Zip File Kya Hai – Puri Jankari Hindi Me

Hi Friends, Aaj ham baat karenge – Zip File Kya Hai. Agar aap internet user hai or Reqularly Internet par time dete hai, Toh apko zip file ke bare me jarur pata hoga ke zip kya hai. yedi aapko nhi pata ke zip kya hota hai.

Toh bhi koy baat nhi kyu ki today haam zip ke hi bare me baat karenge. Kyu ki abhi internet par bhut use kiye jate hai. Our agar aap internet user hai toh apko ye post ko end (Khatam) tak acche se read karna chahiye.

Dosto aapne kabhi koy aysi file bhi download kiye honge jo zip file format me tha. Our ho sakta hai aap us documents ya file ko virus ya or kuch samajh ke delete ya jiyada dyan hi nhi diye honge. Agar aap internet se kuch acche cheeze download karte hai toh apko zip file ke sath sampark jarur hya hoga. Generally apko zip file koy software ya badi file jaise – Movie wagaira, Me jiyada milte hai. Ya phir koy secure file jaise – Documents me zip file use karte milte hai. Kyu ki zip format, Internet, Computer dwara send kiye file me viruses or hacker se protect karte hai.

zip kya hai - www.solutioninhindi.com

Apko toh pata hi hoga abhi internet use karte time kitna sabdhani se net use karna padhta hai. Dar laga rahta hai ke internet se koy virus, malwar hamare mobile, computer me na aajaye. Kyu ki internet ki virus kafi harmfull hote hai, toh agar aap zip format me koy bhi file kisi fiends ko send karenge toh ye sabke dar nhi rahega. To chale Zip file format kya hai ko or bhi acchi tarah se jante hai. what is zip file in hindi.

 

Zip File Kya Hai

Dosto zip file woh hote hai iske madad se haam multiple kuch bade (Big) files (data) ko ek sath ek hi folder ke under hi attach karke us folder ke size ko small (compression) karke rakh sakte hai. Isliye .zip file formt ko Archive File bhi kaha jate hai. Zip file format ke extension hai ” .zip or .ZIP ” me use hote hai. .zip file ke devloper hai Fhil Kats, First Implemented in PKWARE,Inc enterprise software company. Zip Initial release kiya giya hai – 1989 me
.Zip ek container hai jiske under basic files ko ek sath ek hi folder me arrange karke rakh sakte hai. Our woh 1 zip file ko download karne ke baad hame uske under jitne bhi file attach hote hai asani se mil jate hai.
Matlab Zip Format Bag ki tarah hai, Maan lijiye aap ek bag me kuch books wagaira rakhte hai, Our us bag ko asani se yaha uha safly leja sakte hai. and bag open karne se apko ek sath bhut sare books mil jate hai. Niche screenshot deke .zip file/folder kaise dikhta hai.
zip file folder screenshot - www.solutioninhindi.com
.Zip File/Folder Icon

Final Words

Ab aapko .zip file format ke bare me kafi jankari milgye honge. our age koy aysi file/folder ke samna hya toh delete karne ki koy jaruraat nhi hai. dosto agar aap student hai or Internet par sirf Facebook, YouTube, Jaise Other Social Media me time dete hai toh, Me apko suggest karunga ke thoda kisi or cheez me bhi dyan de. Example: – Agar apko Technology me interested hai toh tech releted news, Computer Tricks, wagaira me bhi time de. taki apko features technology career life me problems nhi aayega.
Next post me details se bataunga Zip File Ko Mobile Or Computer Me Open Kaise Karte Hai. And Zip File Kaise Create Karte Hai. So aap abhi tak hamare website www.SolutionInHindi.com ko Subscribe nhi kiye hai toh karle, Kyu ki iss site me apko kafi kuch jankari milte rahegi.
Ye Bhi Padhe:-
  • I Hope Ye Artical Apke Liye Faydamand Raha Hoga. Waki Me Helpful Raha Toh Apne Friends Ke Sath Social Media Par Jarur Share Kare. Our Niche Diye Gaye Link Me Jake Solutio In Hindi Ke Page Like Follow & Join Kare.
Facebook Page | Google+ | Facebook Group | Twitter | LinkedIn | Pinterest | Deliciouse |

 

पिछला लेखOlx Par Old Products Sell Kaise Kare – Full Guide
अगला लेखMobile Ko Root Kaise Kare Without PC – (Full Guide)
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

4 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें