Android Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root & With Root: Jee Han Dosto Aaj ham baat karenge “RAM Kaise Badhaye Without Root & Rooted Phone Ki RAM Kaise Badhaye”.
Iske bare me ap ko is article se complete guide mil Jaye gi. Jisse apke android mobile ki ram badi asani ke sath increase kar sakte hai.
Agar aap soch rahe hai, Smartphones ki RAM increase karna possible nhi hai, toh aap bilkul galat hai.
Kyu ki abhi technology ayse develop kar rahe hai, Jiske bare me haam soch bhi nhi sakte hai, Badi badi technology companies ne har roj kuch na kuch anokha karte hi jaa rahe hai.
So many smartphones ke RAM kam hai Jaise- 512MB ya 1GB. Or Internal Memory bhi bhut kam ate hai.
Toh kam RAM & Memory, wale mobile ke problem ye hai, kuch application install karne ke bad mobile hang ho jata hai, Matlab mobile performance thik se kam nahi karta hai.
Aur new user sochte hai, Mobile kharab ho giya hai. Lekin aysa kuch nhi hai, asal (Real) me hamare mobile RAM Kam hone ke wajahse hang Jaise problems ate hai.
Aur hang se bach ne ke liye ek hi Solution hai, Mobile RAM Space ko khali clean up rakhna hoga. jisse hamare mobile speed thik rahe.
Toh chaliye sabse Pehle ham Mobile RAM Kiya Hai iske bare me janlete hai. What Is RAM In Hindi?
RAM Kya Hai (What is RAM)?
Dosto RAM ka full form hota hai- Random Access Memory. mobile ho ya pc sabke ander RAM hote hai, Aur ye mobile ke bhut hi important hissa hai.
RAM ke wajhse hamare mobile Speed thik rahte hai, Lekin jab ham mobile me apps install karte hai. Toh hamare mobile ki RAM space bharte jata hai, Aur Jab ram space kam ho jate hai. Mobile hang marna start kar deta hai.
Ab apko andaza lag giya hi hoga mobile me RAM ki kaise value hai. RAM or Processor ke bare me details se ek artical main bhut jald hi karunga. Jisse apko mobile ya pc lene ke time me kafi helpful rahega.
Toh chale jante hai Android Mobile Ki RAM Space Kaise Increase Karte Hai Without Root.
RAM Kaise Badhaye Without Root (Increase RAM Without Root In Hindi)?
Ram Increase Karna Bhut Hi Asan Hai, Wayse Me Apko Aaj Do Tarika (Method) Batane Wala Hu, Jisse Aap Easily Apke Android Mobile Ke RAM Badha Sakte Hai. Jaise Ki Me Pahle Bataya Tha Ke Without Root Ke Mobile RAM Kaise Increase Kare.
Aur Rooted Mobile Ki RAM Kaise Increase Karte Hai. Toh Chale 1st Method Bina Root Ke RAM badhane ka Tarika jante hai-
Mobile Ki RAM Kaise Badhaye Without Root:
- Sabse Pehle Aap RAM Control Extreme Pro App Ko Download Kare.
- Ab Play Store Se RAR App Ko Install Kare.
- Now RAR App Me RAM Control Extreme Pro Ko Select Karke Open Kare.
- Download RAM Control App Install Karke Open Kare.
- Open Ho Gaya Hai Toh Settings Me Click Kare.
- Ab RAM Boosting Levels Option Par Ok Kare, Phir Super eXtreme Ko Select Kare.
- Auto RAM Boost Frequency Par Ok Kare, Phir Per 30 Mins Choose Kare.
- Now Auto RAM Boost Level Par Click Karke, Super eXtreme Select Kare.
- Last Option Notify Auto RAM Boost Par Tick (✔) Laga de.
- Now Task Killer Par Ok Kare. Phir Kill Button Me Ok Kare.
- Back RAM Booster Par Click Karke, START Par Ok Kare.
- Pop Up Notification Me Bhi Start Par Click Karde.
- Done! Apke Mobile Me RAM Booster Start Ho Chuka Hai.
- Per 30 Mins Ke Baad Automatically RAM Boost Ho Jayega.
➨ Download Free RAM Control Extreme Pro App.
- Screenshot Here.
Download RAR And Install RAM Control Extreme Pro App. |
Click On RAM Control Extrem Settings, Then Click On RAM Boosting Levels. |
Auto Booster Level Frequency And Choose The 30 Mins. |
Auto Booster Level, Then Select Super Extreme. |
Click On Notify Auto RAM Boost. |
Now Select The Task Killer, Then Click Kill Button |
Click START Button. |
Rooted Phone ki RAM Kaise Badhaye (Increase Phone RAM With Root)
- Actually Ye Pc Method Hai, Agar Apke Pass Pc Nhi Hai.
- Dosto Kisi Bhi Mobile Ke RAM Expanded Karne Ke Liye Sabse Pehle Hame Janna Hai, Ke Jo Mobile Me Ham RAM Expanded Karna Chahte Hai. Woh Mobile Me RAM Expanded Hogi Bhi Ya Nhi.
Toh Chale Pehle phone ki ram kaise check kare? jan Lete Hai.
Mobile Me RAM Expanded Kaise Check Kare:
- Sabse Pehle Play Store Se Memory Check And Swap File Check App Install Kare.
- Install Ho Gaye Hai Toh Open Kare.
- Ab Niche Roehsoft RAM Expander Test Par Click Kare.
- Memory Card Ko Choose Kare.
- Ab Niche Tab For Result Par Ok Kare.
- Congratulation! Message Ata Hai Toh Apke Mobile Me RAM Expanded Ho Jayegi.
Root Mobile Ki RAM Increase Karne Ke Liye Requirements:
- Rooted Android Mobile.
- One Memory Card. (Kamse Kam 4GB Or Fast Bhi Honi Chahiye)
- Roehsoft RAM Expander (SWAP) Software.
- Play Store Se Install Kare ROEHSOFT RAM Expander App. Ye Free Ka Nhi Hai, Agar Apko Free Me Chahiye Toh Is Link Par Jake Download Kare – Download Free ROEHSOFT RAM Expander SWAP 3.51 APK.
- Aur Memory Card Ko Backup Jarur Karle, Kyu Ki Swap File Create Karne Se Memory Format Ho Sakte Hai.
Rooted Mobile Ka RAM Kaise Badhaye (With Root Tricks):
- ROEHSOFT RAM Expander App Download Kare,
- Download Ho Gaye Hai Toh Install Karke Open Kare.
- Ab Niche Optimal Value Par Click Kare.
- Now SwpFile Me Click Kare, Kitne GB Increase Karni Hai, Choose Kare.
- Swap Active Par Ok Kare.
- Ab Swapfile Create Honi Start Ho Jayegi. Wait for a Moments.
- Create Ho Gaye Hai Toh Ab Right Side Me Autorun Par Click Kare.
- Done! Mobile RAM Increase Ho Chuki Hai.
Note:
Apke Mobile Ke Hisab Se Swapfile Me RAM MB Choose Kare. Jiyada GB Badhane se Apke Mobile Unstable Ho Sakta Hai.
Swap File Ke Option Me Aap Soch Samajh Ke MB Choose Kare. (1024 MB = 1GB) Mere Hisab Se 1-2GB Tak Hi Increase Kare. Our Ye Virtual Memory Hota Hai.
Apko Mobile RAM Me Dikhai Nhi Dega, Total RAM Dekhne Ke Liye RAM Expander Me Jana Hoga.
Conclusion: RAM Badhane Ka Tarika
Kisi bhi phone ka ram increase karna possible hai chahe woh rooted phone ho ya na ho. par agar apka phone root kiya hua nahi hai toh rooted phone jaise RAM increase nahi hoga.
I Hope Ke Ab Aap Jan Gaye Honge “Mobile Ka RAM Kaise Badhaye” Koy Dikkat Nhi Ayega RAM Increase Karne Me.
Read More Mobile tips and tricks:
- Recovery Mode Kya hai?
- Phone ka lock kaise tode?
- Oppo Mobile Ka Lock Tode.
- Huawei Phone Ka Lock todne ka tarika.
- Mobile Me Software Dalne Ka Tarika.
- Phone Se deleted Photo recover Kare.
- Mobile FRP Lock Unlock Kare.
- Phone ko CCTV Camera Banaye.
- Mobile Me OTG kaise Connect Kare.
Agar Kisi Step Me Apko Samajh me Na Aye Toh Comment Karke Bataye. www.solutioninhindi.com Ko Subscribe Kare. Other Social Media Ke Liye Niche Ki Link Me Jaye.
awesome yr….
Ok dekhta hu
Ok..
Mara mobile ka RAM hoga kya Mara mobile ka name karboon A56
Mobile Ko Root Kare Phir Aap RAM Increase Kar Sakte Hai..
Thanku sir
Most Welcome & Keep visiting..
Aap Ye Post Padhe Hard Rest Kaise Kare Agar Phir bhi Problem Ho to jarur bataye.. Or Ha Service Stopped Ke Liye " Cache Clear " Kare.
my intex could 4 g star mobile not working hard reset and not backup unfortunately Google play service stopped
intex could 4 g star mobile hard reset nahi ho raga hai and unfortunately Google play service has stopped sir kuch jankare dai
intex could 4 g star mobile hard reset nahi ho raga hai and unfortunately Google play service has stopped sir kuch jankare dai
Sir mere mobile me root deta nahi hai
Sir mere mobile me root dera hi nahi hai
sir mera mobile karbon A19 h to kya issme RAM increase ho jayega.
Zip file is not install my mobile plz help me
Kya Show Kar Raha Hai Install Karte Time?
Haa Agar Aap Upar Bataye Gaye Steps Ko Sahi Se Follow Karenge Toh RAM Increase Ho Jayega..
Yaha Details Se Bataye Gaye Hai Root Kaise Kare Aur Agar Apke Pass PC Nahi Hai Toh Ye Post Padhe – Android Mobile Root Kaise Kare – Without PC
Aap Ye Post Read Kare Root Kaise Kare Aur Agar Apke Pass PC Nahi Hai Toh Ye Post Padhe – Android Mobile Root Kaise Kare – Without PC