BSNL FREE Caller Tune Activate Kaise Kare (100% Working)

BSNL FREE Caller Tune Activate Kaise Kare 2023: Kiya apke callers ko roj-roj pehele wala normal “tring tring” ring sunake, bore kara chuke ho? Aur ab BSNL Free Caller Tune Kaise Set Kare? janna chahte hain?

Jisse Apke Callers khush ho jaye apko call karke. Toh dosto don’t worry about it. Yedi aap music lover ho aur aapke favorite song ko free me caller tune pe set/activate karna chahte hain. To ye article apke liye hai.

Kisi bhi BSNL number pe free caller tune lagane ke liye ab BSNL bhi apne customers ko free of cost hello tune lagane ka feature available kiya hai.

Apko Pata hi hai ki BSNL ek india telecom company hai. Jo best and reliable aur cheap price me services apne customers ko provides karti hain.

BSNL-free-caller-tune
BSNL FREE Caller Tune Activate Kaise Kare (100% Working)

In this post, Main Apko BSNL free caller tune, BSNL dialer tune number, BSNL free caller tune number, BSNL caller tune code, Aur BSNL me caller tune kaise activate kare by USSD Service, BSNL Tunes App, SMS, Dialer Tines, and Online.

Aur BSNL tune charges ke sath me BSNL caller tune deactivate kaise kare. etc ke bare me is article me deatils me bataye gaye hai.

BSNL FREE Caller Tune (Hello Tune) Activation Tricks in Hindi (100% Working)

Guys, Apke caller ko entertainment banane ke liye BSNL leke aaiye hai kai exciting way. Jisse aap bhut hi asani se kisi bhi BSNL number me activate karke iska bharpur benefit le sakte hain.

Yaha main apko 5 alag-alag tricks bataunga. Aap BSNL Hello tune bobut saare aasan tarika se aapke mobile number pe activate kar sakhte ho. Inme se apko jo sabse easy aur accha lage usko apply karke BSNL Free Caller Activate Kare.

BSNL Free Caller tune Bhi others Telecom company jaise ki Jio, Vodafone, Idea, Airtel ki tarah hi hai.

Agar aap baki sab sim bhi use karte hai toh yaha se: Vodafone caller tune set kare, Issi tarah Jio Free Caller Tune Lagaye, Aur Idea Free Caller tune Set Kare. Iske Sath Airtel Free Caller Tune Ke liye Yaha Jaye.

  • To Aiye ab BSNL Number Se Caller Tune Activate Kaise karange iske Liye Steps ko Follow Kijiye:

Trick 1: USSD Service Se BSNL Caller Tune Kaise Set Kare?

Ye Method bhut hi asan hai. BSNL Caller Tune activates karne k liye niche diye gaye steps ko follow kare:

  1. Sabse pehle phone dial call open kare.
  2. Ab *567# Dial karke call kare.
  3. Dial karne ke baad apko age ki USSD instruction USSD method ko follow karna hai.

Watch video to Activate BSNL Free Caller Tune/Hello Tune

Trick 2: BSNL Tunes App Se FREE Caller Tune Set Kaise Kare

Agar aap Karnataka, Kerala, Andhra Pradesh, Tamil Nadu, Kolkata, West Bengal, Bihar, Jharkhand, Odisha, Assam, Arunachal Pradesh, Nagaland, Mizoram, Manipur, Sikkim, Tripura, Meghalaya, Andaman & Nicobar, Lakshadweep.  In Sabhi State ke rahne walen hai toh ye tricks sirf apke liye hi hain.

Apke Callers Ke Liye BSNL Tunes App Se Asani Me Apke Favorite songs ko search karke ek click me activate kar sakte hain.

Aur deactivate karne ke liye bhi BSNL tunes app ka istemal karke kisi bhi time deactivate kar payenge. Isme Aap Movie dialogues se leke Instrumental music wagaira set kar payenge woh bhi just ek click me.

Steps to Set BSNL Caller Tune using BSNL Tunes App:

  1. BSNL Tunes App Se Caller Tune Activate Karne Ke Liye Aap Sabse Pehle Playstore Se “BSNL Tunes App” Ko Install Kare.
  2. App Install Ho Jane Ke Baad Open Kare.
  3. Ab apko apke BSNL number ko enter karke register/login kare.
  4. Ab Apko Jo Song Set Karna Hai, Search Kare Aur Song ko play karke “Set Tune as” Par Tab Kare.
  5. All Set! Ab Apke Caller Tune Successfully Activated Ho Chuka Hai.

Features of BSNL Tunes APP:

  • BSNL Tunes app se Over 1.4Mn tunes Aap choose kar sakte hai.
  • Jo Song caller tune me set karna chahte hai, Preview/sun payenge.
  • Albums, Artists &Tracks aur Name Search karke Name Tune bhi set kar sakte hai.
  • Choose your preferred Language Songs
  • Personalized BSNL Tunes – yani special song ko set kar sakte hai, apke Special Caller me.
  • BSNL Tunes App 100% Ad Free Hain.

Trick 3: BSNL FREE Caller Tune Activate Kare (Using SMS):

Agar aap chahte ho message send karke BSNL Free Caller Tune Set karna to iske liye aap niche diye gaye steps ko follow kare:

#1: Sabse pehle Message box open kare.

#2: Ab “BT 7903280” type karke “56700” number pe SMS send kare.

Note: BT code ek important cod hai particular song k liye. Jo aap set Karna chahate change. Yaadi aap MasaKali song set Karna chaho toh aapko SMS send Karna hoga < BT 32102>. Aur iske liye change bhi le sakti hai.

All Done! Bas itna karne se apka BSNL Free Caller Tune Activate Ho jayega.

Trick 4: Dialer Tones Portal IVR Number 56700, 56789, 56768: Rs 2 per minute:
Call kijiye 56700, 56789, 56768 ( Rs-2/minute) aur Dialer Tone select kijiye available option se.

Trick 5: Online Se BSNL Caller Tune Kaise Lagaye:

Online trick bhi bhut hi asan hai apke BSNL caller tune set karne ke liye. Jaise ki:

  1. At first, aapko BSNL Caller Tune Website pe Jana hoga.
  2. Website me jane ke baad apke BSNL number se Register/Login karna hai.
  3. Ab ek list aayega aapki mobile display mai, aapko ek gana choose Karna hoga music list se aur mobile icon pe click Karna hoga.
  4. Jab aap aapke mobile icon pe click karoge yeh ek type ka image dikhai dega mobile display pe.
  5. Last mai aapko Song ke side me Set tune ka option me click karne se apke Caller tune successfully activated ho jayega.
  6. All Done! Itna Steps ko follow karne se new caller tune ka maza lijiye!

BSNL Caller Tune Deactivate Kaise Kare (Deactivate BSNL Caller Tune):

Jaise BSNL Caller tune activation karna bhut easy hai, Waise hi caller tune ko deactivation (stop) karna bhi asan hai. Aap niche diya huya service se BSNL Tune Deactivate kare:

  1. By calling: Sabse pehle 56700 number pe call kare phir other service ko choose kare phir Unsubscription option selection karne ke liye bola jaye toh us key ko dial kare.
  2. By SMS: 56700 or 56799( toll-free ) number pe SMS kijiye < UNSUB>.

BSNL Caller Tunes Charges:

  • 56700 KI CALLING CHARGE HAI RS. 2 PER MINUTE.
  • PER MONTH KI SUBSCRIPTION RS. 36/MONTH HAI.
  • 90 DAYS KE LIYE RS. 15 SUBSCRIPTION CHARGES LAGTA HAI.

Related Articles:

Conclusion

Is Article (BSNL FREE Caller Tune Activate Kaise Kare) Me Hamne Alag-Alag Tarike Se Jana Ki BSNL Me Free Caller Tune Kaise Set Kare?, BSNL tune Charges Kitna Lagta Hai, Aur BSNL Caller tune Deactivate Kaise Kare.

Mujhe Ummid Hai, Ab Apke BSNL SIM me Caller Tune Laga Payenge. Aur Agar Apko Kisi Tricks Ya Steps Me Problem Aaye. To Aap Niche Comment Karke Bata Sakte Hain.

Aur Turaant Reply Pane Ke Liye Is Article Ko Facebook Par Apke Doston Ke Sath Share Karke, Yaha Hamare FB Page Par Directly Message Send Kare.

Issi Tarah Ki Useful Free Caller Tune Tricks Ke Liye Solution In Hindi Ka Official Facebook Group Join Kare.

पिछला लेखलूडो के खेल के प्रारंभ का इतिहास और विकास जानें
अगला लेखC Language in Hindi: सी लैंग्वेज क्या है और कैसे सीखें
मेरा नाम मुहम्मद बदिरुद्दीन है। मैं एक पेशेवर वेब और सॉफ्टवेयर डेवलपर, एथिकल हैकर, डिजिटल मार्केटर और भारतीय ब्लॉगर हूँ! मुझे लोगों की मदद करना बहुत पसंद है। इसलिए SolutionInHindi.com पर एथिकल हैकिंग, कंप्यूटर, मोबाईल, इंटरनेट, सोशल मीडिया, टिप्स और ट्रिक्स और टेक्नोलॉजी सम्बंधित ट्यूटोरियल की पूरी जानकारी हिंदी में शेयर करता हूँ!

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें