrahatha ak website created ho ga To mayne bolo Haa Bro Hoga kya
Everytime mera support hai apke sath. bas apko question karna.
I like you Solution In Hindi .Com Bhai Mobile apps kaise Banaya a post Karo na Bhai plz. …….!!!!!
Bro mara Computer Sitting me tora problem ha thik hoga kya bro
Kuch day Wait Karo..
Bhut Hi Jald Mobile Apps Ke Bare Me Jankari Diye Jayenge.. Visit Karte Rahe, Thanks..
Wow…
Good. One
Problem Toh Batao yaar..
Tabhi Na Bata paunga..
Thanks & Visit Again..
Excellent Job Sir……..
Sir Ek Question Tha Mujhe Snapdeal k Bareme Thora Bahut bhi gyan nahi ha……To ap Thora kast krke Snapdeal Kya ha iss Bareme Post Kariyega to bhut Maherbani Hoga……
Can I know how many days will I get a response?
Lucky
Fabulous, what a blog it is! This blog provides helpful facts to us, keep it
up.
Excellent beat ! I wish to apprentice while you amend your site, how could i subscribe for
a blog site? The account helped me a acceptable deal. I had been tiny bit acquainted of this your broadcast provided bright clear concept