Home Voter ID EVP Verification Voter ID Verification: Just 5 Minutes Me Voter ID Verify Kare

Voter ID Verification: Just 5 Minutes Me Voter ID Verify Kare

Voter ID Verification Kaise Kare: Kya Apne “Voter ID Verification” Kya Hai? Agar Nahi Kiya Hai, To Just 5 Minutes Me Voter ID Card Ko Verify Kaise Kare Sikhe.

Is EVP Verification Ki Tutorial Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke, Asani Se Aap Apke Voter ID Card Ko Correction Karke Verification Kar Payenge.

Apko Pata Hi Hoga, September 1, 2019, Ko Election Commission Ne Electrol Verification Program (EVP) Launch Kiya Hai. Jo Last Month (Oct) Tak Verification Date Diye Gaye.

Election Commission ‘Sunil Arora‘ Ke Anusar, Last Date Ke Under hi Sabhi Bharatiyon (All indian citizens) Ko EVP Verification Karna Hoga. Yabi “Voter ID Verification” Karna Padega.

Agar Apko Voter ID EVP Verification Kya Hai Aur Iska Last Date Kab Tak Hai? Details Me Nahi Pata. To Previes Post “Voter ID EVP Verification” Me Bataya Hu. New Tab Me Open Karke Pade.

Apna Voter ID Verification Karne Ke Liye 5 Tarike (Method) Hai. Jo Main Apko Pechle Article Me Bataya Hu. Aur Woh 5 Method Me Se Bhi Aaj Ham Ghar Baith Ke ‘Free Me Voter ID Verification Kaise Kare?‘ Janenge.

Sirf Verification hi Nahi, Agar Voter Card Banate Samai Me Kuch Galti Hue Hai. to Ise Aap Free Me Edit, Modify, Yani Apna Voter Card Ko Correction Kaise Kare? Ye Bhi Janenge.

Aur EVP Verification Ke Liye Submit Kaise Kare. Sab Kuch Issi Post Me Aap Sikh Jayenge.

To Chaliye Step by Step Jante Hai – Voter ID Verification Kaise Kare Sirf 5 Minutes Me.

Voter ID Verification Kaise Kare – 5 Minutes Me Voter ID Verify Kare:

Jaise Ki Main Apko Pehle Hi Bata Chuka Hu. Voter Card Ko Verify Karne Ke Liye, Election Commission Dwara EVP Verification Ka 4 Method Diye Gaye Hai. Apko Jo Aacha Lage Usse Kar Sakte Hai.

voter-id-verification-kaise-kare

Lekin Personally Me Apko Advice Dunga. Aap Khud Hi EVP Verify Kare. Isse Agar Apke Voter ID Card Me Pehle Se Kuch Galat (Wrong) Information Dala Gaye Hai. Jaise Ki ‘Apke Name, Father/Mother Name, Date of Birth, Address, etc’

To Apke Infomation Apke Siwa Aur Kon Acche Se Bhar Sakte Hai. Ye Mera Advice Tha Aab Age Apka Margi.

Toh Chale Sabhi Method Ko Ek-Ek Karke Samajhte Hai Ki Voter Card Ko Verification Kaise Kare.




Method 1: Voter ID Verification Kaise Kare NVSP Se Just 5 Minutes Me?

NVSP Ek Official Portal Website Hai Jo Election Commission of India Dwara Sabhi Indian Ke Liye Banaye Giya Hai.

Aur Is Method Se Voter Id Ko Verify Karne Ke Liye Apko Just 5 Minutes Ka Time Lagega. Iske Liye Apko Kya-Kya Requirements Chahiye Woh Dekh Lete Hai.

Voter ID Verify Karne Ki Requirements (Documents) List:

Authenticate karne Ke Liye, Apko Niche Bataye Gaye Documents Me Se Kisi Ek Ka Scanned Copy Chahiye. Submit Karne Ke Liye. Niche Table List Dekhe:

S.No Documents Name Accepted or Not
1. Aadhaar Card Accepted
2. Bank Passbooks Accepted
3. PAN Card Accepted
4. Ration Card Accepted
5. Driving License Accepted
6. Indian Passport Accepted
7. 10th or 12th Marksheet Accepted
8. Farmer’s Identity Card Accepted
9. Latest bill for water/electricity/telephone/gas connection Accepted

 

  • Documents Scanned Kar Liye Hai. To Chaliye Voter ID Card Ko Step-by-Step Verify Karte Hai –

#1. Voter ID Verification Ke Liye NVSP Par Visit Kare:

New NVSP Account Create Karne Ke Liye. Sabse Pehle Aap NVSP Official Website Par Visit Kare. Phir Login/register Par Click Kare. Directly Jane Ke Liye Niche Button Par Click Kare.

NVSP

 

#2. NVSP Account Banaye:

Ab Apko Pehle Mobile Number Verify Karna Hoga. Uske Liye Number Enter Kare Aur Captcha Bharke ‘Send OTP’ Par Click Kare.

Kuch Der Wait Karne Ke Baad Apke Jo Number Dale The Uss Phone No Par OTP Aayega Usko Enter Kare.

Number Verification Ho Giya Hai. To Aab Apke Baki 4 Option Ko Fill Karna Hai.

Epic Number: Voter Card Ka Jo Epic Number Hai, Woh Yaha Enter Kare.

Email: Yaha Apke Email ID Dalna Hai. (Agar Apke Email Nahi Hai. To Yaha Se Email ID Banaye).

Password: Ab Apko Password Set Karna Hai. Jo Kamse Kam 6 Characters Ka Hona Chahiye. Unme Se Ek uppercase (‘A’-‘Z’), a digit (‘0’-‘9’), Aur Ek Special Character Honi Chahiye.

Example: “Solutioninhindi98@#%” Kuch Iss Tarah Honi Chahiye Apke Password.

Confirm Password: Yaha Apko Same Password Enter Karna Hai. Jo Password Option Me Dale Thee.

Itni Steps Ko Follow Karne Se Apke Account Create Ho Jayega. Account Successfully Create Hoke Login Ho Gaye Hai. To Next Step Follow Kare. Aur Nahi Hua Hai, Toh Apke Number Aur Password Dalke NVSP Account Login Kare.

Note: Agar Account Create Karne Me Koi Problem Ho Raha Hai. To Hamare Telegram Group Par Message Send Kare.


#3. Electrol Verification Program Par Click Kare:

Account Login Hone Ke Baad Apke Screen Par Electrol Verification Program Kar Ek Option Karega, Uspar Click Kare.

Ab Apko Yaha Baki Sirf 4 Easy Steps Ko Follow Karna Hai. Jo 5 Minutes Se Bhi Kam Samai Lagega.

 

#4. Verify Self Details: Voter ID Ko Verify or Correction Kare:

Agar Apke Voter ID Card Me Kuch Galt Information Fill Kiya Hua. To Aap Yaha Se Edit Kar Sakte Hai. Yani Name, DOB, Adress Ek Bar Check Kare Pehle Se Fill Kiya Hua Information Correct Ha Ya Nahi. Kaise Karna Hai Uske Liye Niche Ki Steps Ko Follow Kare:

Step 1: Verify Self Details Par Click karne Ke Baad. Yaha Apke Short Me Details Hoga Suke Right Side Me “Verify My Details” Par Click Kare.

Step 2: Yaha Apke Details Show Karega. Agar Apko Lag Raha Hai. Jo Information Pehle Se Fill Kiya Hua Woh Galat Hai. Toh Voter ID Correction Karne Liye Niche “Information displayed above needs correction.” Option Milega Us Par Click Kare.

Step 3: Ab Apko Option Diye Jayega Ke Apko Kya Correction Karna. Jaise Agar Name Change Karna Hai. To Name Ki Option Par Tick Lagaye. Aur Agar DOB, Address, Etc Sab Galat Hai.

To Apke Jo Bhi Correction Karna Hai. Uska Option Par Tick Lagaye. Aur Edit Par Click Kare.

Note: Agar Apke Sabhi Information Pehle Se Correct Fill Kiya Hua Hai. To Aap “Is information displayed above is correct.” Par Click Karke, Next Step Me Chale Jaye.

Step 4: Ab Apko Documents Upload Karna Hai. Yaha Apko Option Diye Jayega. Apko Konsa Document Upload Karna Hai. Document Type Me Click Karke Select Kare. Aur Document Number Dale Aur ‘Submit‘ Kare.

Submit Hone Ke Baad, Home Page Me Jaye Aur Aage Ki Steps Follow Kare –

 

#5. Polling Station Ka Feedback Provide Kare:

Agar Apne Details Verification Kar Liye Hai. To Ab Apko Polling Station Ka Feedback Dena Hoga. Matlab Aap Jaha Vote dene Jate Hai, Woh Jagah Ka Condition Kaise Hai, Kitne Duri Par Hai, etc. Apko Sirf ‘Yes’ Ya ‘No’ Par Simply Jawab Dena Hai.

#5. Family Member Ko Add or Verify Kare:

Polling Station Ka Feedback dene Ke Baad ‘Family Listing & Authentication‘ Kare. Yaha Apko Pehle Family Listing Karna Hoga. Yani Aapke Family Jitne Members Sa Sablo Add Karna Hoga. Aur Phir Verification Karna Hoga. Uske Liye Niche ki Steps Follow Kare –

Step 1: Family Listing:

Apke Family Member Ko Add Karne se Pehle. Apko Khud Family Se Add Hona Padega. Kuch Is Tarah –

#1: Sabse Pehle Aap “Add Self to Family” Par Click Karke Khud Ko Family Me Add Kare.

#2: Ab Yaha “Epic Number” Me Apke Jitne Bhi Family Member Hai. Sab ka Ek-Ek Karke Voter ID Number Dale. Aur “Add to Family” Click Kare.

#3: Family Member Add Karte Hi Apke Samne Ek Pop-up Open Hoga Yaha Apko ‘Relation Type’ Me Click Karke, Relation Set Kare.

Example: Agar Apke Father Ka Epic Number Dale Ho. Toh Relation Me Father Kare, Aur Add Member Par Click Kare.

#4: Sabhi Family Members Ko Add Kar Liye Hai. To “Have you added all family members?” Ko Yes Kare. Aur “Submit” Par Click Kare.

#5: Ab Apko Pucha Jayega Family Members Se Kya Kisi ko Disability Hai “Do you want to mark Person with a disability?” Agar Hai, To ‘Yes’ Kare Nahi Hai Toh ‘No’ Choose Kare.

  • Family Member Listing ho Gaye Hai. Toh family verification karne ke liye Next Step Ko Follow Kare –
Step 2: Family Verification:

#1. Phir Se Apko Family Listing and Authentication Par Jana Hai. Aur “Family Verification” Par Click Kare.

#2. Ab Apko Sabhi Family Members List Hoga. ‘Verification & Authentication Status‘ Check Kare. Jo “Not Submitted” Hai. Uske Right Side Me “Verify Details” Par Click Kare.

#3. Aur Agar Information Galat Hai. To “information displayed above needs correction” Par Click Kare. Aur correction Kare. Jaise #4. Verify Self Details: Voter ID Ko Verify or Correction Kare: Me kiye Hai.

Note: Verify Details Me Click Karte hi Apko Details Show Karega. Agar Apko Lagta Hai Fill Kiya Hua Details Sahi Hai. Toh Simply “is information displayed above is correct.” Kare. Aur “Submit” Par Click Kare.

#4. Agar Apne Family Listing & Authentication Karke Submit Kar Diya Hai. To Apke Voter ID verification Completed Ho Chuka Hai.

  • Aur Agar Apke Family Members Me Koi 16-17 ya 18 Saal Ke Koi Member hai. Jiska Enrollment Abhi Tak Nahi Hua Hai. To Apko Sirf Last Aur Ek Step follow Karna Hai –

 

#6. Unenrolled Members Ke Liye Voter ID Apply Kare:

Jee-Han Agar Apke Family Members Me Koi 16 Years Se Jiyada Hai. To Aap Khud Voter Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Apko Kahi Jana Nahi Padega. Voter ID Apply Karne Ke Liye Niche Ki Steps Ko Follow Kare:

1: Sabse Pehle Apko EVP Home Me Jaye. Aur Unenrolled Members Me Click Kare.

2: Yaha Aap Unenrolled Members Ka Details Dale. Jaise “Date of birth” Aur “Age” fill Kare.

3: Ab Uska “Name” First Name Aur Last Name Hai Toh Dale.

4: Reference Number Ke Liye Right Side Me “Click here to get enrolled and to get reference no.” par Click Kare.

5: Ab Aap Citizenship Choose Kare “I reside in India” Aur ‘State select‘ Karke “Next” Par Click Kare.

6: Apko Yaha Member Ka Pura Details Fill Karna Hai. Step by Step Then “Submit” Par click Kare.

7: Jaise Hi Aap Submit Karenge Apko Ek Reference ID Milega Isko “Copy” Kare.

8: Ab Step 4 Me Reference Number Ki Jagah Me Copy Reference Number Ko Past Karke, “Add Member” Par Click Kare.

All Done! Ayse Karke Aap reference ID Create Karo, Jiska Enrolledment Nahi Hua Hai. Aur Apke Family Member Me Add Kare. Koi Chutna Nahi Chahiye.

Is Tutorial Me Bataye Gaye Sabhi Steps Ko Carefully Follow Karke Aap Asani Se Just 5-10 Minutes Ke Under Hi Voter ID (EVP) Verification Process Ko Complete Kar Sakte Hai.

Agar Apko Kisi Steps Me Problem Aaye To Directly Aap Hamare FB Page Par Message Kare. Sath Me Screenshot Bheje, Jaldi Reply Mil Jayega.

Watch Video: NVSP Se Voter ID Verify Kare –

 

Method 2: Voter Helpline App Se Voter ID Verify Kare:

Jee-Han, Agar Apke Pass Computer Nahi Hai. Aur Aap Chahte Ho Apne Mobile Phone Se Electoral Verification Program Ko Complete Karna. Toh Bhi Aap Kar Sakte Ho.

Government Dwara Banaye Gaye “Voter Helpline” App Ki Madad Se Aap Voter ID Ko Correction Aur Verify Kara Sakte Ho.

Voter Helpline App Apko Play Store Me Asani Se Mil Jayega. Uske Liye Aap Play Store Me Jake “Voter Helpline” Search Kare. Directly Download Karne Ke Liye Niche Diye Gaye Hai Button Par Click Kare.

Voter Helpline

 

Watch Video: Voter Helpline Mobile App Se EVP Verification Kare –

 

Method 3: Voter Verification Center Se Verify Kare:

EVP Verification Process Ko Pura Karne Ke Liye, Govt Ne Har Ek Area Me Voter Verification Center Bhi Provide Kiye Hai.

Yeha Aap Personally Visit Karke, Voter Verification Complete Kar Sakte Hai. Apko Sirf Documents Leke Jana Padega.

Voter Verification Ke Liye, Kiya Documents Leke Jana Hoga. Pehle Hi Requirements Me Mention Kiya Hua Hai.

 

Method 4: Common Service Center Se Voter ID Verification Kare:

Agar Apke Area Me, EVP Verification Karne Ke Liye Koi Camp Ya Center Provide Nahi Hai. Toh Aap Documents Leke CSCs (Common Service Center) me Jaa Sakte Ho.

CSC me Apko Documents Charge Dena Padega. Kitna Paise lega, Bata Nahi Sakta. Agar Maximum 100 Rupees Se Jiyada Mange. Toh Aap CSC Par Police File Kar Sakte Ho.

 

Popular Article:

Conclusion: EVP Voter ID Verification Process

Is Article (Voter ID Verification: Just 5 Minutes Me Voter ID Verify Kare) Me Electron Verification Program Ke Anusar, Jaise Apko Voter ID Verification Process Ko complete Karna Chahiye. Iske Puri Jankari Step-by-Step Hindi Me Bataye Gaye Hai. With Screenshots or Videos Ke Madhyam Se.

In 4 Method Me Se Apko Jo Accha Laga. Usse Apke Aur Apke Family Members Ke Voter ID Ko verified Kare.

Agar Apke Pass Computer/Laptop Hai, Toh Method 1 “NVSP” Se Verify Kare. Aur Computer Nahi Hai, To Method 2 “Voter Helpline App” Se Verify Kare. Apko Ek Rupees Nahi Lagega.

I Hope, Apko Ye Voter Verification Process Kaise Karna Hai. Acchi Tarah se Samjh Me Aagaye Honge.

Agar Kahi Problem Ho, Toh Niche Diye Gaye Social Page Me Jake Question Kare. Ya Comments Karke Bata Sakte Hai.

| Fb Group | Twitter | Instagram | Pinterest | LinkedIn |

2 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

Exit mobile version