Google+ Page Kya Hai Or Page Kaise Banaye – Full Guide
Hi Friends, Aj Is Artical Me Janenge Google+ (Plus) Page Kya Hai Or Kaise Banaye Business Ya Website Ke Liye.
Dosto Pahle Hi Me Bata Diya Hu Facebook Page Kaise Banaye Our Twitter Account Kaise Banaye Or Kaise Use Kare Step By Step Or Iske Tarah Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye. Agar Apke A Sab Social Sites Me Account Nhi hai To Aap Yaha Se Bana Lijiye.Toh Sabse Pahle Ham Janlete Hai Google+ Page Kya Hai.
- Facebook Post Real Like Comments and Friends Kaise Badhaye [Secret Tips]
- Facebook Par Single Name Kaise Rakkhe.
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare.
- Pendrive Ko Bootable Kaise Kare Windows Install Ya Format Ke Liye.
Contents
Google+ (Plus) Page Kya Hai
Dosto Google+, Facebook, Twitter and Linkedin Jaise Hi Social Networking Sites Hai.
Agar Apke Google (Gmail) Account Hai Toh Hi Aap Google+ Page Create Kar Sakte hai Like Jaise Facebook Me Karte Hai.
Or November 7, 2011 Ko Google ne Google Plus Page Ko Lunch Kiya.
Dosto Agar Apke Business Ya Website Hai Or Apne Abhi Tak Google+ Page Nhi Banaye Hai Toh Aap Bhut Badi Galti Karrahe Hai, Kyu ki Abhi jyada tar log Social Networking Sites ke Sath Jude Rahte hai Dosto Aap Yahase Apke Local Business Ya Website Ko Free Me Promotion Kar Sakte Hai, Or Bhut Sare Karbhi Rahe Hai. Sabse Khas Baat Jiska Website hai Oh Yahase 40 % Apne website Trafic Badha Sakte Hai. Me Suggest Karunga Ke Aap Google+ Page Jarur Use Kare Taki Apke Website Ya Business Ke Pahchan Badhe.
Toh Finally Dosto Google Plus Page Banane Ke Liye Apko Google Par Gmail Account Or Google Plus Account Banane Honge, Agar Apke Pass Gmail Or Google Plus Account Hai Toh Niche Ki Step Follow Kare Ya Phir Yaha Se Banale.
Google+ (Plus) Page Banaye Step By Step
Step-1
Sabse Pahle Aap Browser Ke URL Me– www.plus.google.com Type Karke Search Kare.
Process Hone Ke Bad Apke Google+ Account Ko Login Kare. Agar Apke Google Plus Par Account Nhi Hai Toh Aap Yahase Banaye-
Step-2
Agar Apke Google Account Login Ho Giya Hai Toh Yaha Create Page Par Click Kare.
Create Page Me Jate Hi Apke Samne Choose Your Business Type Ke Page Aajayega.
Step-3
Yaha Apko Business Chunna Hai Ap Jis Type Ke Page Create Karna Chahte Hai, Niche Screenshot Dekhe.
Yaha Apko 3 Type Ke Business Page Milega Inme Se Apko Kisi Ek ko Choose Karna Hai Jaise-
Shop Front
Service Area
Brand
Step-4
Brand Option Me Click Karte Hi Apke Samne Kuch Is Type ke Page Open Hoga–
- Page Name Type Kare Jo Apke Page Me Rakhna Chahte Hai.
- Yaha Apko Apna Website Dena Hai.
- Type Of Page Me Click Kar Phir Community, Entertainment, Product or Brand Ya Phir Other. Inme Se Ap Jis Type Ke Page Banane Chahte Hai Usko select Kare. Jaise Mujhe Community Rakhna Hai Isliye Me Community Ko Select Kiya Hu.
- I Agree Me Tick (✔) Lagaye Or Aap Yahase Pages Terms Padh Sakte Hai.
- Ab Apko Create Page Me Click Kar dena hai.
Step-5
Step-6
- New Tab Banake Share an Update Me Click Kare Matlab About Photo Lagane Ke Liye.
- Google Analytics Ke Get Started Me Click Karenge Toh Jan Payenge Kitna Visitors Apke Website Me Ate Hai.
- Agar Ap Google Business App Ko Download Larna Chahte Hai Toh Get Android App me Click Karke Download Kar Sakte hai.
- iPhone Ke Liye App Chahte Hai Toh Yaha Click Kare.
Step-7
About Set Karne Ke Liye Edit Profile Ke Pas About Hai Usme Click Karke About Bhi Set Karle.
Step-8
- Me Click Karke Cover Photo Laga Sakte Hai.
- Yaha Click Karke Profile Photo Laga Sakte Hai.
- Agar Apko Name Change Karna Hai Toh Yaha Click Kare.
- Cover Photo Ke Maximum Size 2120 x 1192 Pix.
- Cover Photo Minimum Size 480 x 270 Pix.
- Profile Photo Size 250 x 250 Pix.
Twitter Par Hamare Website Ko Follow Kare.
- I Hope Ke Apke Liye A Post Helpful Rahega, Agar Kahi Dikkat Aarahi Hai Toh Hame Comment Karke Bata Sakte Hai. Agar Helpful Raha Toh Apne Friends Ke Sath Share Kare Kyu Ki Sab Jan Sake Kaise Google Page Banate Hai. Or Latest Update Ke Liye Solutioninhindi.com Ko Subscribe Kare.Facebook Page Like Kare Or Agar koy Question Hai Toh Facebook Group Join Kare.
very good
Keep it up
very nice
Thanks, Visit Again
sir,
main aapse ek jaankari chahata hu.hum aapne blog ke liye google pluse par pqage kaise bana sakte hai.
please help me .
Prasad Je Website/Blog Ke Liye Page Kaise Banaye Uske Liye Aap Step 2 Me "Create Page" Ka Link Diye Gaye Hai Uspar Click Karke Baki step by step follow kare. Agar phir bhi problem ho to hame jarur bataye.
clapped