Hi Friends, Yedi aap Computer use karte hai toh aapko Recycle Bin Features ke Bare me Jante hi honge. Our Agar aap mobile user hai or Recycle Bin ke bare me Nhi Jante hai toh Bhi Koy Baat nhi hai. Kyu ki Aaj Ham Leke Aaye Hai Android Mobile Me Recycle Bin Features Kaise Add Kare – Solution In Hindi. Jaise Computer me hote hai same waise hi, Iss Post Par Apko Recycle Bin Kya Hai, Recycle Bin Kyu Use Kare, Recycle Bin use karne Ka faida Kya Hai Matlab Recycle Bin Features Ke Bare me Complete Guide diye jayenge.
Recycle Bin Kya Hai
Recycle Bin Features Ke Fayde Kya Hai.?
Mobile Me Computer Jaise Recycle Bin Folder Kaise Add Kare :-
Uske Liye niche Diye Gaye 3 Important Apps aapke smartphone me download kare, Jiyada MB ke nhi hai aap 3 no Apps (Software) ko Install karle uske bad apko jo apps pasand aaye usko use kare.
EX File Explorer Se Mobile Recycle Bin Features Use Kare :-
EX File Explorer Features :-
Smart Lock bhi Available hai, Our Network Type ke subidhaye bhi available hai jaise – LAN, Cloud, FTP, Android TV, Bluetooth, Remote & Net Manager, Sender. Itna sab kuch apko iske ander mil jayega. Dosto me bas apko itna hi kahunga ke ek apps me agar inta sara features de toh kyu na ham iska fayda uthana chahunga.
- Toh chale jante hai EX File Explorer se mobile me kaise recycle bin add kaise karte hai. How to create recycle bin in mobile.
Download & Use EX File Explorer App :-
1. Sabse pahle aap EX File Explorer ko apke smartphone me download kare. Niche download button me click karke download kar sakte hai.
DOWNLOAD
2. Download ho giya hai toh apke mobile Install kare.
3. Install Ho giya hai toh left side ke upar me Menu hai uspar click kare.
4. Menu me click karke niche dekhe Recycle bin Enable hai ke nhi.
5. EX File Explorer ke menu me agar Recycle bin enable nhi hai toh usko Enable kare.
6. Lijiye hogiya apke android mobile me Recycle bin Start.
7. Ab jJabbhi aap yahase koy file ko delete karenge oh file/folder Recycle bin me jama rah Jayenge.
Note :-
Dumpster App se mobile Recycle Bin Use Kare :-
Dumpster Features :-
1. Agar aap chahte hai ke dumpster recycle bin me jama hya files/folder jo hai usko Schedule me rakhenge toh aap bilkul kar sakte hai.
Dumpster apko Schedule delete provide karte hai, Matlab ke aap chahte hai ke recycle bin me jame files ko abhi delete nhi karke baad me kisi time set karke woh automatically Khud ba khud Delete ho jaye Permanent ke liye. Toh aap ye kar sakte hai.
2. Dumpster apko Password protection bhi dete hai. matlab aapko dumpster ko secure rakhne ke liye kisi other apps locker ki jaruraat nhi padegi.
Without permission ke dumpster koy open hi nhi kar payega.
- Toh Chaliye jante hai kaise dumpster ke madad se apne mobile phone me recycle bin istemaal karte hai.
Download And Use Dumpster App :-
1. Sabse pahle aap Dumpster app download kare. Niche diye gaye link me jake kar sakte hai.
2. Dumpster download ho giya hai toh Install karke Open kare.
3. Open karte hi apko demo dikhayega (kaise kya karna hai) . Dekho ya phir Skip karke age badho.
4. Itna karne se apke mobile me Recycle bin start ho jayega.
5. Abhi Recycle bin blank (Khali) hoga. kyu ki koy bhi file delete nhi kiye hai.
6. Pahle kisi faltu file ko delete kare. Uske baad Dumpster ko open karke check kare.
7. Agar Dumster ke Recycle bin me woh deleted file hai to Apke mobile me recycle bin chalo ho giya hai.
Note :-
- Dosto ab jabhi kisi files ko delete karenge toh files dumpster me jama rah jayega.
- Dumpter app se Recover karna hai toh Dumpster open kare uske bad jis file ko restore karna hai us par click kare uske bad niche Restore likkha hai wahase kar sakte hai.
- Agar apko Dumpster ko Empty karna hai Uper ke left side ke menu me click kare uske bad sabse pahle hai Empty Dumster uspar click karke kar sakte hai.
- Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare.
- Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika [Secret Trick]
- Common Service Center Se Unlimited Paise Kaise Kamaye.
Recycle Bin App Use Kare :-
Dosto Mobile me Recycle bin use karne ke liye recycle bin app bhi available hai jo Android mobile ke liye hi bana giya hai. Our ye kafi acche our user ke maan pasand hai kyu ki iss app ko use karna bhut hi easy (aasan) hai. Our ha recycle bin app ko Trash naam se bhi jana jate hai. kheer chale jante hai isko Recycle bin app istemaal kaise karte hai.
1. Sabse pahle aap apke mobile me recycle bin app ko download kare. download link niche hai.
DOWNLOAD
2. Recycle bin download hogiya hai toh install karke Open kare.
3. Lijiye Ho giya bas itna hi, Aab jo file delete karenge woh file automatically apke mobile ke recyclebin apps me aajayenge.
5. Ab apko jis file ko delete karna hai usko Select kare
6. Select karke Permanetly Delete File Par click karke kar sakte hai.
7. File recover karne ke liye file ko Select karke Restore par click karke kar sakte hai.
Ye Bhi Padhe :-
- Google Par Gmail Account Kaise Banaye.
- Google Plus Account Kaise Banate Hai.
- Google Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare (Full Guide).
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye.
- Time Set Karke Computer Automatic Shutdown Ya Restart Kaise Kare.
- Pendrive Ko Bootable Kaise Banate Hai Step By Step Jane.
- Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye.
- Apna Facebook Page Kaise Banaye.
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare.
- Facebook Account Me Single Name Kaise Rakhe.
- Twitter Kaise Use kare – Step By Step.
very nice amir khobvalo Help holo….!!!!
Thank you Bhai Ham app se ak bate bolna chhata ha
Thanks bro Android mobile ka pattern lock ka bara me kuch bolna chaha ta ha bor……!!!!!
Ok Bolo..
Thanks & Keep Visiting..!
Ok Agli Post Mobile Pattern Unlock Ke Hi Karunga..
Visit Karte Rahe..
And Thanks For You Complement..
Wow yr
Helpful Article..
Olx se praise kama sakte hai kya..?
Ha Olx Se Acche Paise kama sakte hai, agar aapke sell karne ki knowledge hai toh..!!
Fabulous Job Yar………
Apna to Kamal Kar diya a Post Krke……Such ma…….
Ma apka or salutioninhindi.com ka Fan Ban gaya hu year…..♥♥♥♥♥
Thanks..
Visit Karte Rahe Our Bhi Bhut Kuch Sikhe Ko Milega..!
Nice article bro thanks for sharing this article
Thank You! Ramananda