Jio Phone Me Caller Tune Kaise Set Kare – [Top 4 Easy Tricks]

Jio Phone Me Caller Tune Lagaye (How to Set Jio Caller Tune in Hindi): Kya Aap Jio Phone Ya SIM Use Karte Ho? Aur Apko “Jio Caller Tune Kaise Set Kare” Janna Hai? Toh Aap Sahi Jagah Par Aaye Ho. ‘Jio Phone Me Caller Tune Kaise Lagaye?‘ Puri Jankari Is Article Me Mil Jayega.

By Default Jo Caller Tune Activate Rahta Hai. Kitna Boring Hota Hai. Aur Sayed Aap Bhi Kisi Ko Call Karte Time ‘Tring-Tring’ Ring Sun Ke Paak Gaye Honge.

To Kyu Na Free Caller Tune Set Karke Rakhe. Jisse Apko Jo Phone Karega Woh Na Paake. Aur Set Kiya Hua Caller Tune Sunke Thoda Khush Ho Jaye.

Jio Phone Me Free Caller Tune Set Karne Ke Liye Apko Koi Paise Pay Karna Nahi Hoga. Jio Apne Users Ke Liye FREE CALLER TUNE Unlimited Dino Ke Liye Leke Aya Hai.

Ismai Aap 1 Rupee Bhi Kharch Na Karte Huye “JIO FREE CALLER TUNE” ka Maaze Le Shakte Ho.

how to set jio caller tune free

Abhi Aap Soch Rahe Honge. Iske Liye Jio Phone Kharid na Padega. Toh main Apko Bata Dun Jee ‘Nahi’ Jio Phone Me Caller Tune Ke Liye Apko Koi Jio Phones Kharid na Nahi Padega.

Apko Sirf Jio SIM Card Chahiye, Uske Baad Aap Kisi Bhi Phones Se Jio Caller Tune Set Kar Sakte Hai.

To Chaliye details Me Jante Hai. Jio Me Caller Tune Kaise Lagaye (Set) Kare:

Note: Agar Aap Vodafone Ya Article SIM Used Karte Ho. Toh Vodafone Free Caller Tune Activation Tricks. Aur Airtel Free Caller Tune Activation Tricks Se Caller Tune Set Kare.

Jio Caller Tune: How to Set Jio Caller Tune in Hindi [Top 4 Tricks]

Aapko Batane Ka Jarurat Nehi Hai. Pahle se hi Jante Ho, JIO Aapne Users Ko Chauka dene Wali Offer Launch Karne Me Mashoor Hai. Jaise Ki “JIO TV“, “JIO MUSIC” Etc.

Dosto, Jio Phone Me Caller Tune Set Karna Bhut Asan Hai. Aapko Me JIO tune Activation Ke Liye 4 Caller Tune Tricks Batane Wala Hu. Aapko sirf Is Article Ko End Taak Acche Se Read Karna Hai. Phir Bataye Gaye 4 Method Me Se Apko Jo Accha Lage Woh Set Kare:




Tricks 1: Jio Caller Tune Kaise Set Kare? Using SMS:

JIO Me Free Caller Tune Set Karne Ke Liye Karne Agar Aap Koi App Download Nehi Karna Chahte Ho. To Ye Tricks Ko Step-by-step Follow Kare:

Step 1: Agar Aap VOLTE User Hai, To Massaging App Ko Open Kare.

Note: Agar Aap VOLTE User Nehi Hai To “JIO4GVOICE” App Ko Open Kare.

Step2: Open Ho Gaya Hai, To Massage Box Mai Type Kare ‘JT‘ Aur “56789” Number Par Send Kare.

Note: Kuch Der Wait Kare, Abhi Aapko Massage Ka Auto Reply Ayega “56789” Se Aur Aapko Select Karna Padega Konsa Song Aap Caller tune Ke Roop Me Set Karna Chahte ho.

Step 4: Aap Koi Singer, Album Ya Phir Koi Bhi Movies Ka Song Caller tune Banana Chahte Ho. To Iske Liye Aapko Kuch Aysa Massage Karna Padega:

  • SINGER <Singer Name> Send it to “56789
  • ALBUM<Album Name> Send it to “56789
  • MOVIE <Movie Name> Send it to “56789

Step 6: Aab Aapke Massage Box Mai Song Ka List Show Karega.

Example: Aap Agar ‘Sanam re’ Movie Ka Song Ke Liye Massage Kiye Hai To ‘Sanam re’ Movie Ka All Song List Show Karega kuch is Tarah:

  1. ‘Sanam re’ Title Track
  2. ‘Hua Hai Aaj Pahli Baar’

Step 7: Aab Aapko Simply 1 or 2 Mai Se Kisi Ek Ko Select Karke “56789” Number Par Reply Kare.

Step 8: Reply Karne ke Baad Confirmation Ke Liye Massage Ayega aur Usmai “Y” Type Karke ‘56789′ Send Kare.

jio-phone-me-caller-tune-kaise-lagaye

All Set! Ab Aapka Caller tune Successfully Activated (Set) Ho Gaya Hai.

Watch Video: Jio Caller Tune Kaise Set Kare by SMS:

Tricks 2: Jio Phone Me Caller Tune Kaise Lagaye – Using Star (*) Button:

Yeh Caller Tune Copy Trick Hai. Isse Aap Kisi Ka Bhi Caller tune Ko Copy Karke, Aapna Caller tune Bana Sakte Ho.

Example: Apke Kisi Friends Ke Number Par Ek Uske Maan Pasand Caller tune Set Kiya Hua Hai. Aur woh Caller Tune Apko Bhi Pasand Hai, Aur Aapko Same Caller Tune Chahiye.

Toh Aap Iss Method Ke Madad Se Easily Apke Number Par Set (Activate) Kar Sakte Ho. follow these steps:




#1. Sabse Pehle Aapka Friend Ka Number Dial Pad Mai Dial Kare, Aur Unko Call Kare.

#2. Jaab Call Connect Ho Hoga Taab Tring Tring ke Jagah Uske Caller tune (Song) Sunai Dega. Abhi Aap Simple Dial Pad Pe Jake “*” Key Ko Press Kare.

#3. Abhi Aapke Phone Par Ek Confirmation Massage Ayega. Yaha Aapko “Yes” Type Karke Jis Number Se Massage Aya Thaa Usi Number Per Send Kar Dena Hai.

jio-caller-tune-kaise-set-kare

#4. All Done! Voila!! Itna Easy 🙂 Ab Aapke Number Par Bhi Same Wahi Caller tune Successfully Activate Ho Chuka Hai.

Tricks 3: Jio Phone Me Caller Tune Set Kare – Using Saavn App:

Jio Ne Recently “Jio Saavn” App Ko Launch Kiya Hai. Jis me Se Aap Unlimited Jio Free Caller tune Activate Kaar Sakte Ho. Is Tricks Se Caller Tune Set Karne Ke Liye, Follow these Steps:

jio-caller-tune-kaise-lagaye

Step1: Sabse Pehle Aap PlayStore Se ‘JIOSAAVN‘ App Ko Download and Install Kare.

Download Jio Saavn App

Step2: Ab ‘Jio Saavan’ App Open Karke, Apke Jio Number Se Login Kare.

Step3: .Login Ho Gaya Hai, To Aab Aapna Man Pasand Song Ko Search Kare.

Step4: Aab Aapko Song Ka Cover Photo Ke Niche 3 Dots Dikhai Dega Simply Uske Upar Click Kare.

Step5: Check Kare, Aapka Maan Pasand Song Caller tune Baan Gaya Hai.




Tricks 4: How to Set Jio Caller Tune – Using MyJio App

Agar Aap MyJio App Se Caller Tune Set Karna Chahte Hai. Toh Bhi Kar Sakte Ho. Ye Method Bhi Bhut Simple Hai, MyJio App Se Caller Tune Activate Karne Ke Liye Inn Steps Ko Follow Kare:

#1. Sabse Pehle Aap MyJio App Play Store Se Download/Install Kare.

Download Myjio App

#2. Ab MyJio App Ko Open Karke Nav Bar Me Click Karke ‘JioTunes’ Ki Option Ko Sellect Kare.

#3. Yaha Apko Bhut sare Songs Mil Click Karke Pehle Sune Phir Jo Accha Lage ‘Set as JioTune’ Par Click Kare.

#4. Ab Apke Samne Ek Confirmation Screen Aayega SMS Activate Kare.

how-to-set-tune-in-jio-by-myjio-app

All Set! Apke Caller Tune Successfully Set Ho Chuka Hai.

Dekha Kitna Simple Tricks Hai. Issi Tarah Aap Kisi Bhi Number Par Caller Tune Set Par Payenge. Agar apko Caller Tune Deactivate Karna Hai. To Niche Ki Steps Follow Kare.

How To Deactivate (Remove) Jio Caller Tune In Hindi?

JIO Ke Caller tune Ko Deactivate Karna Bahut Ashan Hai. Aap Niche Diye Gaye Steps Ko Use Karke Caller tune Ko Deactivate Kar Sakte Ho:

  1. Caller Tune Deactivate Karne Ke Liye Massaging App Ko Open Kare.
  2. Ab Massage Box Mai ‘STOP’ Type Karke, ‘56789‘ par sent kare.

Done! Lijiye Bina Kisi Problem Ke Aapka Caller tune Deactivate Ho Gaya hai.

How to Deactivate Caller Tunes or Hello Tunes For any Network in India?

Yedi Aap Chahte Ho Jiotune Ya Vodafone, Airtel Hello tunes ko deactivate Karna hai. to Aap Kar Sakte ho. Tunes Remove Karne Ke Liye 3 Method Hai. Jaise –

  1. Call Kare ‘543211808’ (toll-free) Par.
  2. SMS Se Karna Hai. To 5678 9 par STOP type Karke send Kare.
  3. Ya Phir Aap directly Call Dial Me *678# type Karke call Karne Se, Apke Caller Tune Successfully Removed Ho Jayega.

Frequently Asked Question (FAQs)

Yaha Sabse Jiyada Puche Jane Wale Questions Ka Answer Diye Gaye Hai. Agar Apka Question In List me, Nahi Hai. Toh Niche Comment Box Me Jake Questions Pucha.

Caller Tune Kya Hai (What is JioCaller Tunes)?

Jab Aap Kisi Ko Call Karte Ho, To Jab Tak Call Receive Hone Se Pehle Jo ‘Tring-Tring’ Ya Song Sunne Ko Milta Hai. Usko Caller Tune Kahta Hai. Isko set Karne ke Liye Bhut Sare Telecom Companies Ne Paise Leta Hai.

Lekin, Jio Ne Apne Customers Ke Liye Free of cost Caller tune provide Karta. Agar Apke Caller Tune set Nahi Hai Toh Is Article Me Bataye Gaye Tricks Ko Follow Karke Abhi Activate Kare.

What is the Difference Between ‘Caller Tune’ and Hello Tune?

Caller Tune Aur Hello tunes Me Koi Difference Nahi Hai. Ye Sirf Telecome Companies Ne Alag-Alag Branding Name Rakha Hai. Jaise Ki, Vodafone, Jio Caller Kahta Hai.

Airtel Ne Isko Hello Tune Rakha Hai. Aur Issi Tarah Idea Isko Dialer Tune Rakha Hai. Par Sabka Meaning Same Hota Hai.

JioTune Set Karne Ke Liye Kitna Paise Lagta Hai?

‘No’ JioTune Activate Karne Ke Liye, Apko Koi Paise Nahi Lagta Hai. Yeh Free of Cost Hai.

Jio Mobile (Phone) Me Caller Tune Tunes Kaise Set Kare?

Agar Aap Jio Phone Use Karte Ho. Toh Apke Liye Bhut easy Ho Jata Hai, Jio tunes Ko Activate Karna.

Jio Tune set Karne Ke Liye Simple Aapko Messenger Open Karke ‘JT‘ Type Karke ‘86789‘ Par Send Karna Hoga. Details Me janne Ke Liye Uper Me Bataye Gaye Tricks 1 Ko Follow Kare.

Jio Tunes Activate Karne Ke Liye Jio Phones Jaruri Hai?

‘No’ Jio Mobile Hona Jaruri Nahi Hai. Par Phone Me Jio SIM Card Hona Jaruri Hai.

Jio Caller Tune Set Toll-free Number

Agar Aap Cahte Ho Directly Call Karke Jio Tune Set Karna. Toh Uske Liye ‘543211808‘ par Call Kare.  Aur SMS Se Karne Ke Liye “56789” Jio Ke Caller Tune Toll-Free Number Hai.

Kya 30 Day’s Ke Under Caller Tune Change Kar Sakte Hai?

‘Yes’ Kar Sakte Ho. JIO Free Caller tune Ko Aap 30 Days ke Andar Unlimited Time Change Kar Sakte Ho. Iske Liye Aapko Koi Massage Nehi Karna Hoga.

Aap Simply ‘JIOSAAVN’ App Ko Open Karke Song Ko Search Kare. Aur Upar Diye Gaye Same Tricks 3 Ko Step By Step Follow Karke, Asani Se Unlimited Caller tune Change Kar Sakte Ho.

How many times we can change Jio tune?

‘Unlimited times’ Aap jitne bar chaho jio tunes ko change kar sakte ho.

How to Reactivate Free Caller Tune in Hindi?

Agar Aap 30 Day’s Ke Baad Phir se Jio Free Caller tune Ko Reactivate Karna Chahte ho. To Upar Is Article Me Bataye Gaye ‘4 Tricks’ Me se Kisi Ek Ko Apply Karke Phir Se Caller Tune Reactivate Kar Sakte Ho.

Popular Article:

पिछला लेखFacebook Password Change Kaise Kare [Detailed Guide]
अगला लेखMicrosoft Account Kaise Banaye – Full Guide
Hello Friends, I am Md Jubair Alam. Mujhe Technology and Internet Bhut Pasand Hai. Isliye Solution In Hindi Pe Tech Tips and Tricks Ki Puri Jankari Hindi Me Share Karta Hu!

1 टिप्पणी

कोई जवाब दें

कृपया अपनी टिप्पणी दर्ज करें!
कृपया अपना नाम यहाँ दर्ज करें