Linkedin Kya Hai? Linkedin Account Kaise Banaye: Kya apko pata hai LinkedIn kya hai (What is Linkedin in Hindi)? aur Linkedin par apna account kaise banaye? agar ‘nahi’. Toh koi baat nahi hai.
Aaj Ham Janenge ‘Linkedin Kya Hai? Linkedin Par Account Kaise Banaye‘ Dosto Aap Sabko Toh Patahi Hai Internet Sabke Liye Kitna Important Ban Chuka hai Or Age Banega, Sabse Important Hai Social Networking Sites Jaise Facebook, Twitter, Linkedin, Wagaira.
Agar Aap Social Sites Se Addicted Hai Toh Ek Din Bina Use Kareke Nahi rah Sakte, Social Sites Isliye Use Karte Hai Taki Hamlog Sabke Sath Connected Rahe.
Dosto Agar Aap Other Social Sites Facebook, Twitter, Google+ Ke Sath Connected Hai, Toh Me Aapko Suggest Karunga Linkedin Ek Bhut Hi Badhiya Platform Hai.
Aap Iske Sath Jarur Jude. Iska Ek Badhiya Future Bhi Hai Details Me Janneke Liye Padhte Rahe-Linkedin Kya hai (What Is Linkedin In Hindi)?
Linkedin Kya Hai (What is LinkedIn in Hindi)?
Abhi Iska User Din Ke Din Badhte Hi Ja Rahe Hai, Or Linkedin Ka Khas Bhat Hai Ke Ye World Ke Largest Professional Network Me Se Ek Hai.
Isse Aap Chatting, Massage & Job Bhi Dhund Sakte Hai (Badhiya Future), Or Apna Resume Submit Karne Ke Baad Company Ki Recruitment Ki Anusar Kisi Company Me Apply Bhi Kar Sakte Hai.
- New Microsoft Account Kaise Banaye
- Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips
Agar Apke Business Hai Toh Aap Promotion Kar Sakte Hai. Ya Phir Apke Website Hai To Free Me Aap Apna Website Linkedin Se Promotion Kare Apke Kamse Kam 15-20 % Trafic Badh Sakta Hai.
Toh Dosto Ab Aap Jangaye Honge Linkedin Kya Hota Hai. Ab How To Create Linkedin Account In Hindi Age Padhe.
- Android Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare (Full Guide)
- Mobile Ko Root Karne Ke Baad Kya Kare (Full Guide)
Linkedin Account Kaise Banaye?
Dosto Linkedin Account Create Karna Bhut Asaan Hai Nas Niche Ki Kuch Step Follow Karke.
#1. Sabse Pahle Aap www.Linkedin.com Ke Website Me Jaiye.
#3. Ab Apke Samne Jo Sign Up From Hai Usme Apna Details Dale.
- Aap Apna First Name Dale.
- Yaha Aap Apka Last Name De.
- Me Aap Apna Email (Gmail) ID Dale.
- Yaha Apko Password Denaq Hai Kamse Kam 6 word Ka Hona Chahiye.
- Itna Karne Ke Bad Join Now Me Click Kare.
- Yaha Aap Apna Country Select Kare.
- Yaha Aap Apna Postal Code DaleYa Optional me Aap Chahe Toh De Sakte Hai.
- Uske Bad Next Me Click Kare.
#5. Next Karne ke Bad Jo Step Aayega Usme aapko Dena Hai Aap Abhi Kya Karrahe Hai Matlab Ap Student Hai Ya Phir Kam (Work) Karrahe Hai. Samajhme Nhi aaye Toh Niche Screenshot Dekhe.
- Agar Aap Student Hai Toh Toh Yes Me Click Kare.
- Yaha Apko Apna College Name Dena Hai Jisme Aap Study Karte Hai.
- Me Apko Dena hai Aap Konsa Degree Karrahe Hai.
- Degree Dene Ke bad Apko Specialization Dena Hai.
- Yaha Start Year Me Click Karke Apko Dena hai Konsa Year Se Aap Start Kiye Hai.
- Final Year Me Click Karke Apko Choose Karna Hai Ke Kab a Degree Khatam Hoga.
- Yaha Agar Aap 18 Years Age Ho Giya Hai Toh Yes Me Click kare.
- Itna Karne Ke Bad Next Me Click Karde.
Itna Karne Se Agar Apke Contact Me Se Agar Koy Apke Help Kar Sakta Hai toh Uska Profile Show Hoga Or Nahi Hai Toh Phir Se Step-7 Wale Page Show Karega. Isko Skip Kare Phir Yes Karde.
#9. Ab Apko Email ID Verification Karne Ke Liye Go To Your Google Inbox Me Click Karna Hai.
#10. Ab Apko Email ID Login Karna Hai Login hone ke Bad Dekhenge Massage Aaya Hai Linkedin Se Usko Open Kare. Agar Nahi Mile Toh Social Me Click Kare Phir Bhi Nhi Mile to Resend Email Par Kare.
Finally, Linkedin Se Massage Aagiya Hai to Confirm You Email Address Me Click Kare.
Agar Aap Photo Abhi Add Karna Chahta hai To Add a Photo Par click Kare Uske Bad Choose a Photo-Me Click Karke Photo, Choose Kare, Phir Photo Choose Hone Ke Bad Save Karde Toh Apke Photo Profile Me Save Ho Jayega. Ab Apke Linkedin Account Successfully Create Ho Chuka Hai.
Must Read:
- Facebook Par Like, Comments Kaise Badhaye.
- How To Recover Deleted Messages On Facebook In Hindi (Secret Tricks)
- Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare (Full Guide In Hindi)
- Twitter Kya Hai Kaise Banaye Or Kaise Use Kare Step By Step
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare
- Time Set Karke Computer Automatic Shutdown Ya Restart Kaise Kare
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye [Complete Guide]
- Facebook Account Deactivate Kaise Kare
Amazing Post thanks…
Welcome.. Koy Problems Hoto Batana…
Bhai Mera blog approval ho Jayega?
Keep Genuine Work! Definitely Approve Ho jayega. Thodi Time To Lagega hi, But Hoga Jarur Patience Banaye Rakho.