
Twitter Kaise Use Kare? Puri Jankari Hindi Me Jane
Twitter Kya Hai? – (What is Twitter in Hindi)
Twitter Account (ID) Kaise Banaye? – (How to create twitter ID in Hindi)
Step1: Twitter Account Create karne ke liye twitter ki official website jo (www.twitter.com) par visit karke, Sign Up me click kare, or next step follows kare.
- Apka Full Naam type kare.
- Yaha apka Phone Number ya Email (gmail) ID dono me se Ek hi dijiye, jo apke pas abhi hai wahi dale.
- Password Dijiye, jo aapko yaad rahe kyu ki ahi Password apke Account me rahega.
- Yaha sirf Tick laga de.
- Ab Sign up me Click kare.
- Yaha 6 Digit wala code Dale.
- Uske bad Verify me Click kare.
- Re-Send SMS par click kare.
- Dosra Number dena chahte hai, toh Edit Phone Number me click karke de sakte hai. Baki process same hogi.
- Username bole toh jo aapke apke account ke identity hota hai. iska used aap login se leke @replie, follower message karne ya fir Post Add karne me kaam aate hai. Apke Profile ke URL bhi hota hai, Jaise (Solution In Hindi) Ka Username hai @SolutionHindiMe Aur Profile Hai: https://twitter.com/SolutionHindiMe Hamare sath connected rahne ke liye page ko follow karna na bhule.
#3 Agar aap Username Choose nahi karna chahte hai toh Skip me click kare.
Twitter Kaise Use Kare – (How to use Twitter in Hindi)?
Friends Twitter Account Use Karna Bhut Hi Simple Hai. Niche Bataye Gaye Point Ko Follow Kare:
#Twitter Par Profile Photo Upload Kaise Kare?
- Edit profile mei Click kare.
- Ab Upload Photo mei.
- Abhi Add a Photo Mei Click kare.
uske baad Apply mei Ok kare phir Save Changes karte hi apke profile photo upload ho jayega. Cover photo ke liye bhi same process karne se apke cover photo upload kar sakte hai.
#Twitter Par Tweet (Post) Kaise Kare? (How to Tweet in Hindi)
- Right Side Tweet likkha hoga hai usme Click kare.
- Tweet me click karne ke baad Compose New Tweet ka Box Milega Uper me dekh sakte hai, Box me jo apko post karna hai Type kare.
- Tweet type karne ka baad niche Tweet me Click karne hi apka Post Upload ho jayega.
- Aur Agar Aapko Gif, Location ya Photos tweet karna hai, toh iss options par click karke kar sakte hai.
- FB Par Like Kaise Badhaye | Unlimited FB Like Trick
- Facebook Group Ki Custom URL Kaise Set Kare – Full Guide
#Twitter Par Message Kaise Bheje?
- Sabse pehle aaap message options me click kare. Phir new message me yaha Username Dale Username dalte hi niche uska Profile Show Karega usse select kare. (Username ke bare me upar mei bata diya giya hai) jaise @SolutionHindiMe
- Username Select karne ke bad Next me Click kare. Aab apke samne inbox open ho jayega, ab jo message karna hai kar sakte ho, baki Whatsaap, Fb ki tarah hai.
#Twitter Pe Tag Kaise Kare?
#Twitter Par Retweet Kaise Kare?
- Screenshot me jo Symbol hai, iska naam retweet hota hai. Aap jis Post (Tweet) ko Retweet karna chahte ho Uske niche is Symbol me Click kare.
- Yaha Aap chahe toh Comment heading de sakte hai. Yani kuch apna message likhna chahte hai, toh likh sakte ho.
- Ab Tweet Mei Click kare.
- All Done! Successfully Retweet ho jayega.
#Twitter Par Hashtag Kya Hai Aur # Kaise Use Kare?
- Hashtag (#) use karne ke liye apko sirf tweet karne se pehle jo hashtag use karna chahte ho usko add yani mention karna hoga.
Twitter Shortcuts Keyboard for PC user
Agar aap pc mei twitter user karte ho apke liye niche bataye gaye shortcuts bhut hi kam ka hai. Isse aap twitter ko fast operate kar sakte ho.
#Actions Keyboard Shortcuts:
CTRL-ENTER – Send Tweet.
#Navigation Keyboard Shortcuts:
? – This Menu.
J – Next Tweet.
K – Previous Tweet.
Space – Page Down.
. – Load New Tweets.
Timelines Keyboard Shortcuts:
G+H – Home
G+N – Notifications
G+R – Mention
G+P – Profile
G+L – Likes
G+I – List
G+M – Message
G+S – Settings
G=U – Go To User Profile
Ye Bhi Padhe:
- Command Prompt Kya Hai? Kaise Use Kare Jane Hindi Me.
- Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye.
- Windows 7 Install Kaise Kare – Puri Jankari Hindi Me.
- Time Set Karke Computer Auto Shutdown Ya Restart Kaise Kare.
- Slow Laptop/Computer Ko Fast Kaise Kare.
- What is Operating System in Hindi?
- Vodafone Free Caller Tunes Activate Kaise Kare?
Conclusion
Ummid Hai Aapko, Twitter Kya Hai? Twitter Account Kaise Banaye? Aur Twitter Kaise Use Kare? (How to Use Twitter in Hindi) Puri Jankari Mil Gaye Honge. Agar Apke Koy Sawal Hai Toh Niche Comment Karke Hame Jarur Bataye. Jitna Jaldi Possible Hoga Apko Jawab Mil Jayega. Ya Phir Aap Hame Twitter Par Message Kare. (Username @SolutionHindiMe).
Twitter Par Message Kaise Bheje? Aur retweet, tagging, tweet, hashtag meaning in Hindi? In sabhi ke bare mei Janke Apko Kaise Laga Hame Jarur Bataye. Aur SolutionInHindi Ko Agar Aap Abhi Tak SUBSCRIBE Nahi Kiye Hai, Toh Abhi Karle, Kyu Ki Iss Site Par Regular Helpful Jankari Post Hote Rahte Hai.
Thank You Sir
Most Welcome @Basir
Nice Bro And thanks
Most Welcome Bro..