Computer Me Qualcomm USB Driver Kaise Install Kare

Kya apke Computer Me Qualcomm USB Driver Kaise Install Kare? janna chahte hai, Ya aap mobile ko flash karna chate hain lekin apke system me Qualcomm USB driver na hone ki wajahse flash nahi kar paa rahe ho? Agar apke jawab ‘Yes’ hai.

Computer-Me-Qualcomm-USB-Driver-Kaise-Install-Kare

Toh ye article apke liye hai. Yahan apko step by step guide kiye gaye hai with screenshot jisse aap asani se apke system me Qualcomm USB Driver install kar payenge.

Qualcomm USB Driver Kya Hai?

Simple bhasa me, Ye ek USB driver hai jo android device ko pc ke sath communicate karne ke liye computer me install karna hota hai. Jisse ham Oppo, Vivo phone ko flash ya data transfer karne ke liye use kiya jata hai.

Dosto, Qualcomm USB driver install karne ka karan hai, System me USB driver install ke bina computer properly android device ke sath connect nahi kar pata hai.

Also Read: Oppo Mobile Me Software Kaise Dale.

Toh chaliye step by step Qualcomm Driver ko install kaise kare jante hain.

Computer Me Qualcomm USB Driver Kaise Install Kare

Kisi bhi Windows laptop/computer me Qualcomm USB driver install karna bhut hi asan hai uske liye apko bas yahan diye gaye steps ko follow kare:

#1: Sabse pehle Qualcomm USB Driver software Download kare.

#2: Ab Downloaded zip file ko unzip kare. (Zip kya hai aur Zip File download kaise kare yaha jane.)

#3: Extract folder ke ander setup file “QualcommUSBdriver.exe” hai uspar double click kare.

Qualcomm USB Driver Install Karne Ka Tarika (setup).png
Image credit: realimagess.com

Note: Driver Signature error show kare toh ‘Driver Signature error fix kaise kare‘ ko follow kare.

#4: Ab ‘ETHERNET-DHCP‘ option me tick karke NEXT kare.

How to Install Qualcomm USB Driver In Hindi

#5: Phir se Next ki button par click kare.

Install Qualcomm driver to next

#6: Ab terms and licence agreement ko ‘I Accept‘ me check karke Next kare.

Qualcomm driver terms and policy

#7: Now Install button par click kare.

Qualcomm-driver-install-process

#8: Phir se Install button par click kare.

qualcomm-driver-install-dialog

#9: Ab kuch der wait kare process complete hone tak, Ho jaye toh FINISH ki button par ok karde.

Qualcomm-driver-successfully-finish

#10 Sab kuch ho jaye toh ab system ko Restart kare.

Restart system

Done! Lijiye apke laptop/computer me Qualcomm USB Driver Successfully installed ho chuki hai. Jaise hi apke pc restart honge aap Qualcomm USB driver ke madad se android device ko connect karke phone ko flash ya data file transfer kar sakte hai.

Phone ko flash karne ke liye ye padhe: Kisi Bhi Android Mobile Me Software Kaise Dale.

Conclusion

Computer Me Qualcomm USB Driver Kaise Install Kare: Is article me apko Qualcomm USB driver kaise download karna hai aur kaise install karna hai sab kuch detailed me bataya gaye hai. Mujhe ummid hai apke liye ye article ‘Computer Me Qualcomm USB Driver Kaise Install Kare” helpful laga hoga.

Agar apko kahi kisi step me samjh me na aaye ya koi bhi dikkat aaye toh niche comment ke jariye ya fb page me directly message karke puch sakte hai. Issi tarah computer tips and tricks ki puri jankari hindi me sikhte rahne ke liye Subscribe kare aur Fb Group join kare.

पिछला लेखसिस्टम हैकिंग क्या है और कैसे हैक करें
अगला लेखHow to fix: Driver Signature Error Ko Fix Kaise Kare
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें