Android Mobile me kisi apps ko hide karna hai? Jisse aap koy bhi apps ko apke mobile me chupake rakhe. Agar apke jawab “Yes” hai toh ‘Android Mobile Me Apps Hide Kaise Kare‘ is article ko carefully read kare, Isse aap kisi bhi android phone me install app ko asani se hide karke rakh sakte ho.
Normaly abhi ke time me mobile phone hone ki wajahse har kisi ko smartphone use karna aata hai, Aur agar apke kisi ko thodi der ke liye mobile denge toh woh sabse pehle apke Menu me jake dekhta hai apke mobile me kya kya apps installed hai.
Basically apps ko hide karne ka reasone hota hai Facebook aur WhatsApp kyu ki kabhi kabhi to ayse bhi hota hai apne kisi ko phone diya aur woh apke whatsapp ya fb use karna start kar deta hai, Aur ye apke privacy ke liye harmfull ho sakta hai, So agar aap kisi apps hide karke rakhenge toh apko koy app locker ki jarurat mahi padega.
Actually mere experience me app lock provide karne wale jiyadatar app bhut bhari hota hai aur mobile use karne me dikkat bhi hoti hai, kyu ki Locked Apps open karte time har bar Pattern ya password unlock karna padega, Aur ye really sabko boring and disturbing mehsus hota hai. so kisi important apps ko hide karke rakhna sabse best tarika hota hai. Isse kisi ko pata bhi nahi hoga apke mobile me konsi apps installed hai.
So Apps ko hide karna bhut hi simple tricks hai, chale step by step jante hai ‘How to Hide Apps on Android Phone in Hindi‘.Isse ap asani se Facebook ya Whatsapp hide kar sakte ho.
Android Mobile Me Apps Ko Hide/Unhide Kaise Kare
So friends android mobile me apps ko chupana bhut hi simple hai, App hide karne ka 2 Tarika hai, Pehle phone ke settings me jake app disable karna, Aur dusra kisi third-party apps lunchers se hide karna, So chale ham pehle 1st method ko jan lete hai.
Mobile Me Apps Ko Hide Kaise Kare without Launcher App
- Sabse pehle phone settings me jaye.
- Settings me apko Apps ka option milega uspar click kare.
- Ab jis app ko hide karna hai us Apps par tap karke Disebale par click kare.
- Disable karne se data delete ho jayega Aggreee hai toh DISABLE APP par tab kare.
- Ab App Uninstalled ho jayega but app mobile me properly rahega.
- Done! apke mobile se Apps Successfully hide ho chuka hai.
Hide (Disable) app ko dekhne ke liye settings par jake apps me enter karke All Aps par click kare, phir niche Disabled par click karke asani se dekh sakte ho. Aur Unhide karne ke liye Disable par jake ENABLE par tap karne se successfully unhide ho jayega.
Note: Agar ye trick sabhi apps par kam na kare toh ‘apps ko chupane wala apps” download kare uski jankari niche steps ko follow karo.
Apps Hide Kaise Kare?
- Sabse pehle apke phone me play store open kare.
- Ab search bar me “Apex Launcher” enter karke search kare.
- Now Install par tap karke app ko phone install kare.
- Install ho gaye hai toh Apex Launcher app ko open kare.
- Now Apex settings par click kare. (Agar nahi mil raha hai toh Apps Menu me find kare jake).
- Now Drawer settings par click karna hai.
- Ab apko top par Hidden apps milega uspar tap kare.
- Now jis apps ko phone me hide karna hai Apps select kare.
- Select kar liye hai toh upar SAVE par tap kare.
- All Done! Ab apke mobile se Apps successfully hide ho gaye hai.
So friends isi tarah ap kisi bhi apps ko hide kar sakte ho, But agar apko unhide karna hai matlab ‘Hide app kaise dekhe‘ toh uski solution niche hai.
- Windows 7 Install Kaise Kare – [ Step By Step Full Guide ]
- Facebook Par Like, Comment Kaise Badhaye – (Real Tricks)
- Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips
- Facebook Account Deactivate Kaise Kare
Apps Ko Unhide Kaise Kare?
- Sabse pehle Apex Launcher App ki Settings Open Kare.
- Now Drawer settings par tap kare.
- Phir Hidden apps par click kare.
- Ab jis apps ko unhide karna hai usko unselect kare.
- Now top corner pe Save par click kare
- Done! apke phone ke hidden app successfully unhide ho chuka hai.
So friends isi tarah aapke Android mobile me kisi bhi Apps ko hide kar sakte ho. Ummid karta hu ‘Android Phone Me Apps ko Kaise Hide/Unhide Karte Hai‘ puri jankari apko is article par mil gaye honge.
Popular Articles:
- Android Mobile Se Deleted Text Messages Recover Kaise Kare
- Android Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare (Full Guide)
- Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare (Full Guide)
- Mobile Ko Root Kaise Kare Without PC – Solution In Hindi
- Slow Laptop/Computer Speed Fast Kaise Kare (Top 5 Working Tips)
- Android Mobile RAM Kaise Badhaye With & Without Root
- Kisi Bhi Mobile Me USB OTG Cable Kaise (Connect) Use Kare
- Mobile Android Version Update Kaise Kare (Badhaye) – Solution In Hindi
- Top 5 Tips Mobile Battery Fast Charge Kaise Kare
- Twitter Non-Followers Ko Ek Sath Unfollow Kaise Kare – Killer Tricks
- Phone Memory Kaise Badhaye | Internal Memory Increase Kare
- Facebook Par Like Kaise Badhaye Mobile Se – Full Guide
- Windows 7 Install Kaise Kare – [ Step By Step Full Guide ]
Solution In Hindi Ke Sath Update Rahne Ke Liye Abhi SUBSCRIBE Kare. And Other Social Link Yaha Hai- Facebook Group | Twitter | LinkedIn | Facebook Page |
Friends Computer, Mobile, Earn Money, Social Media, Facebook, YouTube, WhatsApp, Technology News & Internet Ki Puri Jankari Hindi Me Sikhte Rahe Or Dusre Ko Bhi Sikhate Rahe.